Forex market mein lalach ko kaise control Karin?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Forex market mein lalach ko kaise control Karin?

    Assalamu Alaikum dear friend forex market mein aap Lal ke element company management ke jarie control Kiya Ja sakta hai traders lalach Mein Aakar diya tha profit Hasil karne ke liye bhi clothes size ka use Karke trade open Karte Hain To trader ke Kaun wash hote hain Agar trade trade open khate Waqt money management ke jarie calculate Karke trade open Karte Hain To trading account was hone se bacche Jaate Hain Sab Puja bridal money management ko follow Karte Hain To Unka risk Apne capital ka 1% se 2% Tak hota hai aur traders ko bahut jyada loss Nahin hota hai aur Agar loss hota bhi hai to vah bahut kam hota hai Jisko trading aasani se normal lot size se trading karte hue recover kar sakte hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Forex market mein lalach ko kaise control Karin?

      Dear friends agar hum forex market main kam karna hain to hamay lalach ko control karna chahiya agar hum control karay gai to hum is main kamyab ho jai gai agar hamaray pass knowledge or experience or sath mai ache strategy ho to hamay lalach chor kar hamay khud kay knowledge ache strategy say kam karay gai to hum is mai jeet jain gai jald bazi or lalach is mai bilkul be ni karni chahiya jis ay hamay nuksan ho is liya hamay is main sabr say kam layna chahiya jis say hamay fayda ho din rat mahnat kar kay he hum forex mai jo kam ho raha hain is ko samaj saktay hain or lalach ko control kar sakty hain forex aik bohat acha business hain jis pai hamay kam karnay say bohat profet hota hain agar ya kam soch samj kar karay gai to is mai hum bohat profet hasil kar sakty hain.
      • #18 Collapse

        Re: Forex market mein lalach ko kaise control Karin?

        Member ap nay sahi sawal kiya hai or ma bhi apnay point of veiw say yehi kaho gai kay aik kamyab trader bannay kay liye humay zayada say zayada lalach say hi door rahna ho ga tab hi humay ais market may kamyabi hasil ho sakti hain humay ais market may jitna ho sakta ha utna hi risk say bhi bachna hai kam say kam risk lena cahiye humay ais market may dill laga kar proffesional ki tarha hi kam karna ha phir hi humay ais market may kamyab trader ban saktay hain jitna acha hum ais market may kam karay utna hi acha humay munafa bhi hoga.Humay lalach ko control karna ha ta kay humay loss na ho.
        • #19 Collapse

          Re: Forex market mein lalach ko kaise control Karin?

          lalach ik bahot hi bori chiz hai agar ap lalach karty hain forex main kam karty hoy to ap k loss ho jata hai ap ko kabhe bhe lalach nahi karna chahi hai or na hi apny dill ki sun kar ap ko traiding karni chahi hai balkey traide hamesha mind ka use karty hoy kary agar ap lalach main akar forex main karm karty hai ik bara profit hasil karny k lia ik big lit use karty hain or tp ziada rkhty hain money mangement ko bilkul bhe follw nahi karty hain to ap yahanh sey koch bhe hasil karny waly nahi hai balkey ap apna investment or time ko yahan waste kary geyai yahan serf wohi kamiyab hota hai jo knowledge mind ka use karta hai without knowledge yahan sey ik doller ka bhe profit nahi ho skta hai nuqsan hi nuqsn hoga
          information for Beginners
          Complete Forex Knowledge
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #20 Collapse

            Re: Forex market mein lalach ko kaise control Karin?

            Lalach ko market mein agar control karna chahte hain to uske liye money management ko follow karke trade ki Jaaye kabhi bhi without plan trade Nahin Karni chahie minimum alert se trade open kijiye market Mein profit nikal aata hai theek hai agar market Mein loss hota hai thoda Hoga isiliye recover kar Sakenge forex market Mein earning ki koi limit Nahin Hai Sab members sochte Hain Ki Ek Hi martba profit nikal liya Jaaye Jyada Lekin loss hota hai maarpeet ko Samjhana Itna Aasan Nahin Hai is Mein Vahi Kamyab rahata hai jo proper Apne risk ko manage Karke trading Karta Hai capital ko sev hi tab Na Sakenge Jab plan hoga otherwise Lal market Mein karte hain Badi trade open Karte Hain Kabhi Bhi market loss ki taraf Ja sakti hai FIR Bade loss ko recover karna Mushkil ho jata hai Bade loss ko recover Karte Karte aur loss ho jata hai

            اب آن لائن

            Working...
            X