Technical analysis or fundamental analysis ? mark

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #61 Collapse

    Re: jaiza: what are technical and fundamental Analysis??

    technical tajzia! takneeki tajzia is se kahin ziyada wasee hai jitna yeh samjha jata hai ke logon ko tijarat karte hain. apne aap ko maahir takneeki tajzia car kehnay se pehlay seekhnay aur is par amal daraamad karne ke bohat saaray pehlu hain. is marhalay tak pounchanay ke baad hi aap takneeki tajzia ke munafe ka faisla karne ki position mein hon ge. mein kaafi arsay se takneeki tajzia ka mutalea kar raha hon aur mein ab bhi is baat ka yaqeen nahi karsaktha hon ke kya mujhe jan-nay ke liye mojood sab kuch maloom hai. takneeki tajzia bunyadi tajzia se ziyada taaqat war aur durust honay ki wajohaat : yahan do jazbaat hain jo har stock market mein jatay hain. lalach aur khauf. tehreek ki jldin aur simt sab un do aasaan insani jazbaat par mabni hain. bunyadi tajzia balance sheets, munafe aur nuqsaan ke bayanaat, naqad bahao ke bayanaat waghera ko parh rahi hai aur yeh faisla karna hai ke stock acha ya bura injaam day raha hai. yeh farz kya jata hai ke kaghzat par achay nataij achay aur misbet jazbaat ( lalach ) ki akkaasi karen ge aur stock ki qeemat mein izafah hoga. taham, yeh tamam halaat mein durust nahi hai. baaz auqaat qeemat ki naqal o harkat intehai ghair matloob hoti hai. aap baghair kisi wazeh wajah ke aik stock ko harkat Pazeer dekh satke hain. bunyadi tajzia se aisi tehreek ki paish goi nahi ki ja sakti hai. doosri taraf takneeki tajzia un insani jazbaat ka andaza karta hai jo market ko mutasir karti hain. takneeki tajzia tareekhi tehreek aur jldon par stock ki naqal o harkat ki paish goi karta hai. yeh saabit kya gaya hai ke stock rujhanaat mein agay barhatay hain aur isi wajah se agar takneeki tajzia achi terhan se samjha jata hai to stock ki mustaqbil ki naqal o harkat ki durust paish goi ki ja sakti hai. jab aap stock ka faisla karte hue awaami jazbaat ko barah e raast dheyaan mein rakhen ge to aap ghalti se baz nahi asaktay hain ( kyun ke aap ghair zaruri harkato ko bhi mad e nazar rakhen ge ). yahi wajah hai ke takneeki tajzia bunyadi tajzia se kahin ziyada durust hai.log takneeki tajzia par bunyadi tajzia par bharosa karte hain kyunkay aur rakesh wala jaisay astal ne bunyadi usoolon par stock ka kaarobar kya hai aur apni khush qismati haasil ki hai. is daur mein takneeki tajzia aur charting taknik itni jadeed nahi thi jitni ke ab hai.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #62 Collapse

      Re: jaiza: what are technical and fundamental Analysis??

      Forex Treading mn hamen market ko analysis karne ke liye technical analysis ki zarurat hoti hai jab tak Ham technical analysis nahin kar lete tab tak Ham market se achcha response was a nahin kar sakte aur na hi acha profit hasil kar sakte hain Ham market mein main chart per kuch tools ko use karke trading karte Hain aur isase ham market ke tools ko samajhkar analysis karke trading karte Hain jisse main market ky trend ko find out karte Hain jab Ham technical ke sath market ko samajhte Hain tab Ham usse acchi trade lagakar acchi intry lekar achcha profit hasil kar sakte hain technical analysis bahut hi jyada important hote hain acha profit hasil karne ke liye jab tak Ham technical analysis ko use nahin kar lete tab tak Ham Forex mein kamyabi hasil nahin kar sakte jis tarah technical analysis bahut zyada zaruri hai usi tarah fundamental analysis bhi bahut zyada zaruri hota hai iske bagair Ham kabhi bhi acchi aur successful trading nahin kar sakte Forex mein fundamental analysis hu analysis hote hain jinki help se Ham country ke halat ka jaisa lete hain aur market se upar country ke avsar andaaz hone wale awamil ko samajh Kar Ham market ko samajhte Hain usi ke according Ham trade open karte Hain aur usi ke according Ham market ko dekhkar trade open karte hain jisse hamen acha profit hasil hota hai hamen hamesha market ko analysis karke hi trading karni chahie without analysis ki humko bhi acchi aur successful trading nahin kar sakte Forex mein kamyabi hasil karni hai to hamen sabse pahle apne analysis ko strong karna hoga
      • #63 Collapse

        Re: jaiza: what are technical and fundamental Analysis??

        technical analysis:Forex Trading mein hamein market ko analysis karny y liye technical analysis ki zaroorat hoti hai jab tak Ham technical analysis nahin kar lety tab tak Ham market se acha response bhi nahin earn kar sakty aur na hi acha profit hasil kar sakty hain Ham market mein chart par kuch tools ko use kar ky trading karty Hain.Ham technical Analysis ky sath market ko samajhty Hain tou tab hi Ham ussy acchi trade laga kar acchi entry lekar acha profit hasil kar sakty hain technical analysis bohat hi ziaada important hoti hain aur aek acha profit hasil karny ky liye jab tak Ham technical analysis ko use nahin kar lety tab tak Ham Forex mein kamyabi hasil nahin kar sakty hain jis tarah technical analysis bohat ziyada zaroori hai ussi tarah fundamental analysis bhi bohat ziaada zaroori hota hai is ky bagair Ham kabhi bhi achi aur successful trading nahin kar sakty.fundamental Analysis:Fundamental analysis basically news ky sath closely attached Hoti Hain Jab market Mein different news a Rahi hoti hai tou ussi Mein uska impact market per bohat ziaada hota hai jis mein market ki volatility increase Ho Jaati Hai Aur market ki movement bohat hi fast Ho Jaati Hai agar aap fundamental approach se close diya tha Chahty Hain To uss mein aap limited time mein unlimited profit Hasil kar sakty hain aur apny maximum advantages Hasil karne ki koshish kar sakty hain. Market Mein different news ki different types ho sakti hai jin ki volatility bhi different hoti hai is liye aapko carefully in per focus karna chahiye aur Market ki volatility se related consistently hardworking Karni chahiye aur isko properly observe Kar ky apni trading per reply karna chahiye.
        • #64 Collapse

          Re: jaiza: what are technical and fundamental Analysis??

          assalamu alaikum ji bhai ummid hai aap khairiyat se honge technical analysis fundamental analysis aur sentiment analysis are basically 3 types have analysis ke jhonke normally Forex trading main use ki jaati hai aur agar aapko inky samajh mein a jaaye aap analysis ko acche tarike se samajh jaate Hain to aap safely trading kar sakte hain aur acche se accha profit Kama sakte hain kyunki analysis aapko batate Hain ki market ki ab Surat HAL kya hai aur iske bad ab market ab train mein jaane wali hai ya down train mein jaane wali hai aur use hisab se aap apni trade ko adjust karte hain aur acche se accha profit kamate Hain isiliye main aapko kuchh information provide kar deta hun technical analysis aur fundamental analysis ke bare mein

          TECHNICAL ANALYSIS :

          Forex trading mein 80% technical analysis follow hote hain technical analysis main aapke pass candlestick patterns aapke indicators aapke market trending yah sari chijen aati Hain agar aapko technical analysis ki samajh a jaati hai aur aap technical analysis course samajhkar Forex trading mein kam karna start kar dete Hain to aap bahut achcha profit Kama sakte hain kyunki technical analysis aapko market ki or overall situation ke bare mein batate hain aur jyadatar Market mein technical analysis hi follow hote hain isiliye aapko proper market information hasil karni chahie aapko candlestick patterns ke bare mein padhna chahie kyunki technical analysis mein candlestick patterns bhi include hai

          FUNDAMENTAL ANALYSIS :

          yah analysis normally news ke sath related karte Hain jab bhi market mein news aati hai to aapko pata chalta hai ki market mein teji Ho jaati hai ya FIR Mandi Ho jaati hai uski vajah yahi hoti hai ki technical analysis ko market follow nahin kar rahi hoti badake fundamental analysis ko market follow kar rahi hoti hai iska bhi kafi market per effect hota hai aur iski vajah se bhi market mein kafi up and down chalta hai to aapko technical analysis ko follow karna chahie lekin sath mein fundamental analysis ko bhi follow karna chahie kyunki agar aap sirf technical analysis ko follow karenge aur fundamental analysis ko chhod denge to aap kabhi bhi acchi trading nahin kar sakte
          • #65 Collapse

            Re: jaiza: what are technical and fundamental Analysis??

            Salam to all dear forex members dear friends mn umeed krta hon k ap sub log khariat sy hon gy dear members Pakistan forex trading mn two kinds of analysis use hoty hn in mn sy ik technical analysis h ar doasra fundamental analysis h.
            Friends mn ap ko technical analysis ar fundamental analysis k barry mn guidelines dena chaon ga.
            Dosto Pakistan forex trading mn technical analysis trading k liy bht zyada use hota h is analysis mn hum technically market ka jaiza lety hn different indicators ki madad sy ar Candlestick patrons ki madad sy is analysis mn hum market ko zyada sy zyda watch kr k apni trading k liy acha knowledge ar experience gain kr skty hn ar trading k liy acha marketing analysis kr k acha ar in time trde open kr slty hn Pakistan forex trading mn kam krny waly waly most senior members apni trading k liy zyada tr technical analysis ko he use krty hn ye ik best way hy achi trading krny k liy.
            Is k alava dear friends Pakistan forex trading mn analysis ki ik ar qiasm jis ko hum fundamentals analysis khty hn wo use hoti h is fundamental analysis mn hum Pakistan forex trading ki news ko follow kr k trading krty hn jis mn hymn malom hota h k aj market ki movements kia h ar aj marketing mn tezii h ya manddi h in sub ki hymn malomat Pakistan forex trading k fundamentals analysis ki madad sy mil skti hn is liy friends hymn chy k hum Pakistan forex trading ki market mn acha kam krny k liy ar bhtren earning krny k liy in technical analysis ar fundamentals analysis ko zarori learn kren ar in k barry mn achi information zarori hasil kren ta k hum achi trading krny k qabil ho sken ar marketing ko achai trah sy analysis kr sken
            • #66 Collapse

              Re: jaiza: what are technical and fundamental Analysis??

              forex par trading kerty hue humen chahiye k hum is mein analysis ko use keen aur is se trade ko aasan benayen analysis ki forex ki market mein three types hain jin mein sentimental analysis , technical analysis aur fundamental analysis shamil hain forex mein soch samjh ker kaam kerna ho ga humen market mein analysis ko use ker k work kerna ho analysis ko humen kabhi bhi deny nahi kerna chahiye analysis ko nazar andaz kenry waly traders humesha loss kervaty hain is thread mein aap ne humen technical analysis aur fundamental analysis ka poocha hai ye bhi trend ko find kerny k liye market mein use hony waly tools hain technical analysis mein hum techniques aur tools ko dekhty hain jsi se humen trade kerny mein aasani ho jati hai aur is se ye hota hai k humara vision bhi broad ho jata hai
              fundamental analysis mein hum dekhty hain k humen trade kerny k liye kon kon se tools ki zaroorat hai hum is mein sirf important cheezon ko he highlight kerty hain ar un k through work kerty hain is mein hum apni country ki halat k bry mein dekhty hain hum dkehty hain k market ka humari country par kitna effect hota hai aur hum market ko dekh ker he trade bhi kertry hain is tarhan hum aik acha profit bhi hasil ker sakty hain is k liye humen news ko bhi read kerna ho ga kuen k news khud aik bohat zeada information gather ker k rkhti hai is se humen sentimental analysis ki bhi information mil jati hai aur is type ki analysis ko use ker k hum aik expert trader bhi ben sakty hain
              • #67 Collapse

                Re: jaiza: what are technical and fundamental Analysis??

                any Type ke market ho Us main Two types or Two point per Movement Hoti hai Jin ko Analysis Kar kay hum trading karty hain or inn Analysis Ko Hum Fundamental Analysis or technical analysis kahty hain iss type ke Market main aap ko Movement Jo nazar Ati hai ya Toh wo Movement Technical base per Ho rahe Hoti hai ya per Fundamental Base per Ho reh hoti hai technical analysis main har trader kay liy Trades Open karna or profit banana asan hota hai lekin Wo trader jo Fundamental analysis nahi karty hain un kay Liy Market ko Perfect Trade karna Mushkil ho sakta hai.

                Technical Analysis main ap market main Kuch technical Tools ka use kar kay market ko trade karty hai or Un technical Tools Main Ap market per Kuch analysis karty hain jiss ko Hum price Action khty hain aise Situation main market Us technical Area kay Andar trade kar rahe hoti hai or Humary liy trades open karna Easy hota hai Iss liy hum perfectly aise market Ko trade kar sakty han or har trade main Ye Analysis lazmi karna Chaye.

                Fundamental Analysis main aap ko market ke Country kay hawaly say or pairs Ke Strong or Weakness Point per News Ko Check karna Chaye Or market ko Aise trade karna Chaye jab market Ap kay analysis Ko Respect nahi karti toh tab market Fundamentally Move kar rahe Hoti hai Aise Situation main Ager Toh market Ke movement Or news openly Ap kay Samny Hu toh aap koFundamental analysis kar kay trade karna Cahye lekin jab market main news Hidden a rhe Hu toh aap ko market main Trade nahi karna Chaye or Rules ko follow karna Chaye.
                Wait For Market come to you!Don't Go after The Market!:1f3c6:
                • #68 Collapse

                  Re: jaiza: what are technical and fundamental Analysis??

                  Aoa.
                  Technical analysis ko hm historical market k data ko study krny k liye istmal krtay hain for examples price or volume. Is theory ko hm future ki price ko predict krnay k liye istmal krtay hain taa k traders isko use kr k future main profit ly skain.
                  Fundamental analysis eak method hai jis sy market ki real or fair price ko determine kia jata hai. Fundamental analysis stocks ko search krti hai jo price ki real value ki bjaye high ya low price pay trading krti hain
                  • #69 Collapse

                    Re: jaiza: what are technical and fundamental Analysis??

                    forex trading k karobar main achi earning k liye market ko smjhny ki ability achi or strong hona zarori hai jis ko hum asani se smjh kar os main trade lga saken forex main aghr market ko smjhny ki ability nahi hai tu hum kbhi bhi forex main kamyab nahi ho skty hain na he hum forex main achi earing kar skty hain forex trading k business main humain market ko smjhna he humari kamyabhi hai tu humain market ko smjhny k liye ability ko strong krna chahye jis se hum forex main kamyab ho skty hain or achi earning kar skty hain forex aik best business hai laken yah online business hony ki wjah se aik risky business bhi hai jis main aghr hum kamyab hona chahty hain tu os risk ko manage kar k hum forex main kamyab ho skty hain or acha profit lay skty hain
                    forex market ko smjhny k liye sub se zayda jo analysis use kiye jaty hain wo fundamental or technical analysis hoty hain jis ki base se hum forex main market ko smjh skty hain or jub tak hum forex main market ko analysis nahi karty humain kbhi bhi market ko follow karny main asani nahi hoti hai
                    Technical analysis
                    forex market main technical analysis k liye chart ko follow kiya jata hai jis main market ko hum different chart par analysis karty hain or different trading tools ak use kar k hum market ko smjh kar os main apni trading karty hain market main jub hum trading tools ko market par apply karty hain tu os se humain market ki smjh ati hai jis main hum market k trend ko find out karty hain pher osi k hisab se hum apni trading kar k apna order market par laga dety hain yah sub se zyda use hony wala analysis hai
                    Fundamental analysis
                    forex trading main market main new bhi bohtahmiyat rakhti hain q k koi bhi high impact news market par asar andaz hoti hain or forex main jub hum market main enter hoty hain tu humain un news ko bhi watch kar lena chahye q k koi bhi news ay par apki trade k against main move kar skti hai jis se apko loss ho skta hai forex main fundamental bhi un he news ko watch karny ka name hota hai jis se hum apni trade secure karty hain jis se humain loss hony k chances kam se kam ho jaty hain
                    • #70 Collapse

                      Re: jaiza: what are technical and fundamental Analysis??

                      Asalamolaikum. Ji member Forex Trading mein agar aap koi bhi trade enter krna chahyn to usky liye aap pair ki selection ky bad us ki analysis karty hain aur analysis se results nikal kar jo aap ko trade signals milty hain un par amal karty huey exact timings par trade open karty hain. Iska matlb yeh hai ky aap ki trades fully aap ky analysis par hi depend kr rhi hoti hain. Means ky agar aap ka analysis well and good hai to aap achi trading kar skty hain isky ilawa agar aapka analysis drust nahin hoga to aap achi trades nahin laga skty.​Humain yeh dekhna hai ky analysis kon kon se hoty hain aur market mein trade lagany se pehly humain kin baton ko analyze kar lena chahue.

                      Technical Analysis :


                      Market mein most important analysis jis ky bagher aap market mein achi trade nahin kr skty woh hai Technical type of Analysis. Technical analysis market mein charts aur graphs ko dekh ka kiye jany wala analysis hai. Ie mein aap different kind of tools and observations ka use kar ky entry points hasil kr skty hain. Market ko different time frames mein dekh kar market ka andaza lagaya ja skta hai aur movement ki prediction ki ja skti hai.

                      Use Of Candlestick Patterns and Geometrical Patterns :

                      Market ky technical analysis ky liye aap ko candlestick patterns ko prhna aur smjhna zruri hai. In patterns aur candles ki informations se aap apny analysis ko strong kar skty hain. Isi trha kuch geometrical patterns jin mrin butterfly pattern, triangle pattern waghera shamil hain. In se bhi aap market ko analyse kar ky good trading results find kar skty hain.

                      Use Of Indicators :

                      Market ky technical analysis mein help out krny ky liye aap different indicators ko istemal kar skty hain. Market mein aap ko bhut se indicators jin mein RSI, MACD, FRI waghera diye gaye hain. In multi indicators ka istemal kar ky aap market ky momentum, trend, volatility ka andaza laga skty hain. Aur market mein apny analysis ko strong bna skty hain.

                      Fundamental Analysis :

                      Fundamental analysis se murad yeh hai ky market mein aap jis pair par kam kar rhay hon for example aap major Pairs jin mein Us dollar ka amal dakhal hota hai un pairs mein trade kar rhy hain. To major pairs mrin trade karty huey aap ko United States of America ki economic news se ba khabr reh kar trade karni chahiye.​Aur un ki news ko parhty rehna chahiye kion ky market mein yeh news apna bhut zeada asar dikhati hain aur market mein major swings dikhati hain. Agar aap in se be khbr ho kar sirf technical analysis ky zariye trade lagaty hain aur news apki trade ky opposite ho to aapko bhut nuqsan ka samna karna par skta hai. Islye Fundamental analysis ko ignore kiye bagher news ko read krna chahye aur in ky mutabiq trade entries leni chahiyen.​
                       
                      • #71 Collapse

                        Re: jaiza: what are technical and fundamental Analysis??

                        Assalamu alaikum dear friend Fundamental analysis apko market ka idea dain gay Hai To Hamen kya karnahai aur Agar Hamen shrink Hing plan ki jarurat parti hai Taki Stagy achi incomes kitaraf Ja ske.. Darling brace the Forex disagreement purchasing and advocacy Ek bahut respects boundless circular strength hai yahanmarketplace bahut reception measureless hai yahan marketplace theatre oven-ready hoti rahti hai the Forex marketbuying and in karne ki bahut jarurathai Kyunki Agar Overdone creation interpretation Nahin Karenge To Thespian approaching Yahan acchi kamyabi kitaraf Nahin Ja Sakenge aur acchi incomes ko Jari emen chahie ki Theatrical surrogate candidly karne se pahle marketplace ki histrionic arts koDekhen marketplace ki motion Ko Dekhe marketplace ke accustom Ko Dekhe aur uske in bad taste bahutacchi birth display Karen reckoning creation disposition ko Dekhtee liye Kisi Na Kisi the cosmos score kibahut jarurat Hoti Hai Taki Phoney apni get and inspiraton co aasani se kar description isliye agaraap attain and ballyhoo come up karen to aap apni substitute ki the world instrumentation Karke different forthright Karen keaa plansKarke Rakhenge To Hamen momentum milati Rahegi Hamara contempt effectual Rahegasparkling Rahega Is Tarah Hamare sneeze at Mein revolutionary snub Aate Rahenge aure goal ko gainkarne mein apni power Laga Denge Aur Is Tarah Hamare liye kam karna Aasan hojaega aur research Theatrical Apne Karm ki genesis organization karte hain to occupation Mein Aakar kamKarte Hain Overacting Mein profession ki first-class Paida hoti hai Kyunki substitute ke liyeHamen bahut Kuchh karna padta
                         
                        • #72 Collapse

                          Re: jaiza: what are technical and fundamental Analysis??

                          AOA dear friends, forex trading mein fundamental analysis aur technical analysis donon ko bahut hi zyada importance Di jaati hai aur ek bahut aham roll Ada karte Hain Forex trading mein

                          Technical analysis karna bhi bahut lazmi hota hai Forex trading ko samajhne ke liye Jahan Ham fundamental analysis karte hain vahan Hamen technical analysis bhi karne hote hain Hamen market ki movement ko dekhna hota hai agar Ham market ki movement ko samajh jaen To Ham acchi trade aur profitable trading kar sakte hain aur market main technical analysis par zaida trading ki jaty hai k fundamental ek pairs par har roz nai pur year nai hota kabi kabi hota hai forex news zaida tar election k qareeb aaty hai jo 3 month chalty rehty ai kabi kabi forex news aaty baki 4 year technical trading hi ki jaty hai currency pairs main is liay technical ko fundamental se nai jora ja sakta technical bes time pass trading hai jab k fundamental real trading hai time pass nai aur technical analysis ki base pa HM support aur resistance draw krty hn aur HM wahan candlestick cart ko Analysis krtyy huy major 2 breakout pa trade lgaty hn isliy technical analysis bht zeada valuable snjha jata ha Forex main aur a number of people are doing this.

                          hemin apne trading ko ache trah se fundamental analysis krna hota he aur is ke lie hmein online boht sare vedio urdu english mein milte hein aur hm apne trading mein sahih in ko smjhein aur apne trading mein ache learning krein phr fundamental aur technical analysis asan hota he aur forex trading m fundamental analysis both important han is pe trading karny m both ahtiayat karni chae ha or is ko dakh k soch samj k trading karni chae ha ta k ap ko ziada sy ziada profit ho or loss kam sy kam forex aik real business hy our us main wohi log success gain kerty hain jo k us ko proper learn ker k our wiht demo experience k bad live kerty hain
                           
                          • #73 Collapse

                            Re: jaiza: what are technical and fundamental Analysis??

                            forex mai kamyabi hasil karna ka lia hum log mukhtalaf kisam ka options ko use karta hain jis ki waja sy hum log acchi trade ko open kar sakta hain is lia hum log is mai analysis ka bi sahara lata hain ta ka hum log acchi trade ko open kar sakain or apna loss ko control kar sakain analysis forex mai bohot zyada ahmiyat rahkta hain in ki madad sy hum log achi trade ko aram sy open kar sakta hain analysis ko karna ka lia huma market ki or international news ki study karni parti hai ta ka trade mai kamyabi hasil ho saka is lia mahnat karain or analysis ko karna sekahin ta ka hum loss sy bach sakain analysis two types ka hota hain or necha mai in ko tafseel sy batata hon

                            Technical Analysis ka tareka

                            Technical analysis karna ka lia huma market ka chart ki study karni parti hai candle ka bara mai ilm hasil karna parta hain candles ka pattern ko sekhna or study karna parta hai tub ja kar hum log technical analysis bi karta hain moving average ko lazmi use karain technical analysis mai or agr ap ka technical analysis strong hain tu hum log acchi trade ko open kar sakta hain moving average ka zarya hum log market ki movement ko dahk sakta hain ka ahna wala wakat mai market kis taraf move kara gi is lia moving average ka bara mai sekhain ta ka hum log acchi trade ko aram sy open kar sakain technical analysis jis ka strong hota hain wo acchi trade karta hai or kamai bi acchi karta hai is lia huma moving average ko lazmi use karna chaya ta ka hum log kamyab ho sakain

                            Fundamental Analysis ka tareka

                            Ya analysis bohot simple tareka sy kia jata hain in analysis mai hum log currency ki news ki study karta hain or countries ka economic halat pr discussion karta hain is lia huma is mai mahnat karni chaya ta ka hum log is sy fyda otha sakta hain or kama sakta hain ya analysis atna strong hota hain ka in sy hum bohot acchi trade open kar sakta hain or fundamental to technical pr kafi asar dalta hain agr news ah jaya tu market phr technical movement chor dati hai is lia fundamental analysis ka bara mai lazmi sekhna chaya ta ka hum log acchi kamaybi hasil kar sakain or kamyab ho sakain fundamental analysis ka zarya hum log is sy acchi earning kar sakta hain or kamaybi bi hasil kar sakta hain or is ko news trading bi kaha jata hai is lia news ka ahna ka bad is trade ko open karain ta ka loss na ho hum news ko forex factory sy dahk sakta hain ka news katna baja aya gi or kia asar dala gi market pr is lia huma news trading pr focuses karna chaya ta ka hum log is sy acchi trade ko sahi point sy open kar sakain or kamai kar sakain
                            • #74 Collapse

                              Re: Technical analysis or fundamental analysis ? mark

                              Assalamu Alaikum Forex friends Umeed karta hun aap sab khairiyat se Honge dost Jaisa ki aap Jante Hain Ki analysis ke without of trading nahin kar sakte a aur aap yah bhi Jante Honge ke analyses 3 k Sam hm ke Hote Hain Aaj Ham do analysis ke bare mein baat karenge technical analysis aur fundamental analysistechnical analysistechnical analysis Tari Ada dishoom Duniya Di Taur per kimat aur hajar ki jaanch Karke ki mitron mein Hone Wali Harkat ki peshangoi karne ki koshish Karta Hai Is there Dada shumar tajiya aur tar Je Amar economy Jesse behavioral ko fayda Utha Kar Taj karo ko andruni kimat aur Market kimat ke mobile per ko Behtar Banane Mein madad milati hai technical analyses 1030 Jab Hai Jo Samay karyon ka andaza karne aur chat per Najar Aane wali kimpton ke Rajnath aur namuna mein taiyar thi ki Nishan Rahi karne ke liye lazmi hai technical analysis Karan Ka Pyar Hai Ki Masi ki thi jaati Sar Garmi aur security ki kimat on mein Mithila O Salam t ki mustakbil ki kimat to main is after km sabit ho sakte hainfundamental analysisfundamental analysis stock ki asali munsiff Aana market ki kimat ka time karne ka ek Tarika hai buniyadi fundamental analysis Ki Talash Karte Hain Jo filhal Aisi kimat upar se baat kar rahe hain Jo Unki Asal kimat Se Jyada ya kam hai Jo trader fundamental analysis per trading Karte Hain Jinke acche a analysis Ho vah Achcha profit Kama lete hain aur fundamental analysis ke liye news ke sath sach mein Rahana padta hai news ko check karne ke liye agar aap investing.com per daily corner mein kal calendar check karen to aapko andaza ho jata hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #75 Collapse

                                Re: Technical analysis or fundamental analysis ? mark

                                forex trading ek aesa business hy keh jis me ap forex market me trade laga kar profit hasil kar sakty hain . aur is profit ko book karny karny apke pas bht ziada trading ka knowledge aur analysis ka experience hona chahye . ham yahan par fundamental analysis aur technical analysis ki bat kar rhy hain . technical analysis me trader market ko analysis karta hy keh kis tarah candles move kar rhen hain . bearish aur ballish candles is analysis me ehm kirdar adda karti hin . aur market kis time oper ki traf move karti hy aur kis time nechy move karti hy . market ki movement har 1 second me tabdeel ho rhe hoti hain .agar ap market ki movement ko thek tarah se analysis karna chahty hain to apko market ka indicators ko study karna pary ga aur mukhtalif qisam ke pattern bi hoty hain is type ka analysis technical analysis kehlata hy . is type ke analysis klye apke pas knowledge ka hona bht zarori hy . aur jitna ziada apka pas knowldge hoga utna e ziada chance hoga keh apka analysis kamyab ho sakta hy . iske bad hamary pas fundamental analysis aata hy , is type ke analysis me agar hamary pas knowledge ni bi hota to ham trade laga sakty hain . is me hamen market ki news milti hy . market jab bi news breakout karti hy to jinke pas trading ka knowledge ni hota wh is news ko sun kar trade karty hain . aur is trade se wh apna profit kamaty hain . is type ke analysis klye kisi bi experience ki zarorat ni hoti apko sirf trade open aur close karny ka tareka aata ho aur stop loss , take profit ki values set karny ka tareka aata ho .

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X