Assalam o alaikum dear members and traders. Umeed hai aap sub bohat achay hongay. Forex trading mai 2 qisam kay traders hotay hain jinn mai say aik woh traders hotay hain jo baghair kisi planning kay trading start ker laitay hain woh tukkay say he trading kertay hain. Aisay traders ko aik trade mai faida aur teen trades mai loss hota hai aur over all loss hota rehta hai. Jiss say unn ka business bohat jaldi wind up hojata hai.
Job traders techniques seekhtay hain aur unn ki madad say trading kertay hain woh kaamyab traders kehlatay hain. Forex trading mai kaamyabi unhi traders ko milti hai jo techniques ko apply kertay hain aur phir achi trading kertay hain unn ki trading kay results her trade mai he achay atay hain. Aur incomes aur earnings pay bohat ziada faraq parta hai.
Tukkay aur Technique ka Muqabala kia jaey tou hamesha technique he win kerti hai. Aur tukkay waley traders kabhi bhi win win situation mai nahi atey hain.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим