Market ku smjhny kay liey kia kya jay ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Market ku smjhny kay liey kia kya jay ?
    Mere Pyare doston kaise hain aap sab meri taraf se Tamam doston Ko Salaam Walekum doston aap sab Forex Mein kam kar rahe ho aapko Kafi Waqt ho gaya hai ismein trading karte hue to mere doston main aapko Ek Sawal puchna Chahta Hun Ki Jab Ham market Mein kaam kar rahe hote hain to market ko samajhne ke liye Humne kaun se indicator use karna chahie aur Hamen kya karna chahie ki market ke behaviour aur Market ki situation kahan par pata chal sake kaun sa Aisa track hai aur kaun sa Aisa indicator hai jo market ko samajhne ke liye bahut aasani se Hamara kam Aasan kar de aur Hamen trading mein fayda de sake Jo purane log Hain jinko Kafi Waqt ho gaya hai Forex Mein kaam karte hue Unse meri request hai ki vah currently Mujhe Samjhane ki market Ko Main Kaise samajh sakta hun aur kaise uski prediction kar sakta hun acche tarike se
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Market ku smjhny kay liey kia kya jay ?

    dear forex friend walikum salam aap nay aik acha sawal kiya hay k market ko samjny k liay kon sa indicator use kiya jay and aesa kiya karen k hamen market k baray main sahi pata chal jay k forex market ki next movement kiya ho sakti hay to meray bhai main to yehi kahon ga k forex trading main hamaray pas bohat sary indicators hotay hain un ko use kar k aap un ki help lay saktay hain but un pay fully trust nai kiya ja sakta and jo log indicators pay fully dependent hotay hain wo kabhi kamyab traders nai ban saktay es liay market ka analysis khud say karna chahaiy and mehnat kar k pehlay forex k baray main acha knowledge gain karen and practice kar k practical experience gain karen jab bhi free time milay demo account ko open karen and market ka analysis start kar den es say analysis karnay ka pata chal kay ga and analysis bohat strong ho jay ga aur hamen market ki next movement ki prediction karna bhi aa jay ga and hamri prediction strong ho jay gi, regular practice and knowledge k sath ham es qabil ho saktay hain k ham market ki har movement to pehlay hi judge kar lain and kamyab trading kar k profit earn kar saken
    If you work hard no body can stop you from success
    • #3 Collapse

      Re: Market ku smjhny kay liey kia kya jay ?

      market ki movement ko samne kat liey sub se pehle ap ko forex market ka knowledge hasil karna chahie phir Apne knowledge ki help se demo account me practice kar kay experience hasil karna chahie jub ap kay pass knowledge or experience a jae ga tu ap ko market ki movement samaj ana start ho jae gi ap market ki movement ko smajne kay liey technical indicators ors rsi stochastick cci moving averages macd ka use kar sakte hain ap ager indicators ke sath support and resistance ki help se trading kartay hain tu ap market ki movement ko behtreen andaz me saamj sakte hain or ager ap trend line ka use karte hain tu ap ko market ke trend ki asani se samaj a jae gi
      • #4 Collapse

        Re: Market ku smjhny kay liey kia kya jay ?

        dear hume is main market ko samjne k liye knowledge hasil krne hota ha is main agr hum sahi kam krein gey rule ko fallow kr k tu hum asani se kameyab be ho sakte hein hume is main phaly lerning krni hoti ha os k bad hi hum is main earn krn sakte hein hume is main sab se phaly demo account main kam krna hota ha is main jab hum business ko join krte hein tu hume phaly demo account ki zahrorat hoti ha demo account main hum sab se achi practice kr sakte hein hume is main chart indicotor ko fallow kr k kam krna hota ha ur agr hum is main lalach se kam krte hein tu phr kameyab hona muskil ho jata ha hum is main eik din main khabi be ameer na suna ha is market ko hum ime dena parta ha hum eik din ya phr eik month main kameyab nai ho sakte hein
        :1f60d: hard work :1f60d:
        • #5 Collapse

          Re: Market ku smjhny kay liey kia kya jay ?

          ASSALAM O ALIKUM DEAR FRIENDS UMEED HY K AP SB KHERIYAT SY HON GY OR APKA WORK B ACHA CHALL RHA HOGA Forex koi chota mota bussiness nhi members is mai apk pass knowladge hona bht zrori hy forex market ko samjhy k liye apk passs forex maket ki knowlage hona zruri hy or wo knowlage ap apny kisi esy dost sy hasil kr skty hai jo forex mai working kr rha ho or phir usk bad ap forex mai entry lety hai or entry lety hi hamin trading start ni krni chahiye apna experiance or knowladge ko increase krny k liye ap demo account mai mehant karain or demo account mai hi trades karain tak apko experiance ho saky market ka jitna knowlage apko demo account sy milta hy utna apko apka koi friend b nhi de skta qk demo account mai apny khud trades kr k mehnt krni hoti hy or apko andaza hota hy kab or kese trading krni hy or kon c trade profitabel hoti hai is liye demo account ka use krna b bht zrori hota hy kuch log demo account ko use nhi krty or business mai preshanio ka samna krna prta hy ese logo ko or market ko samjhny mai b preshani hoti hy market ko smjhny ka best treka demo account hy jo forex hamain provide krta hy (THANKS)
          • #6 Collapse

            Re: Market ku smjhny kay liey kia kya jay ?

            Forex trading market ko smjhny ky leay hamen bahot sari mehnat krna ho gi is ky leay hamry pas bajot sary rasty hain market ky hypoactive trend ko follow krna jo ky trendline sy he maloom ho skta hai apko trend bullish ho ya beqrish is ka pta lgany ky leay candlestick chart kp je atudy krna hota hais ath ma aoko aik aik chez ka review bhi krna chye qoko trading market na technical and fundamental analysis ky elaw a hi kch zaroei kam krny hain aoko indicator aor unky sath tools ko bhi dekhana chue moving average bhi is ky leay zeyada kaam aa skti hai aor apko maloom hona chye ky tools sary meta trader 5 aor 4 ma he hoty hain agr demo account ma jo acha kam krta hai us k0 zeyada kamyabi milti hai is bat ka apko andaza achi trah sy ho jana chue management ky leay bhi aoko kch step lena hoty hain jeay ky aoko stoploss ky leay bhi trend ki confirmation stron ho confidence ho ga tb he kamyab ho sako ho sako gay.
            • #7 Collapse

              Re: Market ku smjhny kay liey kia kya jay ?

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Riskytrader9 پيغام ديکھيے
              Market ku smjhny kay liey kia kya jay ?<br />Mere Pyare doston kaise hain aap sab meri taraf se Tamam doston Ko Salaam Walekum doston aap sab Forex Mein kam kar rahe ho aapko Kafi Waqt ho gaya hai ismein trading karte hue to mere doston main aapko Ek Sawal puchna Chahta Hun Ki Jab Ham market Mein kaam kar rahe hote hain to market ko samajhne ke liye Humne kaun se indicator use karna chahie aur Hamen kya karna chahie ki market ke behaviour aur Market ki situation kahan par pata chal sake kaun sa Aisa track hai aur kaun sa Aisa indicator hai jo market ko samajhne ke liye bahut aasani se Hamara kam Aasan kar de aur Hamen trading mein fayda de sake Jo purane log Hain jinko Kafi Waqt ho gaya hai Forex Mein kaam karte hue Unse meri request hai ki vah currently Mujhe Samjhane ki market Ko Main Kaise samajh sakta hun aur kaise uski prediction kar sakta hun acche tarike se
              Ji ap nay bohat acha sawal kia hay. Forex trading main kamyabi kay liay trader ko har hal main market ko understand karna zarori hay kun k agar market ko na samjha jay aor trading ki jay to chand seconds main hi traders ho bohat ziada loss ho jay ga market ko under stand karnay kay liay traders mukhtalif kisam kay charts and indicators use kartay hain Forex trading market main manay types kay indicators use hotay hain jin main Fibonacci indicator, Bollinger Bands, Parabolic SAR, Stochastic, RSI, ADX, MACD and Moving Average indicators shamil hain. All indicators important hain koi bhi indicator fazool aor ghair zarori nahi hay but kabhi bhi akalay aik indicator ko use nahi karna chahiay bal k confirmation kay liay do ya teen indicators use karnay chahiay agar three indicators aik dosray ko confirm na karain to deal nahi dalni chahiay. Bar hal agar tamam indicators main say kisi aik to use karna chahain to maray khial main Moving Average Indicator others indicators say kisi had tak ziada best hay.
              • #8 Collapse

                Re: Market ku smjhny kay liey kia kya jay ?

                Assalam walekum doston umeed karta hun ki aap log khairiyat se Honge doston Hamen Forex forum Mein Apni knowledge ko best banana Hoga Kyunki tabhi market ko samajh sakte hain apni knowledge Ham use Karke demo account Kesariya Jyada practis kar sakte hain quality, quantity ,practice knowledge ko best Banakar hi hum zyada Iske bare mein jaan sakte hain Kyunki knowledge he Kesariya Jyada profit earn kar sakte hain isiliye Hamen Zyada Se Zyada information Deni chahie aur Jyada Se Jyada reading karna chahie learning Karni chahie Taki Ham Iske bare mein jaan sake Jyada Se Jyada Hamen iski practice karni chahie aur Hamen analysis Karte Rahana chahie Hamen Apne knowledge hi Kesariya trade open karna chahie take profit aur stop loss k use per trade open karna chahie tabhi Jyada profit earn kar sakte hain.THANKX
                • #9 Collapse

                  Re: Market ku smjhny kay liey kia kya jay ?

                  Pyary dost hamyn forex market ko samjhny k liye bahut zayada mehnat karmi parti hai kyun k forex trading aik online international market hai aur bahut he mushkil buisness hai is mein profit bhi bahut hota hai but agar loss hony par aye tu account tak wash ho jata hai is liye dear market ko samjhny k liye hamary pass bahut zayada knowledge hona chahye aur aur practice honi chahye market ko understand karny k liye hamyn har tadha k analysis any chayn kyun k market ki next movement ka idea ya technical analysis se kiya jata hai ya fundamental analysis se kiya jata hai is liye dear tamam indicators ka use karna bhi ana chhaye aur news par market mein trading kaisy karni hai is ka bhi pata hona chahiye aur apko money management ka pata ho agar ap k pass market ki achi learning aur experience hoga tu ap market mein kamyab ho jao gy aur apko profit hoga aur dear market ki ssmjh tab apko theak aye gi jab ap regular market ko time do gy aur check karo gy k market kaisy move karti hai aur agar news ati hai tu kis time tak news ka asar rehta hai aur pending orders kaisy lagany hain tu ap jitna time market mein guzaro gy tu ap ki trading achi hoti jaye aur apko market ki samjh aa jaye gi aur ap professional trader ban sakty hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Market ku smjhny kay liey kia kya jay ?

                    Dear friend forex trading real men aik bahut hi tough business hey iss ko samjhna aasani kam nhi hey kiun k forex trading men her koi kamyab nhi ho sakta aur jahan tak mera khayal hey forex trading men 50 percent logon ko market ki samaj nhi aati iss liay woh nakam ho jatay hen iss liay agar forex trading men market ko samjhna chahtay hen tu phir pahlay achi tarah seekh kar phir posting k zariay achi learning aur knowledge hasil karen aur phir demo account pe practice kar k experience hasil karen aur phir seniors se market ko analysis karnay ka experience hasil karen aur phir apnay bonus ko increase karen aur ziyada time invest karen aur lalach aur jald bazi se perhez karen aur kam profit pe compromise karen aur small lot k sath trading karen aur trade open karnay se pahlay trading chart se help len aur news aur signals ko dekh kar phir trend ko follow karen aur apnay balance aur experience k mutabik trade open karen aur koshish karen k trade open karnay se kisi senior se acha mashwara zaroor kar len
                    • #11 Collapse

                      Re: Market ku smjhny kay liey kia kya jay ?

                      Dear friend sb sy phly to market ko smjny ka ap k pas knowledge learning or experience hona chaiy forex forum m ap ki hasil ki gai learning or knowledge ho jis k zriay sy ham trading ko smj skty han is k bad hmary pas trading ka experience hona chaiy jis k zriay sy ham market ko smj sken or trading ka experience hasil karny k liay hamy forex ny aik bahtreen plat form dia hy jis k zriay sy ham lifetime experience hasil kar sakty han jis k bagar ham kbi b successful trading ni kar sakty us k bd market ko smjny k liay indicators ka hona bot zrori hy RSI indicators b hamari trading k liay bot ziada faida mand han hamy apni trading m in ka istamal lazmi karna chaiy news ko read kiay bagar b ham market ko smjny m kamyab ni ho sakty or sb sy bari Chez anylyses han jin ko nzarandaz kr k ham trading m kamyab ni ho sakty
                      • #12 Collapse

                        Re: Market ku smjhny kay liey kia kya jay ?

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: Riskytrader9 پيغام ديکھيے
                        Mere Pyare doston kaise hain aap sab meri taraf se Tamam doston Ko Salaam Walekum doston aap sab Forex Mein kam kar rahe ho aapko Kafi Waqt ho gaya hai ismein trading karte hue to mere doston main aapko Ek Sawal puchna Chahta Hun Ki Jab Ham market Mein kaam kar rahe hote hain to market ko samajhne ke liye Humne kaun se indicator use karna chahie aur Hamen kya karna chahie ki market ke behaviour aur Market ki situation kahan par pata chal sake kaun sa Aisa track hai aur kaun sa Aisa indicator hai jo market ko samajhne ke liye bahut aasani se Hamara kam Aasan kar de aur Hamen trading mein fayda de sake Jo purane log Hain jinko Kafi Waqt ho gaya hai Forex Mein kaam karte hue Unse meri request hai ki vah currently Mujhe Samjhane ki market Ko Main Kaise samajh sakta hun aur kaise uski prediction kar sakta hun acche tarike se
                        Dear ap ne agar ais market ko samjhna hai to ap ko chaye k ap market ki moment ko observe kary ais market mai ap ko jab moment ka pata chal jaye ga to aus k baad ap ais market mai achy se kaam kar sakty hai ais market mai ap ko mehnat karni hoti hai tab hi ap ko ais market mai kamyabi milti hai ap agar ais market mai time lagaty hai to ap ko ais market ka experience ho jata hai aus k baad ap ais market mai acha kaam kar sakty hai ais market mai ap ko time lagana hota hai aus k baad hi ap ais market mai kamyab ho jaty hai ais market mai ap jitna zayda acha kaam karty hai ap ko atna hi zayda faida ho jata hai ais market mai ap ko mehnat karni ho gi aus k baad hi ap ko ais market mai kamyabi mily gi ais market mai ap jitna zayda acha kaam kary gay ap ko atan hi profit ho jaye ga.
                        • #13 Collapse

                          Re: Market ku smjhny kay liey kia kya jay ?

                          dear forex mambers market ko smjhny k liye hmain sub se pahly forex ki learning krna hogi or forex k basics ko smjhna hoga jub tak hmain forex k basics ki smjh nahi ay gi tab tak hmain forex main faida nahi mily ga or na he hum forex market ko achi trha se smjh skty hain forex main kamyab hony k liye hmain forex ki market ko smjhny ki ability ko strong krna hoga jitni market ki ability ko strong karengy otna he hum forex market main kamybhi se profit haisl kar skaen
                          forex market ko smjhny k liye sub se pahly hain trend ines ko smjhna hoga q k jub tak hmain trend lines nahi smjh main aengi tab tak hum forex main achi trade nahi kar skty hain trend line se he hum forex ki situation ko achi trha se smh skaengy or hmain forex market ki postion ka bhi pta chalta hai k market kis trend main chal rahi hai or hmain kis movement ko follow karny main asani hogi es k ilwa hmain forex mian or bhi boht se trading tolls ka use krna hoga jis se ap forex main kamyab ho skty hain forex markets ko hum indicators se bhi smjh skty hain jo hmain maket k bary main bataty hain es k ilwa or bhi boht se trading tools hain jin se hum apni trading kar k kamyab ho skty hain
                          • #14 Collapse

                            Re: Market ku smjhny kay liey kia kya jay ?

                            aslamoalekum dear forex members Pakistan forex forum mn kamyab hony k liy zarori h k is k rules and regulations ko follow kia jay market ka achy treay sy analysis kia jay apny senior members ki posts ko read kr k un sy acha knowledge gain kia jay ar un ki guide lines pr amml kia jay.ar is k ilava Pakistan forex forum ki markt ko smjhny k liy demo account pr practic kren demo account ik asa teacher hbjo ap ko market k ups and down sekhta h market ko kesy analysis kia jy ye sab baten hum Pakistan forex forum k demo account pr beghar kisi loss k seekh skty hn
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Market ku smjhny kay liey kia kya jay ?

                              Asalam o Alikum umeed ha kay ap sab theek hon gay jesa kay ham sab janty han kay forex ak behtareen bessines ha is ko karny kay leye hammy bahut ziadaa mehnat ki zarorat ha markit ko samjhny ko kay leye hammy bahut ziada mehnat ki zarorat ha is kay sath sath hammy markit ki move ment kay barry main janna chaheye or is ki study ko competely tor pa samjh kar he is main entry lenii chaheye or hammy ziadaa say ziadaa parectice karnii chaheye ta kay koi mushkil na ayee or markit ko achi tara samjh sakee or apny analysis ko demo accont pa bhi achi tara parectice karnii chaheye ta kay jab real main trade kareen to hammy koi bhi parshanii na ayee OR markit ko achi tarahaa analys kar sakee or apny ap ko loss say bachaa sakee or apna profit appny accont main save kar sakee
                               

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X