Jaiza: Forex Halal ya Haram Fatwa Check karen:

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza: Forex Halal ya Haram Fatwa Check karen:
    Dear Members:

    FOREX Haram ya Halal Fatwa:


    Bohot sarey logon ke dil mein yeh sawal hota he keh forex business halal he ya haram he to us keliye unke din mein bhi kafi ziada confusion hoti hey aur bohot sarey traders ke pas iska jawab bhi nahin hoat he keh woh kis trha se kisi bhi dusre bande ko yeh yaqeen dilayen keh waqai forex halal he ya haram hey isliye mene bhi is par search ki to mujhey yeh fatwa online mila hey jo mein aap sab doston se share kar raha hun takeh aap isko dekh kar kisi ko bhi yeh jawab de saken keh yeh fatwa hey aur iske mutabiq yeh halal he lekin agar koi banda gambling karta hey aur isko achi trha se learn nahin karta hey to uske liye yeh totally haram hi hey.

    Click image for larger version

Name:	forex halaal.jpg
Views:	8
Size:	87.3 کلوبائٹ
ID:	12463905
    https://t.me/pump_upp
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza: Forex Halal ya Haram Fatwa Check karen:

    my dears friends umeed ha kay app sab thk ho gay forex aik lajwab business ha or jo bhi lo is ko join karty ha who sab say phaly is kay bary ma information hasil karty ha kyia ya asli bhi ya or ya halal bhi ha bot sary religion is world ma ha or log her religion say belog karty ha or i belong to islam ya hum ko btata ha kay trade jo bhi ho jis ma app koi bhi investment karty ha or jab bhi trade karty ha or loss or profit kay app sab malik hoty ha or is thara say ya aik halal business ha app forex ma bhi apny passy phaly invest karty ha or phar bad ma hi trade karty ha or jab bhi app ko trade karty hovy market say profit ya loss mily who sab app ka ha or ya app par depends karta ha kay app is ko kyia smjty ha or jo log is ko jova smag kar join karty ha or trade ko starts karty ha or julbazi ma loss karty ha lakin ya aik 100% real or halal business ha
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza: Forex Halal ya Haram Fatwa Check karen:

      اصل پيغام ارسال کردہ از: waqas11 پيغام ديکھيے
      Dear Members:

      FOREX Haram ya Halal Fatwa:


      Bohot sarey logon ke dil mein yeh sawal hota he keh forex business halal he ya haram he to us keliye unke din mein bhi kafi ziada confusion hoti hey aur bohot sarey traders ke pas iska jawab bhi nahin hoat he keh woh kis trha se kisi bhi dusre bande ko yeh yaqeen dilayen keh waqai forex halal he ya haram hey isliye mene bhi is par search ki to mujhey yeh fatwa online mila hey jo mein aap sab doston se share kar raha hun takeh aap isko dekh kar kisi ko bhi yeh jawab de saken keh yeh fatwa hey aur iske mutabiq yeh halal he lekin agar koi banda gambling karta hey aur isko achi trha se learn nahin karta hey to uske liye yeh totally haram hi hey.

      [ATTACH=CONFIG]13357[/ATTACH]
      Assalamu alaikum dear member aapane bahut hi acchi information share ki hai forex ke related ais mein Ham saaf saaf dekh sakte hain ki agar Ham musalman hai to yah business hamare liye jaise hai Ham ismein kam kar sakte hain agar koi banda ismein gambling karta hai to yah business ke liye totally haram hai agar Ham is may mehnat karte hain aur Dil lagakar kam karte hain aur ek time table banakar iske upar kam karte Hain to Ham ismein ek achcha Paisa Kama sakte hain humey chahie ki Ham isme ek target banaa kar kam Karen aur is tarah agar Ham ismein target banakar kam karte Hain to fir yahan se hamen ek achcha results milta hai hamen analysis karne ke bad hi koi trade lagane chahie forex trading ek aisa business hai agar Ham ismein thodi si bhi mistake karte Hain to hamara account wash ho sakta hai
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza: Forex Halal ya Haram Fatwa Check karen:

        اصل پيغام ارسال کردہ از: waqas11 پيغام ديکھيے
        Dear Members:

        FOREX Haram ya Halal Fatwa:


        Bohot sarey logon ke dil mein yeh sawal hota he keh forex business halal he ya haram he to us keliye unke din mein bhi kafi ziada confusion hoti hey aur bohot sarey traders ke pas iska jawab bhi nahin hoat he keh woh kis trha se kisi bhi dusre bande ko yeh yaqeen dilayen keh waqai forex halal he ya haram hey isliye mene bhi is par search ki to mujhey yeh fatwa online mila hey jo mein aap sab doston se share kar raha hun takeh aap isko dekh kar kisi ko bhi yeh jawab de saken keh yeh fatwa hey aur iske mutabiq yeh halal he lekin agar koi banda gambling karta hey aur isko achi trha se learn nahin karta hey to uske liye yeh totally haram hi hey.

        [ATTACH=CONFIG]13357[/ATTACH]
        Dear aapki baat bilkul theek hai Jab Kuchh log specially junior members Forex trading ko join Karte Hain To unke mind Mein yah Baat Jaati Hai ke ho sakta hai Forex trading se Humko Jo income ho rahi hai vah Hamare liye haram Ho Jaaye to isliye unke mind Mein Ek doubt rahata hai lekin jo aapane detail ke sath yah information share Ki Hai Uske bad Hamare mind mein kisi bhi Kishan ka doubt Nahin rahata aur ham is per properly mehnat Karke kam kar sakte hain aur bahut jyada fayda Hasil kar sakte hain lekin use Prophet Ke Sath Sath Jo ismein bahut jaruri chij hai ki Ham apni income per satisfied Hote Hain Ki Ham Jo kam aa rahe hain vah galat Nahin Hai Kyunki Jab Ham Koi income Pasand Karte Hain aur Hamare mind Mein yah Bataye Jaaye ki ho sakta hai yah Islamic point of view Se Hamare liye Sahi Naha Nahin ho to vah hamare liye bahut takleef De Baat hoti hai aur usse Ham to satisfaction Nahin Hoti
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza: Forex Halal ya Haram Fatwa Check karen:

          forex mai muslims be kam kar rahy hain or forex mai nonmuslims be kam kar rahy hain forex aik halaal business hain hum is ma swap free account bana kar kam karty hain or hum kam kar ky paisa kamas kty hain hum mahnet karty hain to hamy earning mltehain forex aik amm buienss nahi hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hai hum is mai agar lalacho ban ky kam kary gy to hamara acocunt baned ho jy ga yai aik legal busienss hain hum s mai agar tuka system sy kam kary gy to hamara account baned ho jy ga yai aik legal busienss hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakaty hain is mai km karny ky liye hamy kise be office mai jany ke need nahi hain is mai hamara koi be bosss nahi hain
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza: Forex Halal ya Haram Fatwa Check karen:

            Dear ap ne acha kiya hai sath ap ne reference diya hai aur fatwa pesh kiya hai ye har insan k mind ki bat hoti hai k wo forex trading ko halal samjhy ya ni jahan tak meri raye lyn tu is market mein ham itni zayada mehnat karty hain aur apna pasisa invest karty hain aur sab se bari bat ye hai k is business mein profit bhi hai aur loss bhi hai aur jis karobar mein nafa aur nuqsaan dono hon wo halal aur jaiz hota hai aur forex trading mein tu apko pata hai k logon k account bhi wash ho jaty hain aur jo mehnat karty hain aur is market ko study karty hain aur analysis karty hain apna time lagaty hain is market mein tu profit sirf un tarders ko hota hai is liye forex trading k liye apko fatwa bhi dy diya gaya hai sab dost parh lyn aur is k ilawa sab dost apny zehn ko positive kar k sochyn har bandy ka zameer sab kuch sahi batata hai aur apka mind agar clear hai tu ap forex trading karyn is mein ap ka profit aur loss dono hain aur agar ap ko profit hota hai tu withdraw karwany k liye ham tax dety hain qanooni tor bhi legal business hai aur Islamic point of view se bhi halal business hai
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza: Forex Halal ya Haram Fatwa Check karen:

              My dear bro bat tu ap ki theak hai per es mai ye hai kay kich khaye nhi saktye hain kiyu kay kafi sarye log hain jo es mai kafi search kar chukay hai jub kay khean bhi es kay barye mai forex haram ka sawal nhi aya hai jub kay es mai halal ka bhi kam he suna hai tu aisye shaq mai ap nay fatwa daikha diya hai tu thanks hai kiyu kay es kay barye mai jan kay kam karna he better hai kiyu kay ap kay ap kay mind mai ye hamesha chalta rhaya kay ye haram hai kay halal hai tu ap ka kam hai kay ap es mai apna kam mahnet kay dath halal samjh kay kar saktye hain tu ap es mai hamesha halal kam karnye ki kosesh kartye hain aur ap es mai kamyab ho jatye hain tu ap ka kam hai kay ap ko es kay barye mai pta hai tu ap es ko dusro tak phuncha dain ta kay ap kamyab ho jain
              $$$ Never Give Up $$$
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza: Forex Halal ya Haram Fatwa Check karen:

                اصل پيغام ارسال کردہ از: waqas11 پيغام ديکھيے
                Dear Members:

                FOREX Haram ya Halal Fatwa:


                Bohot sarey logon ke dil mein yeh sawal hota he keh forex business halal he ya haram he to us keliye unke din mein bhi kafi ziada confusion hoti hey aur bohot sarey traders ke pas iska jawab bhi nahin hoat he keh woh kis trha se kisi bhi dusre bande ko yeh yaqeen dilayen keh waqai forex halal he ya haram hey isliye mene bhi is par search ki to mujhey yeh fatwa online mila hey jo mein aap sab doston se share kar raha hun takeh aap isko dekh kar kisi ko bhi yeh jawab de saken keh yeh fatwa hey aur iske mutabiq yeh halal he lekin agar koi banda gambling karta hey aur isko achi trha se learn nahin karta hey to uske liye yeh totally haram hi hey.

                [ATTACH=CONFIG]13357[/ATTACH]
                dear brother aapane bahut hi important Baat share Ki Hai is market Mein Kuchh traders Aise available hai jo is market mein sirf ISI vajah Se Kam Nahin Karte ki kya pata forex market Halal Na Ho is market mein humko kam karne ke liye yah Pata Hona chahie ki yah Ek Halal business hai aur is market Mein Ham jab kaam karte hain To Ham Ko ismein se Jitna Bhi Paisa Milta Hai vah Hamari mehnat Ke Badle Milta Hai is market Mein Jo Bhi trader trade lagata hai Hi Hua ismein Jo trade abhi currencies Kho jata hai use per usko profit ho jata hai ya nuksan ho jata hai isliye Ja karobaar Halal hai agar Ham ismein Apna mind set Achcha banaa Lete Hain To Uske bad Ham is market mein aasani se kam Karke Kamyab ho sakte hain Agar Ham is market Mein Kamyab Hona Chahte Hain To Humko chahie ki Ham is market Mein acchi treat Ki Tarah kam Karen Uske bad Humko is market mein fayda ho jaega Agar Hamesha market Mein kamyabi Hasil karna chahte hain to Humko ismein fayda ho jata hai.
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza: Forex Halal ya Haram Fatwa Check karen:

                  Asslam o Alaikum Dear friends a0 ki bat bilkul thk hy buht say log ya swl krty hy k forex business harm hy ya halal hy as bary humry buht say treadr k pass khowlage ni hy jab k new any wly members ko tu bilkul as bary koi information nii hy main un sub dosto say ya requst kro ga k as legal or halal rizq kamny wly business ko ap haram nii bol skty ku k ya asa business main jas main humy had say zyda loss nuksan hota hy agr humry pass khowlage experience na hn tu nuslsal loss hota hy koi bhii asa business jass main ap ko loss hota hn wo haram ni ho skta dusra as business main hum kesi bhi ghr qanoni tra say passy ni kama skty bilky as main hum dill say mahant krty hy or us pay humy phal milta hy mahant k sth kam krny wla or apni invest k sth kam kry ya hum bonus ki bina pay kam kry humy as business main profit k sth loss ka samna bhi krna phrta hy as lay jen logo k deamg main ya bat atii hy k ya business shayd haram hy tu ya bat deamg say nikl lay ya pori dunia main famous or sub say zyda as wqt kamyab hony wla legal business hy
                  • #10 Collapse

                    Re: Jaiza: Forex Halal ya Haram Fatwa Check karen:

                    Assalamu Alaikum dear friend aapki baat bilkul theek hai Jab Kuchh log specially junior member Forex trading co join Karte Hain To aapke mind Mein yah Baat jaati hai ki ho sakta hai Forex trading se Humko Jo income ho rahi hai vah Hamare liye haram Ho Jaaye to isiliye unke mind Mein Ek doubt rahata hai ji lekin jo aapane detail ke sath yah information chahie Kiya Uske bad Hamare man mein kisi bhi Kisan ka doubt nahin hai rahata aur ham is per properly mehnat Karke kam kar sakte hain aur bahut jyada fayda Hasil kar sakte hain lekin use profit Ke Sath Jo ismein bahut jaruri chij hai ki Ham apni income per certified Hote Hain Ki Ham Jo kam a rahe hain vah galat Nahin Hai Kyunki Jab Humko income Pasand Karte Hain aur Hamare man mein yah bataya Jaaye ke ho sakta hai yah Islamic point of views Hamare liye Sahi Na aa rahi hai to vah hamare Liye bahut taklif De Baat hoti hai aur usse Ham to satisfaction Nahin Hoti Krrish 4
                    • #11 Collapse

                      Re: Jaiza: Forex Halal ya Haram Fatwa Check karen:

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: waqas11 پيغام ديکھيے
                      Dear Members:

                      FOREX Haram ya Halal Fatwa:


                      Bohot sarey logon ke dil mein yeh sawal hota he keh forex business halal he ya haram he to us keliye unke din mein bhi kafi ziada confusion hoti hey aur bohot sarey traders ke pas iska jawab bhi nahin hoat he keh woh kis trha se kisi bhi dusre bande ko yeh yaqeen dilayen keh waqai forex halal he ya haram hey isliye mene bhi is par search ki to mujhey yeh fatwa online mila hey jo mein aap sab doston se share kar raha hun takeh aap isko dekh kar kisi ko bhi yeh jawab de saken keh yeh fatwa hey aur iske mutabiq yeh halal he lekin agar koi banda gambling karta hey aur isko achi trha se learn nahin karta hey to uske liye yeh totally haram hi hey.

                      [ATTACH=CONFIG]13357[/ATTACH]
                      Dear forex trading aik business hai aor ais mai hum kaam kar skaty hai ye aik halal business hai ais mai ap jitna zayda kaam karna chaye kar skaty hai ais market mai ap ko sahulat di hai k ap ais mai thori si investment se bhi kaam start kar sakty hai ais market mai ap pe depend kar raha hota hai k ap ne ais market mai kitna kaam karna hai ap ais market mai agar mehnat karty hai to ap ko ais market mai faida ho jata hai aisy hi ais market mai ap ko agar kaam karna hai to ap ko ye pata hona chyae k ais market mai hum kaam kar k kamyab ho jaty hai kun k ye aik halal busienss hai aor hum ais mai jitni zayda mehnat karty hai hum ko atna hi zayda faida ho jata hai ais market mai hum ko mehnat karni ho gi.
                      • #12 Collapse

                        Re: Jaiza: Forex Halal ya Haram Fatwa Check karen:

                        hanje ap nay aik achy topic par baat ki hai kyun ham muslims hain or muslims honay kay naty hamen har business ko shru karny say pahly us kay bary main sab say bari information rakhni chaea kay wo hram hai ya halal or hamry islam main ye busienss jaiz hain kay nahe or forex trading acha business honay kay sath sath hlal business hain is main bhe do trha ki trading hai forex trading halal hain lakin jo is main binanry trading hai wo hram hai is lea hamen hlal ko choose kar kay is achay business say faida uthna cahea taa kay ham ghar bethy or apnay religion ko qain rakhty hoy apni earning kay sbaab bnan saken.or iaik or baat main btana chati hon kay har wo business islam main halal hain jis main profit or loss or loss dono shamil hon is lea hamen forex ko is lehaz say nazr main rakhty hoy bina dar kay trading karni chaea kyun kay ye aik ache oppertunity hai.
                        • #13 Collapse

                          Re: Jaiza: Forex Halal ya Haram Fatwa Check karen:

                          Ji han bilkul thank you so much aapane bahut hi acchi Tarah Se guide Kiya vaise bhi sabhi ko Maloom Hai Kya Forex trading bahut hi Achcha business hai aur yah Islamic rule ke lihaj se bilkul theek hai lekin Agar Sabhi rules to follow kiya jaaye Kyon Forex trading Main Jab Bhi aap kaam karte hain to uske liye Jaruri hota hai ki Sabhi trading tools ko aur sabhi chijon ko follow Karen aur jaise ki Ham Islamic rules ke liye aapse trading karna Chahe to Forex trading Islami Halal hai lekin binary option haram Hai To aapane bahut hi accha Fatwa Hamare Sath share kiya hai aur Yahi Xperia Sabhi Logon ke sath Hona chahie Kyunki Ham Alhamdulillah Musalman Hai to hamare liye Halal kam hi Hona behtar hai tu Forex trading Ek bahut hi accha work hai aur yah Islamic rules ke liye Hath se Halal business hai
                          • #14 Collapse

                            Re: Jaiza: Forex Halal ya Haram Fatwa Check karen:

                            Trading market mein aapko kam karne ke liye maloom hona chahie ki yah aapke liye suitable hai halal hai ya haram hai jaisa ke trading member ne iske bare mein fatvah pesh kiya hai lekin PDF file ko aap edit kar sakte ho iske bare mein aap ko parmanent solution hasil karna hoga aur maloom karna hoga ke atal Jo fatwa hai uske bare mein clear picture of uska page dekar bhi decide kar sakte ho ummid karta Hun ki yah kisi ne acchi tasvir banakar aur had it is published kar di hogi trading market mein hamen secure aur understanding knowledge and permanent trading ke liye kam karna hoga aur yahan per hamen main apni management ko strong karke decision power ke sath reading karna hogi apni weakness ko remove kar ke aur mistakes ko understand karte hue trading market mein kaam karna hoga tab jakar mil sakti hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Jaiza: Forex Halal ya Haram Fatwa Check karen:

                              Assalamu alaikum Dosto umeed kerta hun ke ap sb kheriyat se hon gy.
                              Ji han dosto apki bat blkl thk hai her koi member yhi schta hai keforex trading ko halal samjhy ya ni jahan tak meri raye lyn tu is market mein ham itni zayada mehnat karty hain aur apna pasisa invest karty hain aur sab se bari bat ye hai k is business mein profit bhi hai aur loss bhi hai aur jis karobar mein nafa aur nuqsaan dono hon wo halal aur jaiz hota hai aur forex trading mein tu apko pata hai k logon k account bhi wash ho jaty hain aur jo mehnat karty hain aur is market ko study karty hain aur analysis karty hain apna time lagaty hain is market mein tu profit sirf un tarders ko hota hai is liye forex trading k liye apko fatwa bhi dy diya gaya hai sab dost parh lyn aur is k ilawa sab dost apny zehn ko positive kar k sochyn isi trha kamyab ho skte hein. THANKX

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X