Dear junior members main aapse analysis ke bare mein Kuchh discussion karna Chahunga aap Sabko pata hai ki analysis ki meeting mein bahut jyada importance hoti hai agar aapki analysis power strong hai to aap market mein bahut easily Kamyab ho sakte hain lekin agar aap acchi tarike se analysis nahin kar sakte to aap market mein bahut nuksan Utha sakte hain isliye aapko chahie ki aap Jitna jaldi ho sake market ko join karne ke bad analysis per Apna focus Karen aur aur Iske bare mein complete learning aur education Hasil Karen aur Iske Hawale se different lectures aur apne senior se bhi guidance Lekar uski learning ko complete kar sakte hain analysis ki Unki bare mein main aapko briefly Bata deta hun ki vah kaun kaun si type hain aur UN mein kya kya chij Shamil hoti hai.
1: Fundamentals Analysis:
fundamental analysis first type HI analysis ki isme aapko closely news ke sath attach Rahana padta hai Kyunki jo bhi news Aati Hai Ya uski base per analysis hote hain aur aap Jin commodities per trading kar rahe hote hain UN commodities ke Hawale se jitni bhi news hoti hai vah aapke liye bahut important hoti hai isliye agar aap can use se attach Nahin Honge to aap kabhi Kamyab Nahin ho sakte aur FIR ismein aapko Ek Aur chij per bhi bahut per karna padta hai ki jo news a rahi hai vah reliable hai ya nahin Kyunki ismein Kuchh Aisi hoti hai jo low impact hoti hain aur kuchh Aisi hoti hai jo bhai impact news hoti hai isliye aapko ismein bhi differentiate karna Hota Hai
2: Technical Analysis:
Dear fundamental analysis Ki bad uski Jo second type hai vah technical analysis hai technical analysis ki bhi bahut jyada importance hoti hai aur aapko analysis karne ke liye is se bhi Kafi madad Hasil hoti hai jo aapke technical analysis hote hain usmein aapko analysis karne ke liye market mein jo candlestick hoti hai unke bare mein complete learning honi chahie aur Iske bare mein jyada Se Jyada knowledge Hona chahie aur iske sath sath Jo ismein indication Hote Hain Uske bare mein bhi aapko Jankari honi chahie tab jakar aapke technical analysis best hote hain aur aapko kamyabi ki taraf Le Ja sakte hain
3: Sentimental Analysis:
dear analysis ki jo third type hai usko Ham sentimental analysis ke naam se Jante Hain fundamental analysis or technical analysis Ko Jab Ham compile Karke Apne Ek Aur analysis produce Karte Hain To is analysis ko sentimental analysis Kaha jata hai mere Khyal me sentimental analysis bahut acche result produce karte hain Kyunki ismein fundamental analysis aur tactical analysis donon ke plus. A Jaate Hain aur Unki weakness Dur Ho Jaati Hai isliye aapko fundamental analysis aur technical analysis ke sath sath sentimental analysis kar de bahut jyada focus karna chahie iski bhi bahut jyada importance hai

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим