Jaiza: Forex Halal ya Haram Fatwa Check karen:

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Jaiza: Forex Halal ya Haram Fatwa Check karen:

    Ji Forex trading Mere Najeeb bilkul hal hai because Ham Sab Yahan per Apna time Dete Hain Yahan per mehnat karte hain aur mehnat Karte rehte hain aur pura week mehnat karte hain aur use Hamari mehnat per Hamen salary milati Hai like in the shape of Bonus aur FIR Ham Yahi bonus apni trading ke andar invest karte hain aur International currencies aur international market ke andar Hamari investment by trading hoti hai aur FIR use trading per Jo profit Hamen Milta Hai vah Hamara hota hai aur ham usko nikalwa sakte hain because vah Hamari mehnat hoti hai jo Humne pura week aur pura manth ki Hoti Hai To isliye Apne time par kam Karen Aur mehnat Ke Sath Apna bolo Sachiv Karya ke kamyabi Hasil karne ki koshish karen ISI social house of ko Apne time par kam karna hoga aur apne time par kam cal ke Ham Kamyab ho sakte hain SO Dil lagakar kam Karen mehnat Karen aur Apna bonus level achieve Karen bonus Kochi karna Hamari kamyabi hai so Dil lagakar aur apne time per kam ko kamyabi dilva kar koshish Karenge Hamen kamyabi Mile so mehnat Karen aur apne time par kam Karke kamyabi Hasil karne ki koshish karen ISI Mein Ham Sab Ka advantage hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Jaiza: Forex Halal ya Haram Fatwa Check karen:

      aapane bahut hi acchi information share ki hai forex ke related ais mein Ham saaf saaf dekh sakte hain ki agar Ham musalman hai to yah business hamare liye jaise hai Ham ismein kam kar sakte hain agar koi banda ismein gambling karta hai to yah business ke liye totally haram hai agar Ham is may mehnat karte hain aur Dil lagakar kam karte hain aur ek time table banakar iske upar kam karte Hain to Ham ismein ek achcha Paisa Kama sakte hain humey chahie ki Ham isme ek target banaa kar kam Karen aur is tarah agar Ham ismein target banakar kam karte Hain to fir yahan se hamen ek achcha results milta hai hamen analysis karne ke bad hi koi trade lagane chahie forex trading ek aisa business hai agar Ham ismein thodi si bhi mistake karte Hain shukriya apka.
      • #18 Collapse

        Re: Jaiza: Forex Halal ya Haram Fatwa Check karen:

        Assalam O Alaikum dear friend. Forex k halal ya haram honay k bary mein meri bhi kuch doston k saath behas hoti rahi hai aur un k moaqqif yehe tha k forex gher sharra'i buisness hai is ko nahin karna chahie. Is ki example wo youn dia kartay thy k ye ek juwa hai aur juwa khelna Islam mein mana kia gya hai. 2nd unka Question ye tha k ye interes py kia jany wala kaam hai yaani sood ka kaam hai aur sood bhi Islam mein haraam qarar dia gya hai. Halan'k ye juwa kisi bhi tarah nahin hai na e interest py hum earning kar rhay hain. ye ek complete buisness hai aur is mein hamen just profit he nahin mil raha hota bul'k trade hamri expectations k against jaye to hamain loss bhi utna e ho raha hota hai. Kher ye behas kafi arsa chlti rahi aur na wo maany na e main ny tasleem kia k forex trading haraam hai. Phir Dar UL Aftaa ka yehe fatwa meri nazar sy guzra to mene unko dikhaya tab wo maany. Dosto pesa he sab kuch nahin hota na pesay k peechy apny emaan ko kabhi khrab krna. Jab bhi aap koi aisa online kaam karen to ek bar zaroor confirm kar lia karen k jo kaam aap kar rahy hain us ki base kya hai, aap ka way of working kya hai aur hony wali earnings kis base par ho rahi hain. Bahut si online companies aap sy investment krwati hain aur us investment k badlay aap ko monthly basis per profit deti hain magar in reality wo profit nahin sood hota hai. Forex buisness halaal hai aur aap without hesitation is mein kam karty rahen aur apny kaam k mutabiq earning krtay rahen. Forex sharr'i aitbar sy bhi completely legit hai. Shukriya
        • #19 Collapse

          Re: Jaiza: Forex Halal ya Haram Fatwa Check karen:

          forex aik totally legal business hae yeh bilkul bhe illegal nhe hae kafi logon ko lagta hae ke yeh business illegal hae to yeh bilkul bhe esa nhe hae to is liye hamen cahiye ke hum is main sahe tarah se ache tarah se is main kam kiya karen tab he to hum is main success hasil kar sakte hain bas hamen is main ache tarah se kam karna ho ga tab he to hamen is main kuch gain ho sakta hae bas hamen is main ache tarah se kam kar lena ho ga tab he to hamen bhe is main kuch na kuch to hasil ho sakta he hae bas hamen cahiye ke hum is main is bat ko samajhne ke koshish kiya karen ke forex halal hae q ke is business main hum mehnat karte hain or koi bhe esa business jis main hum mehnat kar ke earning karte hain yeh hamare liye legal he hota hae bas is waja se hamen cahiye ke hum mazeed is main mehnat karen ache tarah se take hum is main kuch na kuch to hasil kar len or is main hum kamyab ho jaen is ke liye hamne is main mehnat karte rehna ho ge tab he to hum yahan se kuch na kuch to hasil kar he lete hain bas hamne is main ache se kam ko time de kar is main mehnat kar lena hote hae tab he to hum is main kamyab ho jaya karte hain hamen kabhe bhe is main himmat nhe harne cahiye balke hamen to cahiye ke hum is main mehnat kiya karen or isko ache tarah se time diya karen tab he to hum is main success hasil kar sakte hain hamne kabhe bhe himmat nhe harne cahiye bas hamen is main give up nhe karna cahiye balke ache tarah se kam ko karte rehna ho ga
          • #20 Collapse

            Re: Jaiza: Forex Halal ya Haram Fatwa Check karen:

            Asslam o alikum umeed ha k ap thk hon gy or apna kaam achy sy kr rhy hon gy forex aik international bussiness ha jo pori duniya ma phail chuka
            ha forex mery khyal sy to halal business ha q k forex ma bohat zyada mehnt krni hoti ha jitni zyada ham mehnt kry gy hmay otna zyada profit hasil
            ho ga jis ma mehnt ho vhi haram kaisy ho skti ha ....
            forex ma bohat zzyad mehnt krni hoti ha jit ni zyada ham mehnt kry gy hmay otna zyada profit hasil ho ga isi liay hmay chahiay k ham zyada sy zyad
            mehnt kry ta k acha bonsu ahsil ho sky forex ma kaam krny k liay hmary pas knowledge or experience ka honabohat zyada zrori ha hmay chaiy
            k hamzyada sy zyada knowledge or expereince hasil ky hmay chaiy k ham zyada sy zyada demo account py practice kry jitni zyada ham dmeo
            account py practice kry gy hmay otna zyada knowledge or expereince hasil ho ga or hmari mistakes bhi khatm ho jay gi forex ma hmay trade
            soch smjh k lgana hota ha q k agr ham bina sochy smjhy trade lga dy gy to hmay loss ho skta ha...
            best of luck..
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #21 Collapse

              Re: Jaiza: Forex Halal ya Haram Fatwa Check karen:

              G bilkul ap na sahi topic share keya hay k k forex pr jo hum kaam kr rahay hain kya wo halal b hay ya nahn qk ya hamary ley janna bhot zarori hay hum muslman hain aur muslman honay k natay sa humain chahay hum eski information zaror lain meray khayal main tu ya aik halal business hay qk es business main hum profit aur loss dono hain aur jis business main profit ho aur loss ho tu wo halal hota hay qk jis business main lose aur profit na ho wo sahi nahn hota aur jis business main dono hon matalb profit b ho aur loss b ho wo sahi hota hay qk es main apko profit b ho jata hay aur loss b ho jata hay aur agar hum posts pr kaam krtay hain tu forex pr kaam krany sa humain eska reward milta hay eslay ya aik halal business hay aur humain asay karna chahay

              اب آن لائن

              Working...
              X