jaiza : hameen Risk account kay hissab say lena Chaiey
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    jaiza : hameen Risk account kay hissab say lena Chaiey
    Assalam walekum mere doston kaise hain aap sab mere doston aaj main aapko ek baat batana Chahta Hun Ki Forex risky business hai jismein Ham kam kar rahe hain Hamen chahie ki Apna utna risk uthana chahie Jitna Ham bardasht kar sake log nuksan use Waqt uthate Hain Jo apni Had Se badh Jaate Hain Hamen apni Had Se Badhana Nahin chahie balki apni had Mein Rahana chahie jahan tak Hamare account ki baat hai Hamare account mein Jitna balance Ho Uske hisab Se Hi Humne apni trades open karni hai apne account ke hisab se our hone Ki Koshish Na Kijiye Varna nuksan Hoga aapko aapka account bhi was ho sakta hai Forex Mein Aksar Aisa Hota Hai Log jaldbazi Aur lalach Mein Aakar Badi lot size ke sath trading kar Baithe Hain aur FIR Unka account was ho jata hai bad mein sirf mayusi aur pareshani hoti hai isliye mayusi aur pareshani se bachne ke liye aap Hamesha money management ko follow Kijiye aur apna trading kiye jitni aap bardasht kar sakte hain Forex mein
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: jaiza : hameen Risk account kay hissab say lena Chaiey

    Forex trading main humy apny account balance k mutabiq trading karni ho ge agr hum ny kamyab hona ha or ache earning karni ha to jab bi hum ziada risk lan gy to apna he loss karwany gy is ley humy chae ha k hum log behtar planning or strategy sy trading karni ho ge tab he hum log kamyab ho saken gy is ley humy behtar planning or strategy sy trading karni ho ge tab he hum log ache earning karny gy jab humary pass knowledge or experience ho jtna ziada behtar trading kar saken gy jtni ziada mehnat karny gy knowledge or experience hasil kar k trading karny gy to hum safe trading kar k kamyab ho saken gy is ley humy sab sy pehly apny account balance k mutabiq trade lot size select karna ho ga or risk ko minimum kar k trading karni ho ge ta k humy kam sy kam loss or ziada sy ziada fayda ho or forex trading main kamyab ho saken
    Last edited by ; 21-04-2020, 11:08 PM. وجہ: Choti post ho ge ha
    • #3 Collapse

      Re: jaiza : hameen Risk account kay hissab say lena Chaiey

      Ji han apny bilkul theek kaha ha humy risk hamesha apny account ke hisab se len jitna humara account bara hoga hum utni hi bari trade laga sakty han lekin agar humara account chota ha to hum apny account ko dekh kar trade lgayen or 1 hi trade par dihan den ziada trade lgany se bhi humy loss ho sakta ha or jitna account chota hoga account ke wash ho jany ka bhi ziada khatra ha is lea dwkh kar or dihan se trade karen to hi hum profit hasil kar sakty han.
      • #4 Collapse

        Re: jaiza : hameen Risk account kay hissab say lena Chaiey

        Forex trading business mai traders ko bohat si baato ka khayaal rakhna parta hai. Traders ko sub say ziada fikar apnay account balance aur apni earnings ki hoti hai. Koi bhi trader yeh nahi chahta kay uss ka account loss mai jaey ya uss ka account wash he ho jaey aur na he koi trader kabhi jaan bhoojh kay koshish kerta hai kay woh trading kay doraan wrong trades laga kay ghaltiaa he kerta rahey. Her trader apnay account ki capacity aur apnay experience kay mutabiq he risk laita hai. Forex trading mai traders ko risk kay liye aik baqayda table Bana laina chaiye jaisay Agar aik trader ka account 100 dollar ka hai tou usay 30 say 40 dollar ki trading aik waqt mai kerni chaiye aur apnay account ka 30 say 40 % he consume Kerna chaiye takay baaqi balance safe rahey aur account kay margins aur equity itni available honi chaiye jiss say account loss mai janay pay usay stable rakha jaa sakey
        • #5 Collapse

          Re: jaiza : hameen Risk account kay hissab say lena Chaiey

          Asalam o alikum friend ap ny bilkal tek kaha hy m ap sy agree karta hon forex trading main kam karna or successful ho jana koi asan kam ni balky is m successful hony k liay hamy bot zyada mehnat ki zrort hoti hy or forex trading main sb sy ziada risky chez risk uthana hi hy ham m sy baz traders or khas kr new traders lalich m a kr zyada sy ziada pasa kma kr jaldi sy ameer ban na chahty han wo smjty han k ham apni investment py jitna zyada risk uthain gy jitni zyada or bari trades open karan gy utna hi jaldi sy pasa kma sken gy is liay wo apni investment apny account ko sochy bagar bari bari trades open karna shro kr dyty han or ntejy m bary loss ka samna krna prta hy hamy chaiy k ham apni investment k mutabiq risk lan us sy zyada risk hmary account k liay nuqsan ka sbab bnta hy
          • #6 Collapse

            Re: jaiza : hameen Risk account kay hissab say lena Chaiey

            Trading me risk account balance key mutabeq bilkul be nahi lena chaye agar account ka balance 1000$ ho to kia esy traders key ley zeyada risk lena acha ho sakta hay? jetna zeyada risk leny ki koshish ki jati hay etna loss ko be face karna pardta hay, account balance zeyada ho aur risk zeyada leny ki waja se loss be ho jaye to es ki recovering karna etna asaan kam nahi hota, hamesha risk apni strategy aur experience key mutabeq lena hi teek rehta hay, 100$ ka account balance ho ya 1000$ ka zeyada risk lena dono account balance key ley risky hota hay, trading me risk es level ka lena chaye key recovery karny me traders ko har tarha ki asani ho.
            • #7 Collapse

              Re: jaiza : hameen Risk account kay hissab say lena Chaiey

              dear friend aap ki baat theek hai lekin mere experience ky according humein kabhi bhi apny account balance ky hisaab see trading nahi krni chaheye us see bhi aksar humein nuqsaan ka samna ho jata hai humein hmesha apny experience aur learning ky hissab se trading krny ki koshish krni chaheye tA KY agar humein nuqsaan ka samna ho bhi jae to hum is baat ko samajh saken ky humein nuqsaan ku howa hai aur hmrai kis baat mein kami hai jis ko strong bnane ki zarorat hai agar hum aisi trading kren ge to mein poore yakeen ky saath kh sakta hun ky humein bohat kam nuqsaan ka samna ho ga aur hum bohat he behtreen trading ko possible bna kr ache earning asaani se hasil kren ge aur is ky ilawa hum apni mistakes ko remove kr ky apna knowledge aur experience increase krny mein kamyabi hasil kr saken ge aur humein aisa he krna chaheye isi mein hmare liye behtri ho sakti hai aur hmara future secure ho sakta hai
              • #8 Collapse

                Re: jaiza : hameen Risk account kay hissab say lena Chaiey

                Aapane jo baat kahi hai risk hamen apne capital amount ke accordingly lena hoga account ke accordingly to nahin liya ja sakta account to hamare pass hota hai real account ho ya bonus affiliate program account ho aapko risk to usi hisab se lena hota hai jitni aapke pass deposit amount hoti hai chahe vah bonus ho ya aapki self deposit money ho trading market main aapke pass market ka knowledge hoga to aap le sakte ho aur risk faactor increase or decrease karna aapke pass tab option hota hai jab aapke pass capital amount ziada ho agar aapke pass capital amount kam hai to aapko rest kam lena hoga lekin management jo hoti hai vah kisi Surat per compromise nahin ho sakti hai jaisa ke stoploss na lagaen to aapka account wash ho jata hai trading ky leay hamen practically market ka important element ko follow karna chahie
                • #9 Collapse

                  Re: jaiza : hameen Risk account kay hissab say lena Chaiey

                  Assalam walekum doston Forex mein agar Ham Kamyab Hona Chahte Hain To account k mutabiq hi Hamen risk Rahana chahie Agar musal ke Taur per Hamara account Kam Hai To Hamen risky account Jyada Nahin Lene chahie Jyada risky account Lene se Hum zyada loss kar sakte hain. Agar Hamara account kam hai aur ham Koi Bada risk Le sakte hain to isase Mara bahut jyada nuksan ho sakta hai isase Hamare account ko bhi nuksan ho sakta hai Ham Sab Kuchh Kho sakte hain. Forex Mein Hamen Zyada Soch Samajh Kar kam karna chahie .
                  Hamen Forex ke bare mein jyada knowledge Hasil Karni chahie Ke Kitne account mein Ham Kitna risk Le sakte hain agar aap amount ke hisab Se Jyada risk Le lete hain to Aapka Jo account hai vah wash ho sakta hai.
                  • #10 Collapse

                    Re: jaiza : hameen Risk account kay hissab say lena Chaiey

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: Riskytrader9 پيغام ديکھيے
                    Assalam walekum mere doston kaise hain aap sab mere doston aaj main aapko ek baat batana Chahta Hun Ki Forex risky business hai jismein Ham kam kar rahe hain Hamen chahie ki Apna utna risk uthana chahie Jitna Ham bardasht kar sake log nuksan use Waqt uthate Hain Jo apni Had Se badh Jaate Hain Hamen apni Had Se Badhana Nahin chahie balki apni had Mein Rahana chahie jahan tak Hamare account ki baat hai Hamare account mein Jitna balance Ho Uske hisab Se Hi Humne apni trades open karni hai apne account ke hisab se our hone Ki Koshish Na Kijiye Varna nuksan Hoga aapko aapka account bhi was ho sakta hai Forex Mein Aksar Aisa Hota Hai Log jaldbazi Aur lalach Mein Aakar Badi lot size ke sath trading kar Baithe Hain aur FIR Unka account was ho jata hai bad mein sirf mayusi aur pareshani hoti hai isliye mayusi aur pareshani se bachne ke liye aap Hamesha money management ko follow Kijiye aur apna trading kiye jitni aap bardasht kar sakte hain Forex mein
                    Yes dear ap ne agar ais market mai trade lagani hai to ap ko ais market mai apny account k hisab se risk lena chaye agar ap ais market mai time lagaty hai to ap ko ais market mai risk atna hi lena chaye jitna ap ka account ho aus k sath ap agar ais market mai trade lagaty hai aor ap ne aus par zayda risk lena hai to hamesha aisi trade par risk ley jis par ap ka stop loss kam ho aor aus trade par ap ka target zayda ho aisi trade par ap agar trade lagaty hai to ap ko ais market mai risk apny account k hisab se leny par ye faida hota hai k ap ko agar aus par loss ho bhi jata hai to ap ko wo loss recover karny mai asani hoti hai ap ko ais market mai soch samjh k kaam karna chyae ais se ap ais market mai acha profit bana skaty hain.
                    • #11 Collapse

                      Re: jaiza : hameen Risk account kay hissab say lena Chaiey

                      G bilkul forex treding m hmy resk apny acount belnc k hisab sy lena chaiye q k forex m resk lena boht denjros sabit ho skta hy es liye apny acount belnc k hisab sy treding krni chaiye soch smjh k tread open krean agr ap ka bonus belnc 100.200 tk hy tu phr ap resk ly skty hen q k forex beznus sekhna etna asan nhi es m boht zyada hard work krna prta hy boht zyda learning demo acount py b prectis zrori hy q k forex treding m kamyabi k liye en sub chezon ka mukml knoliged hona chiye r greed bilkyl nhi krna chaiye ta k treading m kamyabi kr saken .
                      • #12 Collapse

                        Re: jaiza : hameen Risk account kay hissab say lena Chaiey

                        w.salam Allah ka shukar hai theek ji han aapane bilkul theek baat ki hai risk to hamen Lena padta hai forex trading mein Ham jitna Bada profit hasil karna chahte hain utna Hi Bada risk Lena padta hai agar to Ham is risq ko kam karna chahte hain to phir uske liye humko chahie ki ham forex traiding ka ziada se ziada knowledge hasil Karen damo account ke upar ziada se ziada practis Karen jis Kadar hamare pass ziada knowledge hoga forex traiding ka Ham ek acchi traide laga payenge ek achcha profit earn kar payenge without any risk to isliye knowledge most important hai esky lia kabhe bhe ham ko ik barra profit hasil karny k lia lalach nahi karni chahi hai ya lot size ko account k hisb sey barra nahi rkhna chahi agar ham isa karty hain to hamra account wash ho jata hai .
                        information for Beginners
                        Complete Forex Knowledge
                        • #13 Collapse

                          Re: jaiza : hameen Risk account kay hissab say lena Chaiey

                          g han dear ap ny bilkul sahi kaha hai forex trading main hmain apny risk k hisab se apni trading karni cahhye q k jub hum risk ko apny account k hisab se karty hain tu he ap forex main acha profit lay skty hain es liye hmaisha apny account ko save rakh kar apni trading karen jis se ap apni trading main kamyab ho skaen forex main hmain account k hisab se apni trading main lot set karen jub ap lot size apny account k hisab se apni trading karen aghr ap bari lot k sath trading karty hain tu he ap apni trading main aghr loss krawaty hain tu apko forex main account bhi wash ho jata hai apny account kos ave rakhny k liye zarori hai k ap apni trading main small lot ks ath trading karen jis se ap acha profit lay kar acha achi trading kar saken
                          • #14 Collapse

                            Re: jaiza : hameen Risk account kay hissab say lena Chaiey

                            Traders ko chahie cat reading karte hue risk Hamesha account mein maujud balance ke hisab se le balcon kabhi bhi pura balance Apne trademan West Na kar den is bahut jyada risco increase ho jaega aur traders ko chahie ke bahut jyada risk Na Le thoda risk Lekar trading karna bahut jyada Baithe Hota Hai Hamen Jyada Se Jyada 30% Apne pure balance ka risk Lena chahie isase Jyada risk Nahin Lena chahie Jitna Sadar risk lehenge loss hone ke chances increase Ho jaenge aur traders Jyada isliye risk lete hain Kyunki vah Thode time mein jyada profit banane ki koshish Karte Hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: jaiza : hameen Risk account kay hissab say lena Chaiey

                              g bhai ap nay theek kaha and i think risk managment aik buhat hi important part hai forex trading ka agar hum proper risk management ya money management ka use nai kartay tu humara account wash honay kai chances buhat zaida barh jatay hain for example agar hum kiss trade main bagair analysis kiya trade laga day heavy lot kai sath aur humari equity bhi kam ho tu hum buhat zaida high risk laitay hain jis ki waja say profit zaida honay kai chance tu hotay hain lakin iss kai sath sath account wash honay kai chances bhi buhat zaida barh jatay hain. agar main apni baat karo tu main proper risk managment kai sath hi kam karta hon aur main nay apni equity ka 10 percent loss ki ration rakhi hoi hai har trade kai oper aur isi tarhan profit ki ration main nay 20 percent rakhi hoti hai apni equity ki daily basis per aur alhamdulillah kafi had tak yeh strategy kamyab bhi ja rahi hai. yahan per patience buhat zaroori hai becasue sometime ap tang ajatay hain kai profit buhat slow ho raha hai aur lalach bar bar ap ko tang karti hai aur uksati hai mazeed trades karnay kai tu jo apnay principles per qaim rehta hai aur apni strategy ko follow karta hai wo aik na aik din kamyab zaroor hota hai.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X