JAIZA : Impotance and Types of Analysis.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    Re: Forex trading main analysis ki kya ahmiyat hai..???

    Walaikum assalam dear aapane bahut hi important question Kiya Hai Kyunki Forex trading Mein kamyabi Hasil karne ke liye analysis bahut important role play karte hain isliye aapko Forex trading Mein analysis per Jarur focus karna chahie sabse pahle aapko yah Pata Hona chahie ki Forex trading karte ho yah Kitni type ke analysis hote hain aur ham unko Kaise apni trading per apply kar sakte hain.

    Forex trading me aapke different types ke analysis hote hain jinko aap fundamental analysis practical analysis for sentimental analysis ke naam se Jante Hain aapko in ke bare mein complete learning honi chahie ki analysis kin factors per depend Karte Hain To usse aapki trading acchi ho sakti hai.

    Jab Ham fundamental analysis Ki Baat Karte Hain To yah totally news per depend Karta Hai Hote Hain Jab market Mein different news aati hai to uski bad market ki movement bahut fast Ho Jaati Hai To Agar Humko Pata Hoga ki aaj Kisi specific pair ki news aani Hai To Ham usse related market mein Main Apni trade open karke fayda Hasil kar sakte hain.

    ISI Tarah technical analysis perfect banane ke liye Ham market Mein different candlestick aur Market patterns per depend Karte Hain Humko market candlesticks ki complete information Hasil Karni chahie aur is se related jitni bhi information ho aur unko learn Karke apni trading per reply karna chahie jisse Hamari trading bahut hi perfect aur behtarin ho sakti hai.
       
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Re: Forex trading main analysis ki kya ahmiyat hai..???

      Assalaam o alikum dear forum member ap ne acha sawal kiya hai forex trading mein analysis ki ahmaiyat k bary ap ne poocha tu main sab new members ko analysis k bary brief karna chahta hon
      WHAT IS ANALYSIS:-
      Dear jo new forum members hain unko ye batana chata hon k analysis kya hoty hain tu jab bhi ham forex market mein koi trade lagaty hain tu aik pair select karty hain aur us par idea lagaty hain k market ki next movement kya hogi buy ki trade lagayn ya sell lagayn tu market ki next movement ka idea lagany ko analysis kehty hain
      IMPORTANCE OF ANALYSIS IN FOREX :-
      Dear forex traders is market mein analysis ki bahut zayada importance hai agar agar is market mein ap k analysis achy nahi hain tu ap kabhi bhi kamyabi hasil nahi kar sakty kyun k bina analysis trade open karny se loss hota hai ham tuky par trade open karyn gy tu loss hoga aur jin traders ko loss hota hai isi waja se hota hai k un k analysis strong nahi hoty is liye analysis karna seekhyn aur jab bhi market mein koi trade open karyn tu pehly analysis karyn aur is k bad trade lagayn
      TYPES OF ANALYSIS :-
      Dear is market mein different types k analysis hoty hain aur har traders apni trading strategy k mutabiq analysis karta hai main apko analysis ki types bhi share karta hon ta k ap har tarha k.analysis kar k trade open karyn
      1..TECHNICAL ANALYSIS :-
      Sab se zayada traders technical analysis par trading karty hain aur ye analysis chart par kiye jaty hain aur different time frames mein indicators laga kar market ki technical movement ko judge kiya jata hai is mein expert hony k liye ap ko candlestick pattern ka knowledge hona bahut zaroori hai kyun k har candle market ki next movement ka idea deti hai
      2 FUNDAMENTAL ANALYSIS :-
      Fundamental analysis news ko follow kar k kiye jaty hain aur economic calender ko follow kar liye jaty hain jo traders news par trading karty hain wo fundamental analysis karty hain aur news k time market kafi fast movement krti jis ki waja se jin k fundamental analysis achy hoty hain wo kafi acha profit earn kar lety hain but news par trading risky hai jis k fundamental analysis achy hoty hain wohi profit earning karta hai
      3 SENTIMENTAL ANALYSIS :-
      Dear ye analysis aam tor par idea laga k hoty hain market mein maximum 2 types k analysis hoty hain jin par traders trading kar rahy hoty hain Technical aur fundamental analysis agar ap ne forex mein successful trader banna hai tu apko analysis karna ata ho aur apni trade khud analysis kar k open karyn
      • #33 Collapse

        Re: Forex trading main analysis ki kya ahmiyat hai..???

        Real Forex trading main aapke kam karte hain to aapko ismein kam karne ke liye market Kyon bare mein Anil Sarkar Na hote hain aur jab aap ismein analysis Karke koi bhi trade Karte Hain To usse aapko Achcha profit ho sakte hain agar office mein without analysis koi bhi trade Karenge to isase aapko Achcha profit Nahin Hoga aur aap apna aur loss kar sakte hain market ki movement ko samajhne ke liye analysis karna Jaruri Hota Hai.

        Forex trading analysis bahut jyada jaruri hai Kyunki jab tak aapke pass market ka experience Nahin Hoga aur Market ke bare mein knowledge Nahin hoga to aap kabhi bhi ismein Kamyab Nahin ho sakte aur market se aap Achcha profit Hasil nahin kar sakte sabse pahle main aapko yah batana Chahunga ki market Mein analysis Kitni kinds ke hote hain aur aap Inko ke sarve perform Karte Hain

        Forex market Mein analysis ki three kinds hoti hain.

        Technical analysis

        Fundamental analysis

        Sentimental analysis


        Dear forex market Mein technical analysis market ki movement Ko Dekhkar aur Jod pattern ki Ko Dekhkar kiye Jaate Hain aur fundamental analysis of market Mein Jab Bhi news Hoti Hai To Uske bare mein aap analysis karte hain to aapko iska fayda hote hain dear aap Jab fundamental analysis karte hain to market kya previous data ko check karte hain ismein economic news ko check kiya jata hai aur sentimental analysis expert traders perform karte hain aap Agar sirf ismein technical aur send fundamental analysis Kahate Hain To aapke Se Achcha profit ho sakta hai.

        Importance of analysis:

        Dear jab aap ismein proper analysis Karke Koi trade Karte Hain To usse aapko bahut fayda hota hai Kyunki aap Jab Bhi ismein technical analysis karte hain ya FIR aap fundamental analysis karte hain to market Agar technically movement karen to market ke Munh Mein 70 to 80% aapke analyses ke mutabik ho sakte hain lekin uske liye aapko market ke bare mein experience Hasil karna Hota Hai Jab aapas Mein sport aur resistance Ko Dekhkar analysis karte hain aur aap Kisi bhi candlestick pattern ya FIR aap ismein indicator Ka istemal Karke analysis karte hain to uska aapko bahut bada ho sakta hai vah ISI Tarah aap Agar ismein technical analysis ke sath aath fundamental analysis Karte Hain To aap market Mein data release hone se pahle aap market ki previous condition ko dekhte hain aur ismein Market ke effect ko check kar sakte hain aap ismein ek Idea Laga sakte hain Ke Data release hone ke bad market ke Munh mein kis tarah ho sakti hain to isko fundamental analysis ka naam Diya jata hai aur Market ki movement bahut jyada Hoti Hai office Se Acha profit Hasil kar sakte hain.
        • #34 Collapse

          Re: Forex trading main analysis ki kya ahmiyat hai..???

          dear ye hotye hain asal mai time farmate kaliye matlab kay ap es mai usi farmat mai acha kam kar saktye hain tu ap kam hai kay ap nay es mai anylsis kay hisab say kam karna hai tu ap es mai acha kam kiya karain mahnet kay sath kam kiya karain aur ap kam hai kay ap anaylsis kartye hain tu ap har aik mai achye anylsis kay sath he ap ka kam acha ho jata hai tu ap ka kam hai kay ap es mai hamesha mahnet aur lagan kay sath acha kam kartye hain tu ap es mai aik na aik time pay kamyab ho jatye hain tu ap ka kam hai kay ap es mai acha kam karain jub kay achye anylsis kay sath he ap ka kam acha ho jata hai tu ap ka kam hai kay ap es mai acha kam hamesha kiya karain ap es mai acha kam es mai mahnet aur lagan kay sath kam kar kay es mai kamyab ho jatye hain tu ap ka k hai kay ap es mai mahnet zayda kiya karain kiyu kay ager ap es mai mahnet aur lagan kay sath ap kam kartue hain tu ap es mai kabhi nakam nhi hotye hain aur ap ka kam kafi acha ho jata hai tu ap ka kam hai kay ap es mai hamesha acha kam kiya kartye haim tu ap ka kam kafi acha ho jata hai jos kay bad ap es mai kamyab ho jatye hain tu ap ka acha kam he ap ko es mai kamyabi daita hai tu ap apna kam mahnet aur lagan kay sath hamesha kiya kartye hain tu ap es mai aik na aik time pay es mai kamyab ho he jatye hajn tu ap ka acha kam he ap kaliye kamyabi laye kay ata hai jub kay ap es mai achye anylsis kay sath kam kartye hain tu ap ka kay kam mai profit kay zayda chnace mil jatye hain tu ap ka kam hai kay ap es mai acha kam kartye rhain ta kay bad mai ap ka kam kafi asan ho jata hai aur ap es mai acha kam kar kay hamesha he kamyab rhatye hain tu ap ka kam hai kay ap es mai time frame kay hisab say acha kam kartye hain tu ap kamyab ho jatye hain hamesha ji Ham Sabko Yahan per mehnat Karke kamyabi Hasil karne ki koshish Karni chahie
           
          • #35 Collapse

            Re: JAIZA : Impotance and Types of Analysis.

            Assalam o alikum!forex member traders ko unki trading may bohut help kertay hay aur trading may progress milti he analysis say hay jo traders kerna seekh laytay hay wohi kaamyab trader bantay hay forex trading may analysis trading kay terminal ki mada say hotay hay.trading kay liye analysis ki 3 main types hain jo fundamental analysis,technical analysis aur sentimental analysis kehlatay hain.fundamental analysis kay liye news aur signals pay depend kena parta ha forex market ma kam kr na k lay bhot zada knoelege ho bhot zarore ha technical kay liye ziada ter price action pay he bharosa krna hota hay.sentimental analysis may news aur unka prices pay impact ko daikhtay huway analysis kiye jaty hay.
            • #36 Collapse

              Re: Forex trading main analysis ki kya ahmiyat hai..???

              Assalsm-o-Alikum dear forex trading ik market k sath sath ik online business b hai is main humhy trading karny k liye buth hi mehnat ki zarort hoti hai ku k forex main loss or profit dono ik sath hai agr humhy loss say bachna hai tu humhy zyda sy zyda mehnat karni ho gai market ko smjhna ho ga market ki movement ko dekhna ho ga ku k forex market main trading market ko dekh kar ki jatai hai or market ki up and downs har mint k bad change hoti rehti hai is liye humhy trading karty waqt market ko dekhna ho ga market ko soch smjh kar trading karni ho gai jab tak hum market ki analysis ko smjh nahi laty humhy trade ko close nahi karna chiye ku k jld bazi say humhra account wash b ho skta hai is liye trading main humhy phly apna account dekhna ho ga account ko strong karna ho ga analysis ko smjhna ho a us k liye humhy forex ny ik buth hi ahca platform diya hai demo account g han demo account say hum apni learning skill improve kar skty hai humhy demo account pay daily mehnat karni ho gai daily ki post ki limit ko complete karna ho ga us k bad humhy trade close krna ho ga jab tak humhri learning strong nai ho jati humhy trade nahi lagny chiye ku k galt trade humhy loss ki tarf lay jata hai or soch smjh kar trade humhy profit ki traf lay jata hai
              • #37 Collapse

                Re: Forex trading main analysis ki kya ahmiyat hai..???

                Dear member Forex trading Mein analysis ki bahut jyada ahmiyat h ap market k flow ko dakh skty hn is liye market ko Analysis krna both importance h market ko understand Kiya jata hai unke analysis se aap market ki movement ko understand kar sakte hain aap market ko understand karne ke liye analyses karte hain Agar aapka analyses well and good hota hai to aap market mein acchi trading kar sakte hain Forex trading Mein analysis karna bahut jaruri hai Kyunki Analysis se ap ko profit aur loss donon ko understand kar sakte hain agar aap learning Nahin Karte to aap kabhi bhi Forex trading Mein Kamyab successful Nahin ho sakte aapko chahie Jab Bhi trading start karen is se pahle market ko understand Karen market Mein analysis Karen market ki movement ko check Karen market aur country ki situation Dekhte Hue aapko trading Lagani chahie Agar country ki situation aacchi hai currency ka rate Achcha hai to aapko chahie FIR country ke sath trading start karen yah sab Kuchh aap analyses ke through check kar sakte hainIsliye Forex trading mein aapko chahie Jyada Se Jyada learning Karen knowledge Hasil Karen ab aape pass knowledge hoga Achcha experience hoga to aap market ko acche level sanajit Forex trading mein bahut jaruri hai tabhi kar sakte hain Jab aapke pass Achcha knowledge hoga isliye aapko chahie Forex trading mein jyada Se Jyada learning Karen knowledge gain Karen Iske bad Forex trading Mein trading start kr skty
                • #38 Collapse

                  Re: Forex trading main analysis ki kya ahmiyat hai..???

                  my dear friend forex trading main anlaysis ki boht ahmiyat hai or kamyab hony k liye hmain anlaysis karny hoty hain jis ki base par hum forex main kamyab ho skty hain or achi trading kar skty hain aghr hum market ko anlaysis karny ka method ah knowledge nahi rakhty hain tu hum kbhi bhi forex market ko achi trha se smjh nahi skty na he hum achi trade find oit kar skty hain forex main market ko anlaysis karna he hmain achi trade deta hai jis k liye hum forex main kamyab ho skty hain or achi trade kar skty hain forex main market ko anlaysis karny ki 3 types hain jin ki help se hum forex market ko achi tarha se smjh skty hain or achi trading kar skty hain
                  1: Technical analysis:
                  forex market ko sub se zyda technical k sath analysis kiya jata hai or sub se use hony wala yahi analysis hai jis ki help se hum forex market ko ahi tra se smjh skty hain technical main hum market main chart ki help se market k smjhnty hain jis main diffrent tools ka use kar k market ki sort e hal ko smjhty hain or market k trend ko find ot karty hain or os main apni trading karty hain forex main aghr hum apni achi trading krna chahty hain tu hmain apni trading ko soch smjh kar krna hoga jis se hum kamyab ho skty hain or achi earning kar skty hain jub tak chart ki smjh nahi hai tab tak hum forex ko bhi achi tarha se smjh nahi skty na he hum kamyab ho sty hain
                  2: Fundamental anlaysis:
                  en analysis main apko market par effect rakhny wali news ko dekhty howe tarde lgaty hain jesa k wo news jin ki wjah se market ki movement main chnaging ati hai oski wjah se apko market main achanak se loss bhi ho skta hai tu hum es anlaysis main news ko dekhty howe apni trading karty hain ta k hain hmari trading k bad kuch ayse news na milen jis se hmain loss ho jay or hmain forex main faida na mil skay
                  3: Sentimental analysis:
                  my dear friend forex trading main es analysis main hmain market main trades karny wao ki ratio k bary main pta chalta hai or jub hum dekhty hain k market main buyers traders es time zayda active hai tu buy ki trade achy nalaysis kar k ki ja skti hai jub k aghr sellers traders zada hain tu bhi hum ayse he es analysis ka use kar skty hain jis se hum achi trading kar skty hain or achi earning kar skty hain
                  • #39 Collapse

                    Re: Forex trading main analysis ki kya ahmiyat hai..???

                    Dear friend Jab Bhi Ham trading start Karte Hain To Hamen koi bhi trade Lagane ke liye market ko analyse karna bahut jyada Jaruri Hota Hai Itna Jyada Ham market ko analysis karne ke bad apni trading co perform Karenge itna hi Hamen fayda mil sakta hai aur ham apni trading Se Jyada Jyada fayda Utha sakte hain Hamesha planning ke sath Hamen kam karna chahie aur Market ke bare mein acche analysis Lene chahie aur apni trading ko perform karne ke liye simple indicators ko follow karna chahie aur kam karne ke bare mein Aisi strategy aur planning Banani chahie ki jisse Hamen future planning ke bare mein bhi kam karne ka mauka mil sake Hamesha Jab Bhi Ham market ko analysis karte Hain To Hamen bahut sari cheezen ko dekhna padta hai acchi judgement ke sath hi Ham apni trading ko successful banaa sakte hain aur Jyada Se Jyada apni trading se fayda Utha sakte hain abhi Ham thoda sa market ko analysis karne ke bare mein baat karte hain ki market ke analysis Lene Mein Hamen kaun kaun se indicators ko follow karna chahie aur kam karne ke bare mein Kaisi strategy Banani chahie

                    Candlestick ki movement ko Hamesha judgement ke sath dekhne ke bad apni trading co perform karna chahie Jitna Jyada aap candlestick pattern ko samajhte Hue apni trading co perform Karenge utna hi acche tarike se aap apne liye trading co successful bana sakte hain candlestick ki movement ko judgement ke sath dekhne ke liye Hamesha Hamen Forex ki chart KO achy sy Read karna padta hai Jitna Jyada aap Forex Ki Chart ko samajhte Hue apni trading co perform Karenge utna hi aapko fayda mil sakta hai kabhi bhi kam karte hue overconfidence na hun Hamesha experience ke sath aur knowledge ke sath Apne kam ko perform Kiya Karen Jyada Se Jyada ap experience ky sath kam Karen gy utna hi aap ko kam karne ke bare mein Achcha knowledge Aur experience Milta Rahe ga Apne senior member se information aur Guidance lene ke bad candlestick pattern ko samajhne ki koshish Kiya Karen ya Ek Aisa simple indicators Aaj isko agar aap follow karte hue apni trading ko perform karte hain to aapko bahut hi Achcha fayda mil sakta hai yah bilkul hi simple hai aur isko samajhne ke liye aapko sirf simple tarike se chart ko read karna padta hai aur uske bad aap apni trading strategy banate Hue Apne trade ko laga sakte hain

                    Bearish aur bullish pattern ko samajhne ke liye aapko experience Hona chahie agar aap Bearish aur bullish trend ko follow karte hue apni trading ko perform Karenge to aapko Aur Bhi Jyada acchi tarike se market analysis karne mein madad mil sakti hai aur aap apni trading ko successful bana sakte hain Jab Bhi aap new trade Lagate Hain To Hamesha koshish Kiya Karen ke market ke bare mein Puri information liya Karen news update ke bare mein aap ko pata Hona chahie Jis country Ki Kisi product ya Currency py ap Trading kar rahe hain to aapko fundamental analysis and technical analysis ke bare mein pata Hona chahie acchi tarike se market analyse karne ke liye jaruri hai ki Political situation aur economical situation Dekhte Hue trading co perform Kiya Karen Jis Tarah ke halat hun Usi ke mutabik apni trading ko perform Karte Rahana chahie aur indicator ko Jarur follow karna chahie Jitna Jyada aap indicator Ka Khyal Karenge aur apni trading co perform karne ke liye market ko analysis karne mein jyada Se Jyada hard work Karenge utna hi aapko Achcha result milega
                    • #40 Collapse

                      Re: Forex trading main analysis ki kya ahmiyat hai..???

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: Urba پيغام ديکھيے
                      Assalamu Alaikum dear Forex members... Forex trading Mein analysis ki kya kimat hai??? main aap sabse aapke views Janna chahti hun???
                      Mere nazdeek Forex trading Mein analysis bahut zruri Hai Kyunki jab tak Ham forex market ko analyze Nahin Karenge Ham acchi trade open nahin kar Sakenge Forex trading main market ki situation change hoty rahti hai To Ham market ki movement ko follow Nahin Karenge acchi analysis Nahin Karenge aur trade open kar denge To hmain loss hony K chances increase Ho Jaenge Hamen chehay ki Ham trade open karne se pahle market ko analyse Karen aur uske bad trade open Karen Taki Ham acchi trading kar sake aur profit ki taraf Ja sake Is Tarah successful trader Ban sakte hain ... JzakAllah ������
                      Ham agar forex market main investment ker ky market ki movement ko swkty huey trade open kerty hain tou aesy open ki jany wali trade main profit ky chances bahot kam hoty hain kyun ky jab market kisi bhi aik direction main continue movement ker rehi ho tou ho sakta hai market apni limit tak ponch chuki ho aur wahan sy trend reversal it chances hon lekin ham same direction main trade open ker ky account wash ker lain. Market hamesha apni maximum aur minimum limits ky darmian hi movement kerti hai jin ko support aur resistance kehty hain tou hamain koi bhi trade open kerny sy pehly market ky analysis ker ky trade open kerni chahiay ky ham bary loss ya account wash sy bachty huey acha profit bhi hasil ker sakain

                      Analysis ki iqsaam

                      Technical analysis
                      Fundamental analysis
                      Sentimental analysis

                      Analysis ka tafeeqa yeh hota hai ky ham kisi bhi pair main market ka chart open ker ky market ki current position aur current support aur resistance ko read kerty hain aur sath main trend bhi find kerty hain ky market ka current trend Kia aur aur support ya resistance per ponch chuki hai ya nehi agar tou trend upward ho aur resistance far away ho tou hamain buy ki trade enter ker leni chahiay aur agar market uptrend main resistance per ponch chuki ho tou hamain market ky reversal ya resistance break hony ka wait kerna chahiay ky resistance break hony per hamain next resistance tak trade open ker leni chahiay ya reversal confirmation per hamain support tak sell ki trade enter kerni chahiay phir hi ham successful trade ker sakty hain

                      Important notice

                      Agar ham market ky technical analysis ko follow kerty huey trade open kerty hain tou hamain yeh bhi mind main rakhna chahiay ky jitni time ky liay ham ny trade open kerni hai us time main koi aesi news tou nehi any wali jo market ko bahot zyada effect ker sakti hai agar news ka bhi time ho tou technical analysis ky sath fundamental analysis bhi zarur ker lain warna bara loss bhi ho sakta hai
                      • #41 Collapse

                        Re: JAIZA : Impotance and Types of Analysis.

                        G4S Power Analysis ki bahut hi important hai Jab Bhi Ham trading start karne lage to Humko sabse pahle karna chahie Ek Kisi person ko market ka else's karna Nahin Aata to usko chahie YouTube per lecture dekh le Yahan per senior traders se pooch Le because analysis bahut hi important hai isase Ham Apne trading Mein maximum profit Hasil kar sakte hain aur apne losco minimise kar lete hain isiliye Ham Sab Ko unises karna chahie aur apni trading se pahle strategy aur analysis focus karna chahie aur Yahan per Anil Saqib bahut Dada type hai so isiliye Hamen chahie Jo method easy ho aur Jisko Ham easily understand kar sakte hain Ham Sab Ko Vahi method used Karya Ke Apna Anil karna chahie because Jo method Hamen samajh aaega Ham Uske mutabik apni trading Karenge aur Usi ke mutabik Hamen profit Bhi Hoga to isiliye Hamen Aisa kam karna chahie jisse Hamare loss ke chances minimise Ho Jaaye aur is ham analysis Nahin Karte To Hamen chahie senior traders se Ham poochh Lena because senior trader Hamesha apni mehnat aur apne experience ki vajah se senior hota hai so Ham Sab Ko usse help leni chahie aur Usi Ki Baton per Amal Karte The Future main bhi kamyabi Hasil karne ki koshish Karni chahie Vikas oes Mehandi Insan hota hai aur apni mehnat ki vajah se Kamyab Hota Hai
                           
                        • #42 Collapse

                          Re: Forex trading main analysis ki kya ahmiyat hai..???

                          Dosto forex me analysis ki bht hi ziada ehmiat hai ham jitna acha analysis kar ke trade open kare ge hame utna hi acha profit hogaa dosto loss se bhi ham tabhi bach sakte hai jab ham trade bht soch samjh kar lagaey ge aor hame apne bonus ka istamal soch samjh kar hi karna chahiey q keh hamara bonus hame aese nahi mil jata balkeh ham mehnat kar ke bonus kmaatey hai apna time invest karte hai tab yeah milta hai aor phir jab yeah mill jaaey aor ham forex trading aese hi trade open kar den to yeah hamari mehnat waste me hi challi jaaey gi is liey friends mehnat se work kejiey aor jitna mumkin hoo sake ap forex ko time den is me ap tabhi successful hoo sakte hai jab dosto ap kepas acha trading experience hogaa aor ap maroet ko samjhe ge tab apka trade apko profit de gaa

                          Piarey dosto yeah forex trading bht mishkill hai lekin agar ham issey apne mind se aor experience se kare to ham easily successful hoo kar achi earning kar sakte hai friends forex bht kmaal ka aor profit able busi ess hai is me mehnat karne wala apni zindagi me bht asania laa sakta hai dosto is busi ess se ham mehnat kar ke bharpoor faida uthaa sakte hai lekin hame forex ko time dena hogaa ache experience se analysis karna hogaa market ki movent ko delh kar trading jaaey to hame acha profit earn hogaa friends forex bht easy hai lekin is me hame mehnat karni hoogi market ki movement ko check kar ke hi trade kia karo taa keh ap loss se bach kar aek big profit generate kar sake.
                          • #43 Collapse

                            Re: Forex trading main analysis ki kya ahmiyat hai..???

                            Assalamu Alaikum Pyare bhai jaan ummid karta hun ki aap sab khairiyat se Honge real Forex trading main aapka kam karte hain to aapko ismein kam karne ke liye market Kyon bare mein analyses karne hote hain aur jab aap ismein analysis Se Karke koi bhi trade karte hain to use aap ko Achcha profit ho sakta hai agar office mein without analysis koi bhi trade Karenge to isase aapko Achcha profit Nahin Hoga aur aap apna aur loss kar sakte hain market ki movement ko samajhne ke liye analysis karna Jaruri Hota Hai


                            Forex trading analysis bahut jyada jaruri hai Kyunki jab tak aapke pass market ke experience Nahin Hoga aur Market ke bare mein knowledge Nahin hoga to aap kabhi bhi ismein Kamyab Nahin ho sakte aur market se aap Achcha profit Hasil nahin kar sakte hain sabse pahle main aapko yah batana Chahunga ke market Mein analyses Kitni kind ke hote hain aur aap Inko save perform Karte Hain

                            Forex market Mein analyses ki 3 kinds hoti hai

                            Technical analysis

                            Fundamental analysis

                            Sentimental analysis

                            Pyare bhai jaan forex market Mein technical analysis market ki movement Ko Dekhkar aur Jor Patan ki Dekhkar kiye Jaate Hain aur fundamental analysis of market Mein Jab Bhi news Hoti Hai To Uske bare mein aap analyses karte hain to aapko iska fayda hota hai dear aap Jab fundamental analysis karte hain to market ke promise Deta Hai check Karta Hai ismein economic news ko check kiya jata hai aur sentimental analysis expert Riders perform karte hain aap Agar sirf ismein technical aur send fundamental and access Karte Hain To Aap Se Achcha profit ho sakta hai


                            Importance of analysis

                            Pyare bhai jaan jab aap is main proper analysis Karke Koi trade Karte Hain To usko aap bahut fayda hota hai Kyunki aap Jab Bhi ismein technical analysis karte hain ya FIR aap fundamental analysis karte hain to market Agar technical movement karen to market ko Munh Mein 70 se 80 fissured aapki analyses ke mutabik ho sakta hai lekin uske liye aapko market ke bare mein experience Hasil karna Hota Hai Jab aap mein support or assistant Ko Dekhkar analyses karte hain aur aap Kisi bhi candlestick partner ya FIR aap ismein indicator ka istemal karte hain message karte hain to uska aapko bahut bada ho sakta hai aur vah ISI Tarah aap Agar ismein technical analysis ke sath attach fundamental analysis Karte Hain To aap market Mein date release hone se pahle hi aap market ko promise condition ko dekhte hain aur is market ke effect ko check kar sakte hain aur aap ismein ek Laga sakte hain ke date release hona Baat Main Market Munh mein kisi tarah ho sakti hai Munh Kis Tarah ho sakti hai to fundamental analysis ke naam Diya jata hai aur Market ki movement bahut jyada hoti hai aur office se Accha profit Hasil ho sakta hai isliye aap Jyada Se Jyada minut kar acche se kam per ka kya aap Kamyab ho sake
                             
                            • #44 Collapse

                              Re: Forex trading main analysis ki kya ahmiyat hai..???

                              dosto forex trading analysis ke baghair ham isme kamiaab nahi hoo sakte chahey ham mehnat sakht se sakht kar len aor ziada se ziada bonus bhi kmaa ken agar hamarey pas trading experience aor forex knoedge nahi to ham acha profit nahi kmaa sakte is liey friends forex ko ziada se ziada time dena chahiey aor demo account par daily regular work karna chahiey q keh dosto regularly kaam kar ke ham apne task ko easily achieve kar sakte hai demo account me different pairs par trading kar o aor lot ko barhaey ya kam kare taa kehapkaexperience barh sake tab ap achi trading kar sako ge friends forex bht kmaal ka business hai is me mehnat karni chahiey agar is business me ham kamiaab hoo jatey hai
                              forex market ko analyze kar lete hai to phir earning karna bht asaan hoo jata hai hamarey liey ham kam bonus se bhi acha profit kmaa sakte hai is lieydosto forex ko samjho is ki value ko jano yeah apke liey bht helpful hai
                              aor earning ka aek nehayat asaan source hai please id me mehnat karo taa keh ap is me succeeed hoo sake tab ap daily basis par achi income hasil kar sakte hai
                              So friends forex join nahi kia to join kare mehnat kare learning aor lakho rope kmaao yeah business apki life change kar de gaa
                              lekin market ko samjhna air acha analysis karna ana chahiey tabhi kamiaabi mumkin hai .
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                Re: Forex trading main analysis ki kya ahmiyat hai..???

                                Analysis in FX trading :
                                dear friend trading business main analysis kamyabi ki chabi smjhi jati hai aap agar research karen to aap ko pata chale ga k daily 70% above traders trading market main fail ho jate hai our loss hasil karte hai jab k trading aik 100% profitable business aap sochen ge k agar trading profitable hai to loss ratio itni zayda ku hai ap ko thori research karne se pata chale ga k loss lene wale tamam traders ya to new ho ge ya phir wese hi un k pass acha trading knowledge and experience nahi ho ga our wo trading market ko smjhe bagair trading karte hain our analysis nahi karte hai jab tak ham analyse nahe kare ge ham market ko samjh nahi paye ge our agr ham market ko smajh nahin paye ge to ham achi trading bhi nahi kar sakte hai our majboran ham blind trade karen ge jis se hame just loss ho ga is liye analysis k bagair market main enter hina loss ki taraf pehle kadam hota hai our market ko read karna smjhne ki try karna profitable trading ka sab se pehla usool hai

                                How can we analyse the market ?
                                dear friends trading market ko analyse karne bohat asan hai lekin us k liyemehnat our knowledge & experience ka hamare pass hona buhat zaroi hai so sab se pehle hame trading k mutalk seekhna hoga demo account par daily bases par practice karna ho g us k bad ham trading market ko analyse karne k kabil ho saken ge
                                trading market ko mandrja zail trarikon se analyse kiya ja sakta hai

                                • Fundamental analysis of market
                                • Technical analysis of market
                                • Sentimental analysis of market

                                dear friends in method ko use karte huy ham trading market ko analyse kar sakte hai our achi analysis kar k acha profit hasil kar sakte hai ku k hamara profit hamari analysis par mambi hota hai

                                Fundamental analysis of market :
                                dear friends agar ham bat karen analysis k fundamental method ki to ye aik asan method hai or bare bare trader is ko use karte huye market ko analyse karte hain fundamental se murad ase awmal ka tajziya karna hai jo future main trading ko mutasr kar sakte hai our is main pichle guzri hui trade ka b mutalya kia jata hai

                                Technical analysis of market ?
                                dear friends technical analysis of market market ko analyse karne ka esa method hai jis main ham technical indicators or tools ko use karte huye market k trend ko guess karte hain is main hamis bat ka khyal rakhte hain k agr kisi chaiz ne chichli market main market par koi asar kiya tha to ye aynda bhi asarandza ho g our ham technical tools k zariye is bay ko janch lete hai

                                Sentimental analysis of market :
                                dear friends ye asi analysis hai jis main ham market koi analyse nahi karte balke logo ki share ki gai analysis ko read karte hai our un se koi natijah nikalte hai k next market kaha jaye gi misal k tor par bari bari companies and broekr daily market analysis ko apni website ya internet par share karte hai ham un ko read kar k apan result bnate hai or us par trade karte hain
                                 
                                Ayisha Cutey's Trading Journal
                                https://investsocial.com/ur/showthread.php?266144-Ayisha-Cutey-s-Trading-Journal&amp;p=10350037#post10350037

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X