Technical analysis or fundamental analysis ? mark

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #76 Collapse

    Re: Technical analysis or fundamental analysis ? mark

    Assalamu Alaikum friend jaisa ki ap sab jante Hain ki market se Ham tab hi acha response hasil kar sakte hain jab Ham market ke bare mein information rakhte Hain Ho Ham market ke bare mein ache experience or knowledge rakhte Hain Ham market se acha response tab hi hasil kar sakte hain jab hamare analysis strong hon q ky without analysis ke ham kabhi bhi Forex mein kamyabi hasil nahin kar sakte aur na hi acha profit Hasil kar sakte hain ek successful trader hamesha trade open karne se pahle achi entry point ka vate karta hai jab achi entry point ke sath woh trade open karta hai to vah sabse pahle candle ko dekhta hai kya Dal ko read karta hai uske bad market ko fundamental analysis and technical analysis ki basis per trade open karta hai lekin sometime hamare apne analysis hamare against chale jaate Hain agar ham normal lot size ka use Karen money management ko follow karte hue lot size ka use karen to ham log se bus sakte hain forex market mein acha response wo hasil kar sakte hain jo sabse pahle demo account per practice karte hain without practice ke without learning ke without money management ki without experience and knowledge ke ham kabhi bhi Fox mein kamyab nahin ho sakte aur na hi acha profit hasil kar sakte hain acha profit tabhi possible ho sakta hai jab Ham sabse pahle apne analysis ko strong banane jab tak Ham apne analysis ko to nahin kar lete tab tak market mein acchi entry point ke sath acha profit Hasil nahin kar sakte
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #77 Collapse

      Re: Technical analysis or fundamental analysis ? mark

      technical analysis or fundamental analysis main bahut he zayada farq hota hae ab hum sab se pehle jante hain fundamental analysis ke bare main jan ne ke ksohish karte hain to jo fundamental analysis hota hae is main golbally news bahut he zayada effect karte hain ya jo ese news jo ke kisi bhe country ke economy ko effect karte hae to usko hum kehte hin hum fundamental analysis to is tarah se ab hum jan ne ke koshish karte hain ke technical analuysis kiya hota hae to jo is main hum different charts ke madad se hum charts ko read karne ke koshish karne ke koshish karte hain or kuch indicators hote hain jo hamen analysos main bahut he zayada helpful sabit hote hain or is ke liye ismain bahut he zayada hum is main mehnat karte howe he kam kiya karen take hum is main success bhe gain kar he jaya karte hain to bas is waja se se he to hum is main analysis kar sakte hain to hamne bhe cahiye ke hum is main ache tarah se analysis kiya karen or hamesha he hamen strong analysis kiya karen hum jitna zayada strong analysis karte hain hum is main se utna he faida hasil bhe katr he lete hain to bas is liye hamen bhe cahiye ke hum is main mehnat bhe sahe tarah se kam kar he lena cahiye take hum is main success bhe hasil kar saken or kamyab ho bhe saken
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #78 Collapse

        Re: Technical analysis or fundamental analysis ? mark

        market ki next movement ko janny k liye jis pair par trading karni ho us pair k trading terminal par diffrent time frames mein chart bana kar technical analysis kiye jaty hain aur technical analysis k liye apko candlestick pattren ki pehchan honi chahiye aur ap ko aik proper trading staregy bana kar technical analysis karny chahiyn kyun k ap agar long term tarding karyn gy tu apko bary time frame mein analysis karny paryn gy aur agar ap short term trading karty hain tu apko choty time frame par analysis karny paryn gy aur diffrent indicators bhi use karny hoty hain
        trading and long term trading ke liye benefits de sakti hai acchi planning aapke liye likes lekar aati hai aur aapko thanks bhi milte rahte hain agar aap aap ek din mein expert banna chahte ho to yah baat mumkin nahin hai aapko instaforex trading market mein expert banne ke liye multiple sar se use kar deve yahan per kafi time spend karna hoga tab jakar aap kamyab ho sakte ho otherwise aapke liye yahan per problem increase ho sakti hai reduce nahin ho sakti hain

        اب آن لائن

        Working...
        X