Trading me kamyabi ka yakeen hona chaye

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading me kamyabi ka yakeen hona chaye
    Traders agar kam se kam trading experience aur knowledge key bawajood be market me trading karty hey to un ko kamyabi ka yakeen zaror hona chaye agar success ka yakeen traders key mind aur dil me na ho to traders confidence key sath trading karny me kamyab nahi ho sakty, trading me har tarha se agar kamyabi ka yakeen ho to traders confidence key sath aur planing key sath trading kar key kamyab ho sakty hey, traders key ley zarori ye hay key bawajood es key us ka knowledge be kam hay aur experience be un ko yakeen key sath news par depend kar key trading karni chaye.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading me kamyabi ka yakeen hona chaye

    اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir370 پيغام ديکھيے
    Traders agar kam se kam trading experience aur knowledge key bawajood be market me trading karty hey to un ko kamyabi ka yakeen zaror hona chaye agar success ka yakeen traders key mind aur dil me na ho to traders confidence key sath trading karny me kamyab nahi ho sakty, trading me har tarha se agar kamyabi ka yakeen ho to traders confidence key sath aur planing key sath trading kar key kamyab ho sakty hey, traders key ley zarori ye hay key bawajood es key us ka knowledge be kam hay aur experience be un ko yakeen key sath news par depend kar key trading karni chaye.
    Yes dear ap ne agar ais market mai kamyab hona hai to ap ko ais market mai apny andar se dar khatam karna ho ga ap ne agar ais market mai trading kar k kamyab hona hai to ap ko ais market mai analysis karny ho gay aus se ap ko ais market mai ye pata chal jata hai k ap ka skill level kitna hai aus k baad ap ais market mai kaam karty hai to apko ais market mai kamyabi mil jati hai jab ap ka confidence acha hota hai aor aus time ap ais market mai achi trades laga skaty hai aor kamyab ho skaty hai ap ne agar ais market mai kamyab hona hai to ap ko ais market mai mehnat karni ho gi tab ap ko ais market mai asani se kamyabi mil jati hai ap darty rahy gay to ap ko hi loss hota rahy ga.
    • #3 Collapse

      Re: Trading me kamyabi ka yakeen hona chaye

      mera to yeah he kehn ahin ahar hum chahte hein k humen kisi be tarh k loss na ho to humen har kam k thora sa to experince hona chhaye hein keyu k jab tak humen is baat k yakeen nhi hoga to hum apny kisi be kam main succesful nhi ho sakte hein
      • #4 Collapse

        Re: Trading me kamyabi ka yakeen hona chaye

        Me apki post sy kuch had tk agree krty hon. Mery khyal k mutabik Hamen threading Lagate hue full confidence ke sath kam karna hai lekin Iske alava Hamare Paas knowledge or experience bhi bahut jyada Hona Hota Hai Jab Hamare pass knowledge or experience aur acchi learning Hogi tabhi Ham full confidence ke sath market ko analyse kar sakte hain aur Kamyab ho sakte hain Ham Kamyab sirf treading m yakeen k zriye nahe ho skty hian.
        • #5 Collapse

          Re: Trading me kamyabi ka yakeen hona chaye

          jee dear friend forex trading main kamyaabi ka hamen yaqeen hona chahoay agar ham apnay andar confidence paida karen and apnay andar say market main loss honay ka dar khatam kar dain to hamain trading main kamyabi ka yaqeen ho jay confidence kesay built up ho ga and dar kesay khatam ho ga us k liay hamen knowledge gain karna ho ga and demo account pay itni practice karni ho gi k hamara market main kam karnay ka practical experience hamen kam karny me koi diqat koi pareshani na aanay day jab hamen market main kam karny ka confidence hota hay to ham har trader kamyabi say open and close kar laitay hain agar hamen market main trading ka dar rahay ga to best entry points milnay par bhi ham sochtay hi rahen gay trade open ki jay ya na ki jay to es tarha ham kabhi kamyabi trading nai kar saken gay infact trading hi nai kar saken gay es liay ham apnay andar confidence ko built up karen k ham trading kar saktay hain and hamry pas knowledge bhi hay and practical kaam ka experience bhi hay to hi hamen yakeen ho ga k ham jo trade open karen gay us main hamen kamyaabi milay gi and achi earning ho jay gi
          If you work hard no body can stop you from success
          • #6 Collapse

            Re: Trading me kamyabi ka yakeen hona chaye

            Dear Forex member aapane bilkul sahi kaha hai Forex trading Mein Sabko hi apni kamyabi ka Yakeen Hona chahie Jab Ham Forex Mein positive Soch ke sath Aate Hain aur kaam karte hain To Hamen Jarur kamyabi ka yakin bhi hota hai lekin Agar Ham Forex Mein Kisi Aur per paise join Hote Hain To Hamen kabhi bhi kamyabi per bhi yakin nahin Ho Pata Kyunki Hamen Pata hota hai ki Ham kis purpose ke liye aaye hain aur Hamen yahan se kya Kuchh mil sakta hai isliye jaruri hai ki aap apne mind ko positive rakhen aur Forex ko ek positive business samajhkar is Ne kam Karen Jitna aap Forex ko samjhenge utna hi aapki kamyabi ke chances increase hote hain lekin agar aap Forex Ko samajhte Nahin Hai Lekin Forex se bahut sara Paisa Chahte Hain To aap apne trading Mein kamyabi ko kabhi bhi yakin nahin banaa Sakte aur na hi aise aapko Kabhi Forex Mein kamyabi milati Hai Forex Mein serious hokar kam Karen apne aap ko ek professional trader samajhkar kam Karen jisse aap Forex Mein Achcha experience Hasil Karke Forex ko Apna career bhi bana sakte hain
            • #7 Collapse

              Re: Trading me kamyabi ka yakeen hona chaye

              g bhai trading main agar success pana chahtay hain tu humay pehlay is market pay yakeen hona chahiyay kai is market say hum profit bhi earn kar saktay hain because buhat say trader is market say loss karwa kar is market ko chor chukay hain aur dosron ko bhi negative kartay hain is market kai baray main jiss ki waja say yakeen uthata ja raha logon ka is market main kamyab honay say aur aisay hi log phir is market main mazeed loss karwatay hain jo log positive attitude kai sath is market main utartay hain wo aik na aik din is market main kamyabi zaroor hasil kartay hain phir chahay un ko continuous losses hi kiyon na ho rahay hon lakin agar un ko is market per yakeen hai tu aik din aye ga aisa kai un hi har trade positve nikalna shorwo ho jaye gi tu mairay khiyal say market main kamyabi kai liyay positive mind set ka hona bhi buhat hi zaroori hai nai tu yeh jmarket ap kai liyay nai hai ap ko is market main darr aur khoof say balatar ho kar kam karna chahiyay tabhi results bhi ap ki favour main ayn gay.
              • #8 Collapse

                Re: Trading me kamyabi ka yakeen hona chaye

                yes trading me ager ap kay pass kamyabi ka yakeen ho tu ap confidence se trading kar sakte hain or ap tention or fear ko khatam. karn sakte hain forex me kamyabi ka yakeen ap tub hasil kar sakte hain jub ap market ki learning kar kay complete knowledge hasil karay market me har indicators ko use karne se pehle os indicators ka knowledge hasil karay is kay ilawa demo me practice kar kay experience hasil karne kay bad jub ap trading start karay gay tu ap kay pass aik background ho ga demo me trading par jaha par ap ko success mili hoti ha tu ap ko confidence ata hai or jub ap real me trading kartay hain tub ap kay pass kamyab hone ka forex trading main 100% yakeen hota ha or ap fear free or tention free ho kar trading kartay hain or ap kamyab bhi ho jatay hain
                • #9 Collapse

                  Re: Trading me kamyabi ka yakeen hona chaye

                  Agar aap proper planning our analyses Karke kam kar rahe ho to aapko kamyabi Ka yakin Hona chahie lekin agar aap proper planning for analyses Karke training nahin kar rahe ho to aapko is Hosh Mein Nahin Rahana chahie kya aapko trading Karke automatically profit Hasil ho jaega profit hanzla karne ke liye bahut mehnat Karke kam karna hota hai bina hardworking kiye Forex trading se profit Hasil kar Pana impossible hai lekin Agar aapko trading planning se karni hai aur FIR aapko yah ummid honi chahie ki aap vah pura fit ho jaega
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading me kamyabi ka yakeen hona chaye

                    yes bhai jan ap ki bat bilkal thek hai hume is main kameyabi ka yaqeen hona lazmi ha hume is main acha kam krna hota ha ham jab kam krte hein is business main menat krte hein tu phr hume is main apni kameyabi k oper yaqeen rakhna lazmi ha hamri kameyabi se hamre knowledge main confidance peda hota ha is main hume daily acha kam krna hota ha daily tecnical analysis ko fallow kr k kam krte rehna hota ha tab hi hum is business se kameyab be ho sakte hein hum samjdari se kam krna lazmi ha jitna acha kam krein gey utni hi asani se kameyab be ho sakte hein chart analysis indicotor ko fallow kr kam krein gey tu asani hon gey is main knowledge hasil kiye bhagir ap is main kam na krein gey tu ap o nuqsan ka samna kna phrey ga
                    :1f60d: hard work :1f60d:
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading me kamyabi ka yakeen hona chaye

                      Dear friend forex trading pe ap yakeen Karen gey tu forex ap ko faida dey ga agar double ho kar kam karen gey tu loss uthatay hen aur forex trading tu wesay bhi iss waqt dunia men sub se best aur ziyada profit denay wala online business hey aur forex trading ki famous honay ki waja hi yehi hey k aik tu yeh worldwide online business hey aur iss men kisi cheez ki pabandi nhi hey aur her category k log kam kar saktay hen aur earning bhi unlimited hoti hey aur jitni ziyada mehnat karen utna acha profit kama saktay hen iss liay agar pahlay posting k zariay aur phir seniors se rabta kar k achi learning aur knowledge hasil karen aur phir demo account pe practice kar k experience hasil karen aur phir market ka analysis karna seekhen aur phir time ki achi investment karen aur trading k daoran lalach aur jald bazi se kam nah len aur khud pe depend karen aur forex trading pe poora yakeen rakhen tu forex trading men 100 percent kamyabi hasil kar saktay hen aur forex trading dunia ka wahid business hey jo apnay members ko mayoos nhi karta aur mehnat ka phal zaroor deta hey
                      • #12 Collapse

                        Re: Trading me kamyabi ka yakeen hona chaye

                        G han dear jahan tak mera khayal hai tu trading mein kamyabi ka yaqeen tab he hota hai jab hamary pass bahut zayada knowledge aur experience hota hai aur jab knowledge k sath trading ki jati hai tu apne note kiya ho tu trading mein confidence ata hai aur apni kamyabi par yaqeen hota hai tu dear forex trading ka jitna zyada knowledge gain karyn gy aur experience hasil karyn gy tu apko trading mein confidence aye ga ap k analysis achy hon gy aur ap ko profit hoga aur jab less knowledge k sath analysis kiye jaty hain tu confuse ho k trading hoti hai aur trade mein profit aur kamyabi mein yaqeen bhi ni hota aur is situation mein loss hota hai tu koshish karyn k agar kamyabi hasil karna chahty hain tu ap pehly yaqeen karyn k forex bahut acha aur profitable buisness hai aur is mein dil laga k kam karyn aur ghar bethy ap profit earn karyn
                        • #13 Collapse

                          Re: Trading me kamyabi ka yakeen hona chaye

                          Mere Pyare dost aapane bilkul sahi kaha hai Forex trading ke business Mein Har trader ko apni kamyabi Ka yakin Hona chahie Kyunki yah Ek Aisi Soch Hai jisse Ham apni kamyabi ke liye hard work karte hain aur apne kaam ko perfect banane ke liye mehnat karte hain isliye yah Soch Sabhi member Mein honi chahie jisse vah Forex trading Mein mehnat Karke kamyabi Hasil Karen
                          Forex trading mein bahut se Aise member bhi Hote Hain Jo apni kamyabi ka yakin Nahin rakhte lekin is baat ka yakin rakhte Hain Ki vah Forex mein bahut Jara Paisa Jarur Kama Lenge Jab Ke Unka focus Forex trading mein jyada Paisa Kamana hota hai Forex Mein kamyabi Nahin Hote Vahi member Forex Mein Kabhi Bhi Kamyab Nahin Hote Kyunki Kamyab hone ke liye Aisi Soch Hona jaruri hai jo Hamen main motivate karti hai ki Ham Forex Mein Kis Tarah Kamyab ho sakte hain aur Forex Mein Kis Tarah apni trading ko profitable banaa sakte hain aur Aisi Soch Hamesha expert trader aur vo trader Karte Hain Jo ki Apne emotions ko control Mein rakhte Hue apne business ko grow Karte Hain
                          • #14 Collapse

                            Re: Trading me kamyabi ka yakeen hona chaye

                            Yaken hamasha khud atmadi say he hota hay or jo log aapni mahnat par inhsar kartay hain too woh log beyakine ka shikar bohat he kam hotay hain lihaza hamain jo kam bhe karain us kay aachay honay ka guman ho kyoun ke aksar aap kay dil ka khoof he aap kay samnay aata hay
                            Thank you for your attention
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Trading me kamyabi ka yakeen hona chaye

                              Assalamualaikum
                              trading market members main aapki baat se bilkul ittefaq karta hun agar aap trading ke liye knowledge or experience ka use karoge aur aap trading mein analysis karoge aur sare steps ko follow karoge jinki requirement hoti hai to aapko confidence hona chahie aur emotional control ke sath chatting karni chahie aapko pata hai ki trading market mein skills bhi use ki jaati hai aur straight jisko bhi banakar trading mein reply kiya jata hai agar aap straight forward tarike se trading karoge to aapko earning nahin hogi trading market mein aapko complicated methods use karne hote hain agar aap trading market mein simple moving average aur exporting shall moving average bhi use kar lo to yah bhi aapko acchi khasi information provided karti hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X