Forex market mein lalach ko kaise control Karin?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex market mein lalach ko kaise control Karin?
    Forex market mein lalach ko kaise control Karin?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex market mein lalach ko kaise control Karin?

    assalamualaikum pyare doston Forex trading market mein agar aapane dollars ko control karna hai to knowledge aapke pass hona chahie market mein technical knowledge hona chahie trading market fundamental knowledge hona chahie aapkoaapko market ki term and condition ke bare mein batao aapane kaise kam karna hai aur kaise analysis karna hai agar iske bare mein aap Janna chahte ho to bank account mein practice start kar do aur kam start karo indicator use karo oscillator use karo trading chart use karo candlestick chart pattern ke bare mein aapko basic knowledge hona chahie aapko management ke bare mein pata hona chahieaapane stop loss kahan per lagana hai take profit ko kaise use karna hai market ke support and resistance kya hote hain straight jis ko kaise use karna hai ine sari baton ka pata hoga to aap kamyab honge aur successful trading karke surkhru ho sakte ho reading market mein independent trading strategies ko use karo
    • #3 Collapse

      Re: Forex market mein lalach ko kaise control Karin?

      dear is main hume lalach se door rehna lazmi ha agr hum lalach kr k is business main kam krein gey jaldbazi krein gey tu hamra kameyab hona muskil ho jata ha kameyabi hume tab hi milti ha jab hum is main rule ko fallow kr k kam krte hein yr ya waha k k hum is main nakam hote hein hume tecncial analysis ur fundamental analysis ko dekh k kam krna hota ha chart indicotor ko fallow krna be lazmi ah hume samjdari se work krna hota ha is main hum khabi be ei di k andr ameer nai ho sakte hein hume time lagta ha is main success hasil krne main ur is business main kameyab be wohi hota ha jo is main rule ko fallow kr k ur is main sabr k sath work krna ha kameyabi hume menat krne se hi milti hamri menat achi ha tu hamri kameyabi achi ha
      :1f60d: hard work :1f60d:
      • #4 Collapse

        Re: Forex market mein lalach ko kaise control Karin?

        Dear forum members lalach buri bala hoti hai is liye forex trading mein lalach jo hota hai trders k account kha jaya hai aur lalach hamesha wohi traders karty hain jin k pass knowledge aur experience ni hota aur wo mehnat ni karty tu dear lalach mein sometimes traders ka tuka chal jata hai tu profit ho jata hai aur adat par jati hai aur trader lalach mein aa kar aur bari lots laga lety hain jis ki waja se agar kabhi market against jati hai tu account tak wash ho jata hai is liye agar lalach ko khatam karna hai tu apni learning par tawaju dyn aur experience aur mehnat se trading karyn aur apna aik profit target rakhyh jo k ap k account k mutabiq ho jitna ap daily asaani se achive kar sakyn agar ap ka daily ka target kam ho ga aur ap target hasil karny k bad zayada trading ni karyn gy tu ap lalach se bach sakty hain aur agar ap mehnat aur hardwprking kar k analysis karna seekh lyn tu agar ap k analysis achy hogaye aur apko market se profit any lag gaya tu auto par apko apni trading par bharosa aa jaye ga aur ap k andar se lalach khatam ho jaye ga
        • #5 Collapse

          Re: Forex market mein lalach ko kaise control Karin?

          Forex market main jab ham trading kartay hain to laalach ka koi kaam nai banta us main laalchi aur jazbaati traders and jo log jaldzi kartay hain wo kabhi kamyab nai ho saktay forex main es liay jab bhi trade open karen sabar o tahammal k dath trade ko trading olan and strategy k mutabiq chalny dain agar aap samjtay hain k loss ho raha hay to usay close kar dain laikan agar aap ko profit ho jay to jaldbazi aur laalch main aa kar jazbati na ho jain k es condition main koi ghalt trade lag jay lalach aur ziyada profit k liay aur nuqsan ho jay us ghalat trade ka pehlay wala manafa bhi zaya ho jay jab ham nay forex market ka analysis karma hay to achi tarha say karen ta k kamyab trade ho saky and lot size ko kabhi big na rkhain
          If you work hard no body can stop you from success
          • #6 Collapse

            Re: Forex market mein lalach ko kaise control Karin?

            forex market me ap lalach kay element ko money management kay zariey control kea ja sakta ha traders lalach me a kar zeyda profit hasil karne kay liey big lots size ka use kar kay trades open kartay hain tu traders kay account wash hotay hain ager traders risk trades open kartay wakt money management kay zariey calculate kar kay trades open kartay hain tu traders kay account wash hone se bach jatay hain jub traders money management ko follow kartay hain tu un ka risk Apne capital ka 1% se 2% tak hota ha or traders ko boht zeyda loss nehi hota ha or ager loss hota bhi ha tu wo boht kam hota ha jis ko traders asani se normal lots size se trading kartay huey recover kar sakte hain
            • #7 Collapse

              Re: Forex market mein lalach ko kaise control Karin?

              Lalach ko control karny ka trick ye hay key kam se kam risk leya jaye ta key greed karny ka sawal hi depa na ho aur orders key exit points ko be pehly se determine kia jaye exit points ko take profit se determine kia ja sakta hay es ki waja se traders ko greed karny ka chance nahi mily ga, agar trading ka ye rule apna leya jaye key daily specific limit se profit earn kia jaye aur profit targets ko determine kia jaye to per be trading kesi kisam ka koi risk nahi len saken gey, greed kesi be condition me loss de sakti hay aur har trader ko koch na koch techniques use kar key trading karna ho gi ta key greed ki waja se un ka account secure rahy.
              • #8 Collapse

                Re: Forex market mein lalach ko kaise control Karin?

                janab forex trading main lalach ko hum bilkul nazar andaz nai kar saktay aur agar koi trader yeh kahay kai main is main lalach nai karta tu wo jhot bolta hai because yeh market is qadar volatile hai kai baro baron ko apnay lalach main ghair laiti hai chahay ap kai andar kitna hi patience kiyon na ho lakin lalach a hi jati hai trade kartay howay. Aur maira yakeen karain kai agar hum is market main apni lalach per sirf control kar lain tu is market main expert trader ban saktay hain because maximum losses humay humari apni lalach ki waja say hi hotay hain. patience is the key to success jo kai humay mostly traders main nazar nai ati. Ab lalach 2 tarhan ki hoti hai aik tu yeh kai jab ap ki trade profit main ja rahi ho aur ap nay aik target set kiya ho kai itna profit ho tu hum is trade ko close kr dain gay lakin lalach a jati hai aur hum trade close nai kartay mazeed thoray profit kai liyay tu achanak say market reversal marti aur humari postive trade ko bhi negative main badal daiti hai aur dosri lalach is tarhan bhi hoti hai kai jab market aik trend ko follow kar rahi hoti hai tu hum jald az jald zaia profit nikalnay kai liyay bari lot say trade dal daitay hain tab achanak say market apna trend torti hai aur retracement laiti hai jis ki waja say acha khasa loss ho jata hai.
                • #9 Collapse

                  Re: Forex market mein lalach ko kaise control Karin?

                  Dear ais market mai ap ne agar lalch ko control karna hai to ap ko ais market mai practice karni ho gi aor aus time ap ko ais market mai discipline k sath kaam karna ho ga ta k ap ki ais market mai adat ban jaye aus k baad ap ais market mai jab kaam karty hai to ap ko ais market mai kafi zayda faida ho jata hai ais market mai ap agar mehnat karty hai to ap ko ais market mai kafi zayda faida ho jata hai ais market mai ap jitna zayd acha kaam karty hai ap ko atna hi zayda faida ho jata hai ais market mai ap ko mehnat karni hoti hai tab hi ap ko ais market mai kamyabi mil jati hai ais market mai ap jitna zayda acha kaam karty hai ap ko atna hi zayda faida ho jata hai ap agar lalch karty hai t aus ki waja se ap ais market mai loss kar sakty hai aor zayda loss ki waja se ap ka account bhi wash ho sakta hai.
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex market mein lalach ko kaise control Karin?

                    g bahi jana forex aik online business ha jis ma ham bohat frofit la sakta han but es ko hasl karna ka liya hamy bohat hi mehnat ki zarort hoti ha har membor ko paso ki zarort hoti ha wo chata ha ka es ma wo zayada sa zyada profit hasl kar or hasl karna ka liya khuch mehnat ko agy lata han or khuch lalch ko apna maksad samj lata han lalc aik bohat bori bla ha jo es ma ata ha wo tabh hu jata ha q ka ya ao ko kabi bi kamyab nahi kar sakta ma ap ko bta du forex dosra karobaro sa bohat zyaada different ha jis ma hamy agr kamyabi milni ha to apna knowledge or fundmental analses ki waja sa milti ha mehant or hosla rakhna waly mwmbr ko es markit ma bohat zyada faida hu jata ha ya business on membr ka liya aik bohat hi kamyab ha jo mehnat kar ka kamyab hona chata han jo apni lie ma lalch ko la ata han on ka khuch nai rahta ap markit ma jitna acha kam karan ga jitni achi tara samj ka trading ko karan ga kamyabi hi kamybi mily gi just ap ko knowlledge ko hasl kar ka apnalalch ko control karna hu ga
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex market mein lalach ko kaise control Karin?

                      Laalach kisi bhi karobar ko khatam ker daita hai. Forex trading mai bhi laalach traders ko bohat loss daita hai. Her trader ko laalach say bacha chaiye aur laalach ko control kernay ka sub say pehla rule yehi hai kay traders iss baat ka bohat khayaal rakhain kay kisi bhi soorat aik munasib profit say ziada na socha karain. Her trader ko apnay account balance aur experience kay mutabiq apna aik trading target set kerna chaiye aur phir iss baat ka Pura khayaal rakhna chiaye kay uss target ko he achieve kernay kay liye planning kia karain. Iss Tarah traders laalach say bach saktay hain. Laalach control usi waqt ho sakta hai jab trader nay kisi trade mai 5 $ profit target kia Hua ho aur usay 5$ profit mill jaey aur abhi mazeed bhi movement kay chances ho to woh phir bhi apni trade targeted profit pay close ker Lia Karey. Iss Tarah traders apnay laalach pay control ker saktay hain. Dusra tareeka apni trading mai lot size ko aik limit mai use kerna bhi hai jiss say laalach control kia jaa sakta hai
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex market mein lalach ko kaise control Karin?

                        Dear friend forex trading men lalach nuksan ki jarh hey kiun k forex trading men jo log bhi ziyada profit ka lalach kartay hen sub se ziyada unn logon ka account jaldi wash ho jata hey iss liay jin logon k pass acha knowledge aur experience hota hey agar woh achi lot bhi detey hen tu woh unn ki mehnat hoti hey jiss ki waja se unn ko acha profit mil jata hey iss liay jitna ho sakay lalach se perhez karen aur small lot k sath trading karen aur kam profit pe compromise karen aur thora thora kar k apna profit increase karen kiun k aik tu safe trading hoti hey aur account bhi safe rahta hey aur long term trading bhi kar saktay hen iss liay forex trading men yeh bat bilkul hakeekat hey k lalach buri bala hey iss se bachna chahiay small lot k sath currency pairs men trading karen tu khud ko lalach se bacha kar achi earning hasil kar saktay hen
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex market mein lalach ko kaise control Karin?

                          Dear forum members lalach buri bala hoti hai is liye forex trading mein lalach jo hota hai trders k account kha jaya hai aur lalach hamesha wohi traders karty hain jin k pass knowledge aur experience ni hota aur wo mehnat ni karty tu dear lalach mein sometimes traders ka tuka chal jata hai tu profit ho jata hai aur adat par jati hai aur trader lalach mein aa kar aur bari lots laga lety hain jis ki waja se agar kabhi market against jati hai tu account tak wash ho jata hai is liye agar lalach ko khatam karna hai tu apni learning par tawaju dyn aur experience aur mehnat se trading karyn aur apna aik profit target rakhyh jo k ap k account k mutabiq ho jitna ap daily asaani se achive kar sakyn agar ap ka daily ka target kam ho ga aur ap target hasil karny k bad zayada trading ni karyn gy tu ap lalach se bach sakty hain aur agar ap mehnat aur hardwprking kar k analysis karna seekh lyn tu agar ap k analysis achy hogaye aur apko market se profit any lag gaya tu auto par apko apni trading par bharosa aa jaye ga aur ap k andar se lalach khatam ho jaye ga
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex market mein lalach ko kaise control Karin?

                            Asalam o Alikum dear forex members umeed karta hon kay ap sab theek hon gay jesa kay ham sab janty han kay forex ak bahut he lajawab business ha is main kaam karny kay leye hammy bahut he ziada hard work ki zarorat ha ta kay is kay barry main achy say jan sakee forex ak online markit ha is say achy profit hasil karny kay leye hammy bahut ziada mehnat ki zarorat ha ham jitna is kay barry main parectice karee gay utnaa he is ko achy tareeqy say seekh sakeen gay jab ham forex main kaam kar rahy hoty han jo hammy markit ki move ment ko dakhty rehnaa chaeye hammy is business main kabhi bhi laluch main a kay is ko risk main na dalee or apni trades ko achy say cover kar sakee or kabhi bhi laluch main a kay is ki lote size ko kabhi bhi apny money mangement say ziadaa lote size na rakhee Q kay ye bahut ziadaa riski ho jataa ha or is main haam apna sara accont saaf kar saktee ha or ap ki ak trade he is sasy achaa loss karwa saktee ha is leye laluch kabhi bhi na karee
                            LALUCH BURII BALAA HAN
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forex market mein lalach ko kaise control Karin?

                              Ji ap nay bohat acha question kia hay. Forex market main lalach yehni greed ko control karna bohat zarori hay kun k yeh aik trader kay liay bohat danger hay bohat say aisay traders jis main say ziada tar new traders hotay hain jo ziada profit kay lalach main aksar big lot size say trade open kartay hain jis say knowledge and experience ki kami ki wajah say aksar trade main loss kar bethtay hain. Lalach say bachnay kay har traders ko chahiay k woh apnay mind main yeh bat bitha lay k Forex trading aik risky business hay jis main profit ki nisbat loss kay chances ziada hotay hain jis ki big reason Forex market ki any time movement hay is liay trader ko chahiay k woh sab say pehlay Forex trading ka knowledge gain karin aor learning strong karnay kay sath sath demo practice bhi karain aor kabhi bhi market kay analysis kiay baghair trade na lagayiin aor soch samajh kar trade open karain aor lot size apnay knowledge and experience kay mutabiq aor apnay account balance kay mutabiq hi set karain. Greed say bachnay ka behtreen zaria yehi hay k trader kay mind main yeh bat poori taran beth jay k Forex main bohat ziada risk hay aor thori si bhi mistake say big loss ho sakta hay is taran kabhi bhi trader ziada profit ka lalach nahi karay ga aor na hi koi wrong risk lay ga bal k soch samajh kar trading karay ga aor kamyabi hasil karay ga.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X