Re: Scalping trading key kia nuqsanaat hoty hey?
Scalping aik trading technique hai jiss mai traders ko bohat soch samajh kay he trading kerni chaiye aur jabb takk acha experience aur acha account balance nahi hoto uss waqt takk scalping trading nahi kerni chaiye. Forex trading mai scalping kerna bohat ziada aur jald profits earn kernay ka aik acha tareeka to hai laikin iss mai loss bhi bohat ziada aur jald he hojata hai. Scalping kay liye charts aur time frames ka bohat hisaab rakhna parta hai. Scalping mai ziada say ziada time frame M15 rakha Jata hai aur yeh time frames experts nay define kia Hua hai aur issi tarah market chart patterns mai Candlestick chart patterns he sub say best chart pattern hai jisay scalping kay liye use kernay ko prefer kia Jata hai. Scalping kay koi nuqsanaat nahi hai kiyu kay yeh aik technique hai jisay soch samajh kay istamaal kia jaey tou jaisay Dusri techniques faida daiti hain wesay he yeh bhi faida daiti hai aur jaisay koi bhi Dusri technique loss day sakti hai wesay he yeh technique bhi faida daiti hai

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим