jaiza : hameen Risk account kay hissab say lena Chaiey

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: jaiza : hameen Risk account kay hissab say lena Chaiey

    Assalamu alaikum Dosto umeed kerta hun k ap log kheriyat se hon ge .Dosto hamesha hamen risk account k hisab se lgana chahiye.
    Ager hum account ke hisab se risk legaen ge to hame zyada loss nhi ho ga.
    Forex forum Mein Hamesha kam karte hue take profit aur stop loss per kam karna hota hai aur ISI ke mutabik Ham kam Karke best reh sakte hain Hamen money management per Bhi Jyada focus Rakhna chahie Kyunki yah Hamare account ko Behtar Taur per Janti Hai.
    Agar Ham account Se Zyada risk Le Lete Hain To Hamara account wash ho sakta hai Hamare account ko jyada nuksan ho sakte hain isliye Hamen Kabhi Bhi Apne account ki hisab se Jyada risk Nahin lena chahie isase Hamen loss ho sakta hai aur Hamen Apne account se kam hi risk Lena chahie Taki Hamen Agar loss Ho To Hamen Jyada nuksan uthana na Pade THANKX
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: jaiza : hameen Risk account kay hissab say lena Chaiey

      Ji han bilkul aapki baat bilkul theek hai risk Hamesha account ke hisab se Lena chahie Agar aapka account $1,000 ka hai to usmein aapko chahie ki 0.5% Tak aap Nahin Kyunki Jyada risk Lene se aap apne account ki sari equity call Oscar baithoge to isliye Hamesha trade open karne se pahle yah sochana jaruri hai ki aap ki trade galat bhi ho sakti hai Kyunki yah Jaruri Nahin Ki Aap Ki Har trade hundred percent ho to isliye aapko chahie ki aap trade Karte time acchi Tarah Se market ko read Karen aur Market ke analysis ko use karte hue trade open Karen aur apne account ki equity ke hisab se risk Le Jitna aap kam risk Lenge utna hi aapke account ke liye benefit dega
      • #18 Collapse

        Re: jaiza : hameen Risk account kay hissab say lena Chaiey

        Account risk set karain :
        Risk bhi aik important factor hay trading mei hamesha utna risk ley jitna ley saktey hain or agar account me itna balance ho ky risk ley saktey hain tou he leyna chahiye warna koi zuroorat nahe hai risk leyne ki is sy tou or ziyada loss hoga or kabhi kabhi risky pair per bhi acha profit mil jata hai chance leyna parhta hai lekin her bar aisa nahe hota agar her bar aisa hoga tou risky pair kaisy hoga phir wo or jo new traders hotey hain un ko tou kabhi bhi nahe risk leyna chahiyea kiuu key un key las ziyada knowledge nahe hotie or na he wo experienced hotey hain tou unhen risk leyna he nahe chahiye han wo lain jin ko experience ho or un key pas account me balance ho key agar unko loss hogaya tou itna farq na parey.
        • #19 Collapse

          Re: jaiza : hameen Risk account kay hissab say lena Chaiey

          Assalamu Alaikum dear friend trading Mein risk account balance chemical bilkul bhi nahin Lena chahie Ghar account ka balance $1000 ho to kya easy traders ke liye Jyada risk Dena Achcha ho sakta hai Jitna Jyada risk Lene Ki Koshish ki Jaati Hai Itna loss ko bhi face karna padta hai account balance jyada ho aur risk Jyada Lene Ki vajah se loss bhi ho jaaye to iski recovering karna Itna Aasan Kam Nahin Hota Hamesha risk apni strategy or experience Ke mutabik Lena Hi theek rahata hai $100 ka account balance Ja ho ja $2000 ka Jyada risk Lena donon account balance ke liye risky hota hai trading Mein risk is level ka Lena chahie ke recovery karne mein trader ko Har Tarah Ki Sani ho aur vah jaldi se is recover kar sake
          • #20 Collapse

            Re: jaiza : hameen Risk account kay hissab say lena Chaiey

            Asalam o Alikum umeed ha kay ap sab theekhon gay forex ak bahut he achaa business ha is ko achy tareeqy say karny kay leye hammy bahut he ziadaa mehnat ki zarorat ha hammy chaeye kay jab bhi trade shoroo karee ham pehly apny accont ka balance apni nazar main rakhee ta kay ham apny balance ko dekh kay risk lain or apni trade ko succus main he band karee or apna profit ziada say ziada ho ham jitni mehnat karee gay utnii he hammy succuss hasil karee gay ham jitna kam risk leey gay utna he hamary leye faidaa haa
            ZINDAGI MAIN KABHI BHI RISK LAEENY SAY NAI DARNA CHAHEYE AGR HAM IS MAIN SUCCUS HOYE TO HAMMY KAMYABI MILY KI OR AGR HAM HARRY TO HAMMY IS SAY SEEKH MILY GI HAMARA NUKSAN IS MAIN KABHI BHI NAI HOGA
            • #21 Collapse

              Re: jaiza : hameen Risk account kay hissab say lena Chaiey

              Bilkul Forex trading business it bahut jyada risky business hai Hamen Hamesha Apne balon ki risk Lena chahiye aur koshish Karni chahie Achcha profit Hasil Karen kam se kam risk lete Hue Jo log Forex trading business Mein Apne balance ko ignore karte hain aur money management Ka Khyal Nahin Karte aur overtrading karte hain Aisi traders kabhi bhi Kamyab Nahin ho sakte kamyabi ke liye Hamen apni money management Ka Khyal karna chahie aur kam se kam risk lete hue hi trading Karni chahie bahut se member money management Ka Khyal Nahin Karte Hona Hi Mani management ko follow karte hain aur over trade lagakar Apne balance ko wash kar lete hain koshish karen ki Apne balance Kosi Kyon rakhte Hue kam se kam risk lete Hue hi trading Karen aur accha profit Hasil Karen Shukriya
              • #22 Collapse

                Re: jaiza : hameen Risk account kay hissab say lena Chaiey

                As-salamu alaykum bilkul Hamen account mein risk Mere Khyal Se Kabhi Bhi Nahin Lena chahie Jab aap kam Karte Hain To Kam Karne ka pehla rule yahi hai ki risk management ke sath kam Karen UK Forex trading Ek professional work hai aur yah international market Hai Tu Yaar iski Bhi Hai Jab tak aap apne risk control Karke Kam Nahin Karte aap proper money management ke sath Kam Nahin kar rahe the isliye Hamesha lifetime aur acchi earning ke liye jaruri hai ki aap risk management ke sath Forex trading Mein kam Karen Taki aapko koi bhi Mushkil na ho aap apne account ko safely running kar sake aur accha profit Hasil kar sake
                • #23 Collapse

                  Re: jaiza : hameen Risk account kay hissab say lena Chaiey

                  g bhai jan ham trading karta han to kai bar es trading ma ham risk la lata han jis ki waja ham trading karta wakt anlyses nai karta jis ki waja sa ham trad ko lga lata ha to jab wo losse ma jati ha to ham os ma risk lana lag jata han ka hmari trad kya pta waps a jay es souch ma markit es kadr move kar jati ha ka ham apna account wash kar bathta han ham jitna losse brdasht kar sakta han os ka bad agr losse hu to hamy apni trad ko band kar dana chahiya bahtr ha kam sto lose ka istmal karan agr ham is ko use karan ga to hamy risk ma account wash hona ka khtra bilkol bi nai rahy ga or ham asani sa aoni trade ko comlet kar lan ga or hamy otni trad open karni chahiya jitna hamra account bardasht kar sakta hu kai member lalch ma akr bohat zyada trad lga data han jin ko analys bi nai karta or phr os ma acha nuksan krwata han es liya hamy trading ma agr risk lana ha to otna risk lan jis sa wo apna account na wash krwa saky
                  • #24 Collapse

                    Re: jaiza : hameen Risk account kay hissab say lena Chaiey

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: Riskytrader9 پيغام ديکھيے
                    Assalam walekum mere doston kaise hain aap sab mere doston aaj main aapko ek baat batana Chahta Hun Ki Forex risky business hai jismein Ham kam kar rahe hain Hamen chahie ki Apna utna risk uthana chahie Jitna Ham bardasht kar sake log nuksan use Waqt uthate Hain Jo apni Had Se badh Jaate Hain Hamen apni Had Se Badhana Nahin chahie balki apni had Mein Rahana chahie jahan tak Hamare account ki baat hai Hamare account mein Jitna balance Ho Uske hisab Se Hi Humne apni trades open karni hai apne account ke hisab se our hone Ki Koshish Na Kijiye Varna nuksan Hoga aapko aapka account bhi was ho sakta hai Forex Mein Aksar Aisa Hota Hai Log jaldbazi Aur lalach Mein Aakar Badi lot size ke sath trading kar Baithe Hain aur FIR Unka account was ho jata hai bad mein sirf mayusi aur pareshani hoti hai isliye mayusi aur pareshani se bachne ke liye aap Hamesha money management ko follow Kijiye aur apna trading kiye jitni aap bardasht kar sakte hain Forex mein
                    Hamen chahie ki Ham jumper trading karen to hamesha thoda risk lene ki koshish karen Agar Hamare account mein trading karne ke liye balance thoda Ladka Hai To Hamen use Sare per hi Rishta Nahin Lena chahie Jitna account mein balance hai use balance ke half Se Jyada risk Lene Ki Koshish Na Karo agar aap apne balance ke hisab se risk Le lete ho to bhi aap ko nuksan hone ke chances bahut jyada hote hain isliye Hamesha koshish karo ok Jyada risk Lekar trading Nahin Karni Jyada risk Lekar trading Karoge To nuksan hone ke chances increase Ho jaenge trading is tarike se Karni chahie kya apne account ko saaf bhi Rakh liya Jaaye aur profit bhi banaa liya Jaaye
                    FRD 07 TRADING JOURNAL
                    • #25 Collapse

                      Re: jaiza : hameen Risk account kay hissab say lena Chaiey

                      yes,dear maine bahut saray aisay bhi traders daikhay hain jinko apnay account k strong honay ya weak honay ka koi experience nai hota hay wo is tarha say makreet main risk aur reward say kaam laitay hain jaisay markeet unk hisaab say chal rahi hay, agar ham makreet ko samjh kar kaam kartay hain aur kam say kam risk aur reward say kaam kartay hain to hamko makreet say kabh bhi lose nai honewla hay aur aisi soch say markeet main kabhi lose bho hota hay to uski recovery main bhi bahut ziada asaani milty hay aur ham har aik pareshani say bhi bach saktay hain ham aisa q sochtay hain k makreet main hamko jitni ziada jaldi say ho sakta hay earning kar lain jitna ziada ho sakta hay ham is main risk utha lain baad main shayed aisa moukka na milay ham yeh sab kuch ghalt kartay hain jiska result hamko baad main accounts k washed honay say milta hay to agar ham aisi situations say bach kar kaam laitay hain to ham money managmnt say kaam karnay walay traders ban saktay hain.
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #26 Collapse

                        Dear jab ap apni trade main loss karty hain us ki waja yeh hoti hai kay ap risk management karain. Ap ki har trade ka risk jab ap ko pata hoga tu ap apny account kay capital kay hisab sy trade kar sakty hain. Ap apni trade ko jab risk level kam karty hain tu us sy ap ka account safe rahk sakty hain. Ap apni trade main jab risk zaida laity hain tu us sy ap ka account wash ho sakta hai. Ap kam sy kam 5% per trade ka risk lain or es sy ap ko faida lay sakty hain.

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X