jaiza: gold trading me stop loss ka lazmi use karna chahie
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: jaiza: gold trading me stop loss ka lazmi use karna chahie

    Dear member aap bilkul sahi kaha hai Forex trading Mein gold player Ek Aisa trading system Hai jismein loss Jyada hota hai Iske loss hone ke chances isliye Jyada hote hain Kyunki Iske market bahut fast move Karti Hai Jiski vajah se Agar Ham Forex Mein stop loss ka use na Karen To Hamen bahut bada loss ho sakta hai Forex trading Mein currencies bare mein jyada loss hone ke chances Nahin Hote Jab Ke commodities Mein Hamen loss hone ke chances Jyada hote hain Kyunki Unki movement bahut pass hoti hai Forex trading mein secure Hote Hue Apna Kam Karen Kyunki agar aap Forex mein Main Apne emotions ko control Mein rakhte Hue kam karen to aap Forex Mein Sab Hi points ko acchi Tarah Se use Karke apni trading kar sakte hain Kyunki Forex Mein loss Hamen tabhi Hota Hai Jab Ham lalach karte hain aur forex market ko acchi Tarah Se analyse na karne se trading karte hain tu zaroori hai ki Forex Mein Hamen Kis Tarah profit Hasil Ho Sakta Hai Un method ko use kiya jaaye Taki Ham Forex Mein Achcha profit Hasil kar sake
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Frd07 پيغام ديکھيے
      Re: jaiza: gold trading me stop loss ka lazmi use karna chahie

      Aap gold Mein trading Karo Ya FIR currency pair Mein trading kar rahe ho Kahin Bhi trading karo stop loss use Karke kam karna bahut jyada important hota hai agar aap stoploss use Karke Kam Nahin karte ho to aap currency pair per kam Karo Ya FIR Gold per kam karo bahut jyada nuksan ho sakta hai isliye Kisi bhi currency per ya quality per kam karte ho to stop loss use per ke kam kiya karo tank hai apne loss ke chances ko minimise kar Sakun aur Agar loss hota bhi hai to Jada loss Na Ho
      Dear jab ap gold main trade karty hain tu ap ko stop loss or take profit dunu ko lagaya karain. Ap gold main jab be trade karian support or resistance zaror set karain. Ap indicators ka khas values jis sy ap ko acha result milta hai just woh he use karain. Ap apni trade ko long term gold mai na lay kay jain. Ager ap ka capital kam hai tu ap es mai short term trade karain. Es ka faida ap ko yeh hai kay ap us mai achi trade kar kay earning kar sakty hain.

      اب آن لائن

      Working...
      X