jaiza: gold trading me stop loss ka lazmi use karna chahie
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    jaiza: gold trading me stop loss ka lazmi use karna chahie
    is forum kay 70% tak members bonus milne kay bad trading gold main kartay hain par waha par trading kartay huey wo aik mistake kartay hain jin traders bonus milne kay bad gold me trading kartay hain tu traders stop loss ka use nehi kartay hain or jub gold ki long movement hoti ha tu 90% traders kay account wash ho jatay hain traders ko aik bat batana chahta hu kay gold ki movement boht fast or long hoti ha jub gold movement deta ha tu wo aik trend ki soorat main hoti hai or waha par jub traders gold me trades bina stop loss kay open kar detay hain tu gold me trend ki continue movement ki waja se traders kay account washed hotay hain ager ap stop loss ka use kartay hain tu ap gold me trading kay Duran Apne account ko wash hone se bacha sakte hain or ap phir jo balance bachay ga os par dobara trades open kar kay Apne loss ko recover kar sakte hain jo gold me trades open karne ki waja se ho jata hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: jaiza: gold trading me stop loss ka lazmi use karna chahie

    Deartraders aapko main batana chahta hun agar aap trading market mein stop loss use karoge to aapko fayda hoga aur aapko confidence bhi milega trading ke liye aap log ki bahut zyada important hai without stock trading karne se aapka account long term ke liye aur aap control nahin kar paate hain jaisa ki aap jante ho tradingaik fun answer jis ma aoko mehnat karna hoti hai agar aap efforts karte ho to aapko iski reward mil jata hai risk aur reward ratio bhar hamesha trading ki jaati hai agar aap analysis ko ignore karoge to aapko nuksan hoga aaj kal trading market mein jo surat hal hai is is per agar aap trading karte ho aur fundamental news calendar ko nahin dekhte to aap apna nuksan kar lete ho aap ko maloom hona chahie ki trading market mein news calendar dekhna zaroori hai account ma pakistan time ma evening ma.
    • #3 Collapse

      Re: jaiza: gold trading me stop loss ka lazmi use karna chahie

      Dear brother ap ki bat bilkul theek hey forex trading stop loss ki bahut ziyada importance hey kiun k stop loss hamaray account ki safety k liay hota hey aur trade lagatay waqt stop loss ko zaroor manage karen tu loss ki limit ko rakh saktay hen jiss ko bahd men aasani se poora kar saken lekin forex trading men gold aik risky pair hey iss men babut ziyada fast aur unexpected movement ho rahi hey iss liay yeh kisi side pe bari move kar sakta hey iss liay trade lagatay waqt stop loss ko zaroor manage karen kiun k gold pe trading k daoran ya tu acha profit mil jata hey ya account wash ho jata hey iss liay gold pe trading k liay big bonus aur big experience hona zaroori hey aur mojooda haalat men stop loss ki value bahut ziyada ho gai hey kiun k corona virus ki waja se market bahut ziyada risky aur dangerous condition men hey iss liay fast aur unexpected movement ho rahi hey iss liay trade lagatay waqt stop loss ko zaroor manage karen
      • #4 Collapse

        Re: jaiza: gold trading me stop loss ka lazmi use karna chahie

        Asalam o alikum friend ap ny bilkal tek kaha hy m ap sy agree karta hon forex trading m jb ham trading karty han to us m different pairs hoty han jin m trading karni hoti hy in sb pairs m sy sb sy mushkil pair gold hy gold aik risky pair hy ye sb janty hoay b zyada tar traders km account k sath gold m trading karty han or stop loss ka istamal b ni karty or ab to forex forum ka bonus b monthly sy weekly ho gya hy jo bonus pahly monthly hota tha ab weekly hony ki wja sy bot km hota hy jis wja sy hamy bot soch samj kr or ahtiyat sy trading karni hoti ha stop loss ki forex trading main bot zyada ahmiat hy stop loss ka istamal agr ham karty han to ham kisi b bary loss ka samna krny sy bach skty han jo traders stop loss ka istamal ni karty wo kbi b achi trading ni kar sakty
        • #5 Collapse

          Re: jaiza: gold trading me stop loss ka lazmi use karna chahie

          Dear friend forex trading men gold sub se ziyada famous pair hey kiun k forex trading men gold pe ziyada trading hoti hey aur jahan tak mera khayal hey forex trading men 60 percent log gold pe hi trading kartay hen kiun k gold ki movement sub se ziyada fast aur unexpected hoti hey aur yeh kisi side pe bhi bari movement kar sakta hey aur jin logon k pass gold pe trading karnay ka acha experience hota hey aur unn k pass acha balance bhi hota hey tu woh bahut acha profit kama letey hen lekin gold pe trading k daoran stop loss ko zaroor manage karen kiun k yeh kisi side pe bhi move kar jata hey aur agar stop loss k bagher trading kartay hen tu account wash honay k ziyada chances hotay hen iss liay gold pe ya tu bahut ziyada profit mil jata hey ya bahut jaldi account wash bhi ho jata hey iss liay stop ko serious len aur khas taor pe gold pe trading kartay huway stop loss zaroor set karen kiun k stop loss account ko safe rakhta hey aur bara loss bhi nhi hota
          • #6 Collapse

            Re: jaiza: gold trading me stop loss ka lazmi use karna chahie

            Dear forum members jaisa k apko pata hai k market mein har banda profit earn karny k liye ata hai but less knowledge aur experience ki waja se nakam hota hai ya phir lalach ki waja se tu gold ki movement bahut fast hoti hai aur gold p agar analysis kar k trading ki jaye tu faida bhi bahut hai but agar analysis achy na hon aur lalach mein aa k trade laga di jaye tu loss bhi bahut zayada hota hai kyun k gold ka spread bahut zayada hota hai aur jin traders k account choty hain unko gold p trading bilkul ni karni chahye kyun k jab gold p trade open karty hain tu trade spread ki waja se kafi zayada loss mein start hoti hai aur jo traders gold p trading kar rahy hain unko chahye k lot size kam rakhyn aur stop loss must lagayn aur agar experience zyada hoga aur gold k analysis achy hon gy tu gold p acha profit earn kiya ja sakta hai lekin gold aik risky hai is liye apko pata hona chahye k gold ki movement usd k inversily proportional hai agar usd up jaye ga tu gold ko sell karyn aur agar usd weak ho raha ho tu gold ko buy karyn aur trade open karny se pehly usd index lazmi dekh k trade lagayn tu profit hoga
            • #7 Collapse

              Re: jaiza: gold trading me stop loss ka lazmi use karna chahie

              g janab jaisa kai ap logon ko pata hona chahiay kai gold aik metal hai jis ka contract size kafi bara hai forex trading market main jis ki waja say gold ki thori si thori si movement bhi ap ko acha khasa profit aur loss day sakti hai lakin gold ki movement uncertain hoti hai chahay market main uncertainity ho ya na ho aur normally gold jo hai wo dollar kai inversely move karta hai yani jab dollar oper jata hai tu gold neechay ata hai lakin sometime gold dollar kai sath bhi move kar raha hota hai tu hum kabhi bhi gold ki movement ko sahi tareekay say judge ya predict nai kar patay tu humay chahiyay kai gold ki trading kartay howay hamay hamesha stop loss lagana chahiyay becasue gold buhat taizi say move karta hai aur agar stop loss nai laga ho ga tu gold ap ka account wash karnay ki salahiyat bhi rakhta hai main nay gold ko aik din main 1000 pips tak bhi move hotay howay dhaikha hai khas tor per aj kal corona virus ki waja say jo situation chal rahi hai is main gold aik intahai khatarnaak metal hai aur already is waqt high per hai tu market kisi bhi time heavily crash kar sakti hai tu hamay hamesha stop loss use karna ho ga gold main trading kartay howay.
              • #8 Collapse

                Re: jaiza: gold trading me stop loss ka lazmi use karna chahie

                gee han bilkal bhai gold trading main hume stop lose ka lazmi use krna hota ha hume pta hona chaiye k hume sab se zada kis cheez main lose ho sakta ha dear is main lose hume hamri kamzori ki waja se hota ha hum is main knowledge hasil nai krte hein ur phr hi hume lose ka samna krna parta ha market main sab se risky pair gold hai jis main daily sab se zada movement hoti ha jo trader is main kam krte hein un ko zada lose ur profit ka samna krna parta ha dear is main hume esa kam nai krna chaiye jis main hume lose k chances zada hon is main ap acha kam krein jis ka asani se ap ko profit hasil ho sakey gold main agr ap kam krna chahte hein tu phr ap is main kam lots size se kam krein gey tu asani se kameyab be ho skate hein
                :1f60d: hard work :1f60d:
                • #9 Collapse

                  Re: jaiza: gold trading me stop loss ka lazmi use karna chahie

                  Aap gold Mein trading Karo Ya FIR currency pair Mein trading kar rahe ho Kahin Bhi trading karo stop loss use Karke kam karna bahut jyada important hota hai agar aap stoploss use Karke Kam Nahin karte ho to aap currency pair per kam Karo Ya FIR Gold per kam karo bahut jyada nuksan ho sakta hai isliye Kisi bhi currency per ya quality per kam karte ho to stop loss use per ke kam kiya karo tank hai apne loss ke chances ko minimise kar Sakun aur Agar loss hota bhi hai to Jada loss Na Ho
                  FRD 07 TRADING JOURNAL
                  • #10 Collapse

                    Re: jaiza: gold trading me stop loss ka lazmi use karna chahie

                    dear, yeh lazmi nai hay k ham sirf gold k pair main stoplose ka lagana lazmi samjhain,balk hamko is markeet main kaam karnay k liye har aik pair main enter k sath sath stoplose aur sath sath take profit ka bhi lagana lazmi samhna chaye jis say ham markeet main na sirf secure tareekay say work akraingay balk yeh hamari aik habbit ban jayege jis say ham markeet main har aik trades k baad kuch na kuch learn akrtay jayengay markeet kos amjhtay jayengay aur hamara experience bhi har aik trades k baad increase hota jayega,aur har trades k baad agar hamko earning milty hay to wo to sab say acha hay magar jub kabhi hamko trade main lose hota hay to wo hamaray liye aik lesson chorr jayege jiski samjhtay huvay ham markeet main aur ziada strong hotay jayengay.
                    • #11 Collapse

                      Re: jaiza: gold trading me stop loss ka lazmi use karna chahie

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: mushtaqahmed پيغام ديکھيے
                      is forum kay 70% tak members bonus milne kay bad trading gold main kartay hain par waha par trading kartay huey wo aik mistake kartay hain jin traders bonus milne kay bad gold me trading kartay hain tu traders stop loss ka use nehi kartay hain or jub gold ki long movement hoti ha tu 90% traders kay account wash ho jatay hain traders ko aik bat batana chahta hu kay gold ki movement boht fast or long hoti ha jub gold movement deta ha tu wo aik trend ki soorat main hoti hai or waha par jub traders gold me trades bina stop loss kay open kar detay hain tu gold me trend ki continue movement ki waja se traders kay account washed hotay hain ager ap stop loss ka use kartay hain tu ap gold me trading kay Duran Apne account ko wash hone se bacha sakte hain or ap phir jo balance bachay ga os par dobara trades open kar kay Apne loss ko recover kar sakte hain jo gold me trades open karne ki waja se ho jata hai
                      Dear ap gold par kaam kar rahy hai ya kisi aor pair par ap ne agar ais market mai kamab hona hai to ap ko apni her trade k sath safety leni ho gi aor apni trades k sath take profit aor stop loss use karna ho ga aus k baad ap ais market mai agar trade lagaty hai aor ap ko thora sa loss hota hai to ap ki trade close ho jati hai aor ap asani se wo loss reover kar lety hai ais market mai ap ko loss recover karny k liay bhi plan bana lena chaye aisy hi gold ki aj kal kafi zayda moment ho rahe hai ap ne agar ais mai kaam karna hai to ap ko ais mai ais ka trend dekh k hi kaam karna ho ga tab hi ap ko ais mai faida ho ga warna ap ko loss ho sakta hai aor account bhi wash ho sakta hai.
                      • #12 Collapse

                        Re: jaiza: gold trading me stop loss ka lazmi use karna chahie

                        Gold me stop loss lagana es ley zarori nahi key ye risky pair hay kesi be pair me trade open kia jaye khowa ye small lot size key sath hi kinu na ho stop loss zaror use kia karen es se account ki management ho jati hay, Forex market me gold be risky aur har trading key ley available currency pairs be risky ban sakty hey, hamary trade kesi be pair me kinu na open ho ye zeyada der tak kabi be market ki movement ko bardashat nahi kar sakty hey stop loss laga ho to confidence hota hay key kesi na kesi tarha se small loss ko to face kia ja sakta hay magar stop loss tool big loss ko avoid karny me hamy kamyab bana sakta hay.
                        • #13 Collapse

                          Re: jaiza: gold trading me stop loss ka lazmi use karna chahie

                          Dear member aapane bilkul sahi kaha hai gold trading Mein Hamesha stop loss ka use Karen Forex trading Mein stop loss Ek Aisa tool hai jo ki aap ki trading mein aapko save rakhta hai aur aapki trading main aapko loss hone se bacha Hota Hai trading stop loss ki bahut ahmiyat hai Kyunki yah Hamare account ko secure Rakhta Hai Ham koi bhi trading strategy ka use karte hain to vah kitne hi strong strategy Kyon Na Ho lekin usmein Fir Bhi stop-loss ki Kami Rah jaati hai isliye Hamen chahie ki Ham Apne training Mein Hamesha stop loss ka use Karen jisse Ham Forex Main Apne trading Se Jyada loss ko rok sakte hain aur apne account ko bhi sev Rakh sakte hain Hamara account tab he wash Hota Hai Jab Hamare trade mein Main Stop loss ka use Nahin Hota
                          • #14 Collapse

                            Re: jaiza: gold trading me stop loss ka lazmi use karna chahie

                            Aapko chahie kya jawab trading kar rahe ho to Malish Karke kam Karen Forex trading market Mein gold ki market sabse Jyada fast karti hai aur Gold ke prices bahut jyada fast up ya down Hote Hain is messed of course karna stop loss use karna to bahut jyada important hai lekin iske alava aap Kisi currency carier commodity Mein kam karte ho to usmein bhi stop loss ko use Karke kam karna bahut hi jyada important hai bina stop nose ko use kiye kam karte ho to Kisi bhi currency per ya commodity mein bahut jyada nuksan ho sakta hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: jaiza: gold trading me stop loss ka lazmi use karna chahie

                              Ji Bhai Jaan yah lazmi nahin hai ki Ham sirf Gold ke pair Mein stop loss ka Lagana lazmi Samjho maal ke Humko is market Mein kam karne ke liye Har EK pair Mein inter ke sath sath stop loss aur Saath-Saath Tak profit ka bhi lagana lazmi samajhna chahie jisse Ham market Mein na sirf active tarike se work Karen Bal ke yah hamari ek bahut hi habit Ban Jayegi jisse Ham market Mein Har EK trade ke bad Kuchh Na Kuchh learn kar sakte hain market ko samajhne ke liye Hamen acche se practis Karni Hogi Agar Ham market ko acche Se Samjhe aur acche se kam Karen To Hamen bahut hi Achcha profit bhi mil sakta hai To Humko earning bhi mil sakti hai to vah To Sab Se Achcha Hai Magar Jab Kabhi Humko trade Mein loss hota hai to vah hamare liye ek lesson Chhod Jaaye Jiski samjhate Hue Ham market mein aur Jyada strong Hote jaenge

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X