dear friends aj main ap ko intermarket analysis kay bary main btaon ga ky yeh kia hoty hain aur es say ham kesy faida lay sakty hain markets ka apas main relation ka analysis karna intermarket analysis hota hai ak market ki move ko daikh kar kisi other market ko ya currency ko predict karna intermarket analysis hota hai for example US index ki move ko daikh kar gold predict karna k oper jaye ga ya nechy ya phir koi bhe economical news say ap ko ye pata chalta hai US weak hoga to Euro ko predict karna intermarket analysis hota hai pehly ye term itni important nahi thi laikan jesy jesy iss market mai investors barhty ja rhy hain ak market ko dosri market say relation rakhna bohat zarori hogaya hai es lea ap ko es ky bary main bhi information hona bohut zrori hai es lea main ap ky stah yeh knowledge share kar raha houn.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим