Re: Trading me kamyabi ka yakeen hona chaye
dear friend,kabhi bhi ham kisi kaam main khali kamyaabi k yakeen say kamyaab nai ho saktay hain aur kabhi bhi hamaray khayal k mutabik kuch ho nai sakta hay,is liye jub tak ham markeet k baray main propper knowledge aur experience say kaam nai laingay hamko kabhi bhi khali yakeen kuch bhi nai dila sakta hay,markeet main har kisi ko lose hota hay khawah koi kitna bhi barra expert q na ho laikin baat hay sari sabar achay knowledge aur experience ki jis k pass aisa sab kuch hay usk liye markeet main kamyaab hona koi bhi mushkil kaaam nai hay jub ham apnay knowledge aur experience ko sab say agay rakhiangay markeet main tab tak enter nai hotay hain jub tak hamko markeet is bat ki allow nai karty hay to ham tab markeet main kmayaab hain aur agar ham tab yakeen rakhaingay to hamari kamyaabi tab pakki hay isk ilawa ham kuch bhi nai kar saktay hain.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим