Mere Pyare doston kaise hain aap sab meri taraf se Tamam doston Ko Salaam Walekum doston aap sab Forex Mein kam kar rahe ho aapko Kafi Waqt ho gaya hai ismein trading karte hue to mere doston main aapko Ek Sawal puchna Chahta Hun Ki Jab Ham market Mein kaam kar rahe hote hain to market ko samajhne ke liye Humne kaun se indicator use karna chahie aur Hamen kya karna chahie ki market ke behaviour aur Market ki situation kahan par pata chal sake kaun sa Aisa track hai aur kaun sa Aisa indicator hai jo market ko samajhne ke liye bahut aasani se Hamara kam Aasan kar de aur Hamen trading mein fayda de sake Jo purane log Hain jinko Kafi Waqt ho gaya hai Forex Mein kaam karte hue Unse meri request hai ki vah currently Mujhe Samjhane ki market Ko Main Kaise samajh sakta hun aur kaise uski prediction kar sakta hun acche tarike se
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим