Re: Konsa analysis best hai? hum ek hi analysis par depend kar ky trading kr skty hai
Kisi bhi trade Mein kam karne se pahle usko analyses karna bahut hi jyada important Hota Hai agar Ham Koi Bhi Deal Karte Hain To uske liye Hamen usko acchi Tarah se lana karna chahie Hamen usmein Aankhen Band Karke Deal Nahin Karni chahie agar aap Koi Deal kar rahe hote hain to use Waqt aapko Ek chart Diya Jata Hai jismein yah bataya jata hai ki market Upar ja rahi hai yah niche market trend mein hai ya side mein isliye Hamen ine Sab chijon Ko acchi Tarah Se check kar lena chahie ine sab chijon ki checking ko hi Ham analysis Kahate Hain analysis ki three types Hain fundamental analysis technical analysis sentimental analysis yah teenon analysis trading mein bahut hi jyada important hote hain Inka knowledge are Sar karna Hamare liye bahut hi jyada Jaruri Hota Hai
Fundamental analysis
Fundamental analysis Mein currency bahut hi jyada important Hoti Hai Kyunki ismein currency ki strongest aur weakness Ko Dekha jata hai aur ismein price ki movement Kabhi Kaise liya jata hai ki yah price kis Waqt ab aur down hoti hai agar Ham Forex trading ki different types ke bare mein information Hasil karna chahte hain to uske liye Hamen chahie ke mehroof websites se contact Karen Kyunki usmein Iske is related calender Diya Jata Hai jismein Sar information maujud hoti hain
Technical analysis
technical analysis Framework Ki Tarah Hota Hai jismein Forex trading ki price movement ka acchi Tarah Se andaza Laga sakte hain aur technical licence mein jo chij sabse Jyada important Hoti Hai Jiske bare mein Janna Hamare liye Jyada Jaruri hota hai vah yah Hai vah ismein main maujud Chahte Hain start se Ham do Teesri tarike se yah andaza Laga Lete Hain ke market ki price kis level payment kar rahi hai ab kis level per hai aur aage kis level Tak Jayegi price Upar ja rahi hai yah niche market trend mein hai ya site per Harkat kar rahi hai ine sab chijon ke information Ham technical analysis ke jariye se hi kar sakte hain
Sentimental analysis
Forex trading mein sentimental analysis bahut jyada important Hote Hain Inki help se bhi Ham market ke Utar chadhav ko acchi Tarah Se learn kar sakte hain
اصل پيغام ارسال کردہ از: Anas_Ali
پيغام ديکھيے

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим