Scalping trading key kia nuqsanaat hoty hey?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Scalping trading key kia nuqsanaat hoty hey?
    Traders key ley ye bahot hi asaan lagta hay aur es key ley apni trading strategy be esi hi rakty hey key un ko scalping trading se jald se jald market se profit hasil ho jaye kia koi member ye enplane+- kar sakta hay key es key nuqsaanat kia ho sakty hey?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Scalping trading key kia nuqsanaat hoty hey?

    Scalping trading jahan forex market main bohat acha faida and profit day deti hay wahan es k kuch nuqsanat bhi hain jin say main kuch bayan kar raha hon

    1. Agar aap Scalping trading kar rahay hain and market main koi aesi vesi news aa jati hay yakdam jis say market ki movement foran hi tabdeel hoti hay to aap ko us say loss ho sakta hay
    2. Scalping trading main aap ko market main active reh kar trading karni parti hay full time active ho k
    3. Scalping trading k liay aap ko market k peak hours select karny partay hain
    4. Agar market ki movement yakdam badal jay to ham apna account bhi wash karwa saktay hain scalping trading ki waja say
    5. Scalping trading main aap ko daily ki trade daily close karni parti hay chahy wo profit main ho ya loss main at the end of day usay close karna zaruri hota hay
    6. Scalping k liay aap k pas internet high speed hona chahiay, internet ki thori si der ki interruption ap ko heavy loss karwa sakti hay

    Traders scalping trading ko select kyun kartay hain us k to bohat say fawaid hain jin main say 2 main yahan bayan karta hon jo bohat important hain

    1. Overnight k janjat main nai karna parta
    2. Daily short timeframe main bohat achi trading kar k bohat sa profit uthaya ja sakta hay



    1 minute scalping buy and sell k rules ap en pictures say samaj saktay hain

    Click image for larger version

Name:	stochastic-indicator-734x291.png
Views:	1
Size:	147.1 کلوبائٹ
ID:	12327014

    Click image for larger version

Name:	short-entry-50-dma-734x291.png
Views:	1
Size:	145.7 کلوبائٹ
ID:	12327015
    If you work hard no body can stop you from success
    • #3 Collapse

      Re: Scalping trading key kia nuqsanaat hoty hey?

      asslam o alikam bhai is main scalping trading ka matlab hai k risky trading hume pta ha hai k forex eik risky business ha lekin is main kam krne k kuch rule hote hein tu is liye hume is ko fallow krna hota ha is main kameyab hone k liye hume risk tu lena hi parta ha lekin hume risk be samjdari se lena hota ha agr hum is main main money management ko fallow kr k kam krein gey tu hume kameyab hona main asani hon gey extra risk lene se hume is main nuqsan ka hi samna krna parta ha is liye ap is main low spread rakh k kam krein ur is main sab se phaly ap knowledge hasil kr k kam krein gey tu ap ko is main kameyab hone main asani hon gey hume daily tecnical analysis ur fundamental analysis ko fallow kr k work krna hota ha hamra work jitna acha hoga utni hi asani hon gey is business main kam krne main hume
      :1f60d: hard work :1f60d:
      • #4 Collapse

        Re: Scalping trading key kia nuqsanaat hoty hey?

        Dear ap ne agar ais market mai scalping karni hai to ap ko ais market mai lot bari lagani hoti hai ap agar ais market mai lot bari lagaty hai aor ap ko loss hona start ho jata hai to ap ais market mai apna account wash kar sakty hai ais liay ap ko chyae k ap ais market mai scalping karty waqat atna zayda risk na ley jis se ap ka account wash ho jaye ap ne agar ais market mai kaam karna hai to ap ko ais market mai scalping k liay bhi plan bana lena chaye aor aus k hisab se ap ko account par risk lena chaye ap ais market mai agar mehnat karty hai to ap ko ais market maki faida ho jata hai ais market mai scalping ki trading strategy k baghair ap ko loss ho sakta hai ais market mai ap mehnat kary tab hi ap ko ais market mai kamyabi mily gi ais market mai a agar scalping karty hai to ap ko ais market mai kafi zayda faida ho jata hai ais market mai ap ki mehnat hoti hai.
        • #5 Collapse

          Re: Scalping trading key kia nuqsanaat hoty hey?

          Dear har trader ki apni strategy hoti hai aur scalping bhi aik aisi strategy hai jis k faidy bhi bahut hain magar kuch nuqsanaat bhi hain jaisa k apko scalping karny k liye bari lot use karni parti hai kyun k scalping mein sirf 15 se 20 pip profit liya jata hai jis ki waja se bari lot lagani hoti hai aur agar us doran koi news aa jaye tu account wash hony ka khatra hota hai is k ilawa scalping trading k liye har time market k sath active rehna parta hai ap trade lagany k bad off line ni ho sakty aur ap choty account par bhi scalping ni kar sakty kyun k account wash hony k bhi khatra hota hai aur scalping karny k liye lot size bara select karna hota hai agar ap scalping se faida uthana chahty hain tu apko bahut mehnat se kam karna hoga aur choty time frame mein analysis karna hon gy aur aik planing k sath kam karna hoga tu apko kamyabi mily gi aur sath sath apko news ko bhi follow karna chahye kyun k news k time movement bahut fast ho jati hai tu apko loss ho sakta hai aur daily ki trade daily close karyn kyun k ye online market hai is mein trend change hoty time ni lagta is liye zayada pip par take profit mat rakhyn ap analysis achy karyn tu ap bari lot laga kar thory pip par take profit lagayn tu zayada profit ho ga aur apki strategy kamyab rahy gi
          • #6 Collapse

            Re: Scalping trading key kia nuqsanaat hoty hey?

            Dear friends forex trading real men aik bahut hi acha aur profitable business hey iss men kuch log ziyada profit kamanay k liay scalping kartay hen jin ko kabi kabi tu kamyabi mil jati hey aur acha profit kama letey hen lekin iss men baray nuksan k ziyada chances hotay hen iss liay scalping trading se avoid karen aur pahlay posting k zariay aur phir seniors se achi learning aur knowledge hasil karen aur phir unn se forex market k baray men achi guidance aur motivation hasil Karen aur phir khud demo account pe practice kar k experience hasil karen aur posting k zariay apna bonus increase karen aur phir market ka analysis karna seekhen aur trading k daoran lalach aur jald bazi se perhez karen aur kam profit pe compromise karen aur thora thora kar k apna profit increase karen aur trade lagatay waqt small lot size use karen aur take profit aur stop loss ko zaroor manage karen tu safe trading hoti hey aur acha profit bhi milta hey aur account bhi safe rahta hey aur long term trading bhi kar saktay hen
            • #7 Collapse

              Re: Scalping trading key kia nuqsanaat hoty hey?

              scalping sey traiding main nuqsan hota hai ? ji bilkul bhe nahi hota hai balkey scalping to bahot hi achi chiz hai aise sey bahot ziada log faida bhe utha rhy hain agar ham scalping karna chahty hain to ham ko analysis ki 2 type technical analysis or fundamental analysis ka knowledge hona lazmi hai os k bad bad chart pettern candle k samjh triangle pettern ki samjh honi chai hai agar ham market k sath tuch rhy geyai ziada time to ham ko bahot ziada mwaky mily geyai scapling karny k lia .ham ko scalping karty waqt ik chiz ka khas khiyal rkhana chahi hai k agar ham markes ki trf sey scalping ka moka mil rha ho to ham traide lagny sey phily os pair k motlic forex_factroy dat Com vist kar ley k kahi os pair ki koi news to nahi hai agar pair k motlic any waly nazdeq tareen waqt main koi news na ho to phir traide ko laga dey .
              scalping k lia ap k pass forex ka ik baray knwoledge ka hona zarori hai.
              information for Beginners
              Complete Forex Knowledge
              • #8 Collapse

                Re: Scalping trading key kia nuqsanaat hoty hey?

                scalping trading me traders ko boht zeyda risk lena parta ha jis se loss hone kay chances hotay hain scalping ka sub se bara nuksan yeh ha kay ap ki aik galt trade ap ka account wash kar sakti hain forex me boht zeyda risk hota ha jub traders scalping strategy ka use kartay hain tu un ka risk boht high ho jata ha or traders money management rules ko break karne lag jatay hain traders wo kamyab hota ha jo money management rules ko follow kartay huey trading karta ha jub traders scalping kartay hain tu un ka risk zeyda or reward kam hota ha or traders zeyda trades profit me hasil karne kay bawajood bhi loss me rehtay hain scalping ka sub se zeyda nuksan yehi ha kay is me ap ka capital high risk par a jata ha
                • #9 Collapse

                  Re: Scalping trading key kia nuqsanaat hoty hey?

                  Assalamu Alaikum Pyare doston ummid karta hun aap sab theek Honge Mere Pyare dost Forex Jab Ham trading kar rahe Hote Hain To Ham different trading ki types use karte hain jismein se ek scalping hai jo hai vah short term trading ki type hai matlab Thodi Waqt mein aap Achcha Mulakat karte hain is Waqt Ab Kuch tips ke liye apni trades open karte hain aur jab aapko Mil Jata Hai To aap rate se exit Le lete hain isko Ham Kahate Hain scalping scalping Kafi risky hai agar aap Forex Mein kam kar rahe ho to Uske helping karte waqt aapko carefully trading karna hoti to kya kar market aapki against chal jaati hai to aap ko bahut nuksan ho sakte hain scalping Yahan lot size diya tha use karte hain Jiski vajah se ho sakta hai isliye Jab scalping kar rahe ho to carefully trading Kiya Karen scalping bahut nuksan de sakti hai aapko cal kam karte hue lot size bhi zyada hota hai isliye Yad Kiya Karen
                  • #10 Collapse

                    Re: Scalping trading key kia nuqsanaat hoty hey?

                    Assalamu Alaikum mere dosto aap jante ho ki scalping trading bahut jaldi aapko kab deti hai lekin ismein aapko risk zyada hota hai aur aapko instaforex forum ke rul ka maloom hona chahie aapane koi bhi trade 5 minut se pahle close nahin karni agar aap apni trade 5 minut se pahle close karte ho to aap rule todte ho aur road todne wale ke account ko block kar diya jata hai anti fraud department bahut active hai aur aise violation ko kabu kar leta hai aur unko trading market se out kar deta hai agar aapane scalping karni hai to aapko 5 minut ka vate karna chahie aur uske bad apni trade close karni chahie trading market mein hamen scalping ke liye reversal trading strategies ko samajhna hoga skills ko use karna hoga jiske liye aapko agar stop-loss nahin use karoge to aapko bahut nuksan ho sakta hai aur aapka kaun class mein ja sakta hai trading market mein hamen yah samajhna chahie ki trading ke liye hamare pass kya accountant aspects hai unko agar ham use karenge to ham acchi tarah se professional trading use kar sakenge
                    • #11 Collapse

                      Re: Scalping trading key kia nuqsanaat hoty hey?

                      SCAOLIG TRADING? SCAPLING TRADING k zyda tr nuksan ni balky faida hota hy is trade main hamain ye trading 1 bht hi zbrdast trading hy is mai agr koi b skhs trade krna chahye to usy is k bary mai knowladge hona bht zrori hy is trade ki knowlage kuch ye hy k is trade mai hamin analysis ko made nazr rekhna hota hy anlysis ismai 2 traha k hoty hain tacnical anylsis 2sri fundamental anylsis in anylsis ki knowladge k bgair trading na mumkin si hoti hy or is mai kuch candelistc charts ki b knowladge hona b zrori hota hy agr kisi shks ko in tamam chezo ka knowlage hy to wo 1 achi trade kr skta hy trade krny sy pehly pechly din ki trade ko b or h1 chart or 30minut chart ko b 1 nazar dekh lena chahiye ussy b kafi faida hasil hota hy or scapling trade k nukisan us insan k liye hai jis ki is k bary mai knowlade ni jis k pass iski knowlade hy usk liye nht faida mand trade sabit ho sakti hy kisi b kam ko shuru krny k liye usk bary mai knowladge hona zrori hota hota hy isi trha forex mai b scapling trading k bary mai khnoeladge hona bht zrori hy without knowladge you ap lko loss ka samna ho skta hy scapling trade usi shks k liye behtr hy jis k pass uski mukaml knowladge majood ho
                      • #12 Collapse

                        Re: Scalping trading key kia nuqsanaat hoty hey?

                        My dear Forex member Forex trading mein scalping techniques se Hamen trading karne se loss Nahin hota hai Hamen loss tab Hota Hai Jab Ham is technique ko acchi Tarah Se use Nahin Karte aur iska Hamen experience Nahin Hota Forex Mein scalping technique vah trading method Hai jismein Ham short time period ke sath apni trade Lagate Hain aur apne excutive profit ko Hasil karne ke bad market Ko Chhod Dete Hain Tu mere se HAL Mein yah Aisa method Nahin Hai jisse Hamen loss hi hota hai Forex Mein Kamyab hone ke liye aapko Forex ke use method ko use karna chahie jismein aap Forex Mein acchi trading kar sakte hain aur accha profit Hasil kar sakte hain isliye jaruri hai ki aap apne kam ko profitable banane ke liye Apne trading method ka bhi acchi Tarah Se use Karen jisse aapko loss Na Ho aur aap Achcha profit Hasil kar sake
                        • #13 Collapse

                          Re: Scalping trading key kia nuqsanaat hoty hey?

                          janab har tarhan ki trading kai khuch nuksanat hotay hain isi tarhan un kai khuch fawaid bhi hotay hain jiss tarhan ap nay scalping trading ki baat ki tu main ap ko yeh batana chahon ga kai scalping trade wo trade hoti hai jiss main hum chotay chotay targets rakh kar trade kartay hain aur yeh trading hamesha short term trading ho gi aur is main maximum 20 say 30 pips ka target hota hai aur yeh trade siraf usi waqt lagai ja sakti hai jab market main uncertainity na ho aur koi news bhi na anay wali ho takay short term trade main koi bara impact na ho aur us ki waja say bara loss na ho jaye. Is tarhan trading main hamesha take profit aur stop loss ko set kiya jata hai trade open honay kai sath jiss ka nuksaan yeh hota hai kai stop loss laganay ki waja say mostly trade main ap ka stop loss hit ho jata hai becasue stop loss entry point kai kafi kareeb hota hai main jab personally scalping trade krta tha tu maira mostly stop loss hit ho jata tha jis ki waja say mujhay kafi pareshani hoti thi lakin main nay ab stop loss ko lagana band kar diya hai jis ki waja say mujhay kafi faid howa hai aur main thora sa take profit ka target rakh kar trade ko open karta hon aur profit nikal laita hon buhat kam aisa hota hai kai trade negative main chali jaye aur account wash ho jaye.
                          • #14 Collapse

                            Re: Scalping trading key kia nuqsanaat hoty hey?

                            dear,forex markeet main kisi bhi kisam ki trading say koi nuksanaat nai hotay hain agar ham makret k baray main kuch jantay hain to,agar ham markeet main thoray kaam k baad jaldi say hotay hain to ham markeet main lose kar baithtay hain jis traders nay jis hisaab say learn kia hota hay ham usi knowledge say kaam kartay hain to hamko faida bhi tab he milta hay,dear forex markeet main hamko ya hamaray traders tab he scalping kartay hain jub markeet ziada tar ranging main aajty hay ya markeet ki jub koi khaas msajh nai lag rahi hoty hay agar ham makreet k baray main acha knowledge rakhtay hain to hamko kabhi bhi scalping nai karni chaye sscalping say hamko markeet ko baar baar watch karna hota hay jis say ham har wakt kisi na kisi tentions main hotay jis say hamko faida kam milta hay aur tentions aur pareshani ziada say ziada milty hay scalpers kabhi bhi markeet ki gehri main nai jaa saktay hain k makreet asal main hay kia aur iska kaam karnay ka tareka kia hay isi ye he traders ziada tar scalping say avoid kartay hain.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Scalping trading key kia nuqsanaat hoty hey?

                              scalping trading ke kya nuqsan hote hai scalping trading bohat hi small time frame me ki jatihai ise me ab market ka kya andaza lagaya ja sakta hai jiasa ke hum 1 mint ya 5 mint candles per kam karte hai is me ab market ki movement ka kya idea laga sakte hai is me hum bohat hi fast entry lena hota hai or bohat hi kam time me hume trade close b karna hoti hai is me hume bohat zaida nuqsan ho sakta hai agr hum koi indicator b istamal karte hai tu wo b hume signal tu de ga bohat zaida signal de ga lakin zaida ter signal is me fake ho jate hai jis per hume loss ho sakta hai is liye me tu samjta hu ke hume scalping trading nahi karni chahiye scalping tering me nuqsan zaida hai profit kam hai hume achi trading karni chahiye jis se hume koi faida b hasil ho hume chahiye ke hum is me thora sa long term kam kar le yani H1 per b hum bohat achi trading kar sakte hai.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X