stoplose ka use konsay traders ziada use kartay hain? lalchi ya professionsal?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    stoplose ka use konsay traders ziada use kartay hain? lalchi ya professionsal?
    dear ham sab jantay hain k stoplose k laganay say aik tarf ham secure bhi hotay hain aur sath sath hamara bahut sara profit bhi zaya ho sakta hay to hm ab is baat pay discuss kartay hain k hamko isay laganay k liye kin traders main shamil hona chaye kia iska use lalach karnay walay traders ziada kartay hain ya jo is main professional traders ziada use kartay hain?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: stoplose ka use konsay traders ziada use kartay hain? lalchi ya professionsal?

    dear professional traders stop loss ka zeyda use karte hain prefessional traders apni trading money management rules or risk ro reward ratio ke hisab se karte hain or professional traders ka risk money management ki waja se calculated hota ha isliey professional traders stop loss ka zeyda use karte hain professional traders stop loss ka use isliey karte hain ke agr un ki kuch trades loss me jati hain tu un ko big loss na ho ya un ka account wash na ho kyuke professional traders ko pata hota ha ke wo 10 me se 10 trades profit me nehi le sakte hain or koi aik trades loss me ja sakti ha
    or jo lalach traders hotay hain wo apna sara margin aik trade me risk le letay hain jis se wo stop loss ka bhi nehi use karte hain
    • #3 Collapse

      Re: stoplose ka use konsay traders ziada use kartay hain? lalchi ya professionsal?

      forex mai hamy stop loss ko use kr ky kam karna ho ga pher he hum pasai kma saky gy forex aik best business hain hum is mai raat ma be kam kar sakty hain hum is mi din mai be kam kar sakty hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam karr sakaty hain forex paksitan mai legal ban cuka hain forex mai hum is mai market ko analysiz kary gy to hamay kamybe hasial ho jy ge hum is mai apny boss pa he hoty hain forex aik asa busnes hain jo hamy learning be deta hin or hamy earning be deta hain hum i s mai bager balance account bana kar be kam kar skaty hain forex aik intenaitnal businss hain forex aik unque bsiness han hum is mai aik idn mai 50 posts kar skty hain forex maai hamy alwasys best qualtiy ka kam karna ho ga is jaasa ko or business nahi hain
      • #4 Collapse

        Re: stoplose ka use konsay traders ziada use kartay hain? lalchi ya professionsal?

        professional trader hamesha stop loss ko use kar ky market main trade lagaty hain stop loss hamy loss sy bachta hain hamy is ko ignore nahi karna chahey forex aik bes bsuiness hain ham is main acha or mayari kam karna ho ga pher hi ham acha bonus hasil kar saky gy hamy forex ko daily time dena chahey hamy aik time table bana kar is main daily base par kam krna chahey pher hi ham acha munfa kama sakty hain ham is main 24 gantho main sy kisi be waqt kam kar sakty hain agr ham kisi be office main kam karty hain to ham forexko part time join kar sakty hain or apna life style chnage kar sakty hain hamy apny andar ky greed ko avoid kar ky is main kam karna chahey pher hi ham loss sy bach sakty hain or apna bnjs account save rakh sakty hain yai aik asa business hain jis main hamara koi boss nahi hota
        • #5 Collapse

          Re: stoplose ka use konsay traders ziada use kartay hain? lalchi ya professionsal?

          forex ak internaitnal or kabe be band na hony wala business hain hum is mai part time be trading kar skayt hain hum is mai ful time be kam kair skaty hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kari sakty hain hum is mai apny boss ap he hoty hain forex pakista mai legal business ban cuka hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain forex aik best then best business hain is mai posting or trading ke ja sakte hain forex jasa koi or bsinss nahi hain yai aik amm business ke nisbat acha bsiness hain hum is mai apny boss ap he hoty hain yai aik aasa business hain jo hamy lerning be deta hain or hamy earning be deta hain forex mai hamy indicaotrs ko analsis ko learn kar ky use kar ky risk lena ho ga
          • #6 Collapse

            Re: stoplose ka use konsay traders ziada use kartay hain? lalchi ya professionsal?

            stop loss bohat acha tool hain loss ko kathem karny main yai haamru mada karta hain hamy is ko use kar ky market main trade lagani chahey pher hi ham acha munfa kama sakty hain yai aik asa business hain jis main kam karny ky liye hamy kisi be office jany ki zaorrt nahi hain ham apny home main best kar is main kam kar sakty hain ham is main 24 ganhto main sy kiis be waqr trading kar sakty hain ham is main apni marzi sy time table bana kar is main part time be kam kar sakty hain or ham is main apni marzi sy full time be kam sakty hain forex market hafty main 2 din band hoti hain yai friday ko close hoti hamy be apni trade close kar deni chahey monday ko market again open hoti hamy market ki movement ko dekh kar apni trade ko open karna chahey pher hi ham kamyab ho sakty hain
            ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
            • #7 Collapse

              Re: stoplose ka use konsay traders ziada use kartay hain? lalchi ya professionsal?

              ju bhi forex market main stop loss use kar ky trading karta hai wohi forex main aik professional trader ky toar par mana jata hai kyon ky stop loss hamesha professional trader use karty hain kyon ky es say ap ka account wash hony say bach jata hai aur jitna ap nay stop loss lgaya hota hai wo ap nay apni he marzi say he lgaya hota hai es lea forex main ager ap ka account he wash ho jay tab ap apna loss ko recover bhi nahi kar sakty hain aur jab ap ka stop loss hit hota hai ap ka account main itna balnce hota hai ky ap apna loss ko recover kar sakyain es lea forex main yeh adat bana kar he ham ko kam karna chaheay jab bhi koi new order lain tu foran stop loss ka use karain aur big stop loss wali trade karain he na karain sirf wohi trade karain jis main risk kam say kam ho aur reward ziada say ziada ho.
              • #8 Collapse

                Re: stoplose ka use konsay traders ziada use kartay hain? lalchi ya professionsal?

                Stop loss aik aisa trading tool hai jiss say traders ko apnay account ka loss control kernay mai bohat madad milti hai. Stop loss ka tool hamehsa wohi traders use kertay hain jo professional hotay hain aur jinn ki approach professional hoti hai. Laalchi traders aisay tools ko use nahi kertay kiyu kay unkay khayaal mai aisa mumkin nahi hota hai kay unhain apni trading mai loss ho sakta hai. Laalchi Traders yehi baat sochtay hain kay unki planning aur strategies hamehsa perfect hoti hain haalakay unki plannings ziada ter fail he hoti hain kiyu kay aisay Traders bohat say important points ko apni trading mai miss ker rahey hotay hain. MT4 trading terminal pay bohat say aisay tools hotay hain jinn ki madad say traders bohat achi trading ker saktay hain aur yehi baat professional traders bohat pehlay say he samajh aajati hai jiss ka unhain apnay pooray trading carrier mai faida hota rehta hai. Laalach kernay waley traders ko loss issi liye baar baar hota hai kay jo tools woh loss ko control kernay kay liye use ker saktay hain woh sahi waqt pay sahi tarah say use nahi ker rahey hotay hain
                • #9 Collapse

                  Re: stoplose ka use konsay traders ziada use kartay hain? lalchi ya professionsal?

                  Dear ais market mai her tarha k trader hai ais market mai jo banda discipline k sath kaam karta hai wo hi ais market mai expert trader banata hai aisy hi ap ne agar ais market mai dekha ho to jo professional trader hota hai wo ais market mai rules k hisab se hi trade lagata hai aus k hisab se jo aus trade ka take profit aor stop loss ban raha ho aus ko use karta hai jo banda ais market mai lalch karta hai wo ais market mai kabi stop loss nai lagata hai kun k aus ko ye pata hai k ais market mai aus ka stop loss hit ho gia to aus ko ais mai nuqsan ho sakta hai ais liay hum ko ais market mai planing kar k kaam karna chaye tab hi hum ko ais mai faida ho jata hai.
                  • #10 Collapse

                    Re: stoplose ka use konsay traders ziada use kartay hain? lalchi ya professionsal?

                    Assalamualaikum pyare doston professional trading members stop log lagate hain greedy approach rakhne wale trading member take profit use karte hain lekin stop-loss use nahin karte hain jinki vajah se unko problem karna parati hai aur unka account jaldi was ho jata hai aur unki earning target bhi complete nahin hota hai market mein successful trader kabhi bhi Independence liye take profit nahin lagate hain vah market mein sentimental analysis dekhte hue stop loss set karte hain aur pet profit lagate hain Forex trading market mein sentimental aspect score samajhna bhi aapki primary responsibility hai tab aapko trading market mein understanding ke sath successful hoti hai
                    • #11 Collapse

                      Re: stoplose ka use konsay traders ziada use kartay hain? lalchi ya professionsal?

                      Professional traders A trading karte hue stop loss use Karke kam Karte Hain Jo log read Karte Hain vah Log Jyada Se Jyada profit banane ki koshish karte hain aur vah log trading karte hue stop loss bhi use Nahin Karte Yahi vajah hoti hai ki Jab unko nuksan hota hai to Unka Sara balance khatm ho jata hai professional traders Hamesha stop loss use Karke kam karte hain Taki Agar unko trading Kar Ke nuksan Bhi Ho To Unka Sara balance khatm Na Ho isliye Hamen chahie ki Ham bhi acche aur professional traders Ki Tarah stop-loss use Karke kam Kiya Karen yah Hamari trading ko improve kar sakta hai
                      FRD 07 TRADING JOURNAL
                      • #12 Collapse

                        Re: stoplose ka use konsay traders ziada use kartay hain? lalchi ya professionsal?

                        Dear friend Jaisa ki aapko Maloom Hai Ki Star Plus 1 metatrader 4 ka professional tools Hai To isliye yah professional traders hi use karte hain Kyunki Aise trader jinko Achcha experience aur acche knowledge ka Nahin Pata to vah is Tujhko Kabhi Bhi use Nahin Karte Kyunki stop loss Ek bahut hi perfect Achcha To Hai Jo ki aapko backup mein jyada loss se batata Hai To isliye jaruri hai ki aap Forex trading Mein Jab Bhi kam Karen To Apne tools ko use karne Ja sake stop loss bahut hi Achcha aur perfect tools Hai Isko to usko use kar Ne se aap bahut hi acchi e-trading kar sakte hain aur ek accha aur professional trader Hamesha apni trading Mein is to usko use Karega Kyunki intools ki madad se vah bahut hi acchi aur Behtar training kar sakta hai
                        • #13 Collapse

                          Re: stoplose ka use konsay traders ziada use kartay hain? lalchi ya professionsal?

                          forex mai hamy stop loss ko use kr ky kam karna ho ga pher he hum pasai kma saky gy forex aik best business hain hum is mai raat ma be kam kar sakty hain hum is mi din mai be kam kar sakty hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam karr sakaty hain forex paksitan mai legal ban cuka hain forex mai hum is mai market ko analysiz kary gy to hamay kamybe hasial ho jy ge hum is mai apny boss pa he hoty hain forex aik asa busnes hain jo hamy learning be deta hin or hamy earning be deta hain hum i s mai bager balance account bana kar be kam kar skaty hain forex aik intenaitnal businss hain forex aik unque bsiness han hum is mai aik idn mai 50 posts kar skty hain forex maai hamy alwasys best qualtiy ka kam karna ho ga is jaasa ko or business nahi hain
                          • #14 Collapse

                            Re: stoplose ka use konsay traders ziada use kartay hain? lalchi ya professionsal?

                            my dears friends forex ak bot hi lajwab business ha or is ma stop loss or take profit ka both important role ha or ajj ka hamara sawal ya ha kay kon say trader stop loss ka istmal karty ha ji han forex ma jo log profectional trader hoty ha who stop loss ka istmal karty ha kyu kay who smagty ha kay hum ko is ma mazeed loss na ho or kyu kay market is waqat bot nuksan ki tharaf jha rahi ha or who apny passy bachany kay lyia stop loss use karty ha or who log jo bot lalvhi ho tay ha or juldbazi ma hi bagar ksi bhi knowledge kay trade starts kar laty ha or who stop loss ka istmal ni karty ha or who smgaty ha kay jo bhi hum ko phaly nuksan hova ha hum is ko recover kar lay gay or ya asa ni hota ha or who apny lalch ko barkrar rakty hovy stop loss ni karty ha or apny sary passy loss kar bathty ha
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: stoplose ka use konsay traders ziada use kartay hain? lalchi ya professionsal?

                              Asalam o alikum dear ap ny bot acha question kea hy forex trading m wahi traders kamyab han jo money management or risk management k sath kam krty han apny account ki management kar k trading karty han or account ko secure rakhty han asy traders professional traders hoty han money management m ham stop loss or take profit ka istamal karty han jo k hmari trading k liay bot ziada zrori or bot zyada faida mand b han is k bagar b ham apny account ko safe rakhny m kamyab ni ho sakty hamy stop loss ka istamal lazmi karna chaiy q k ham jb b koi trade open karty han to wo loss m jany sy phly khud hi stop loss ki wja sy close ho jati hy ham lalich ki wja sy stop loss use ni karty balky professional traders hmasha stop loss ka istamal karty han or kamyab earning karty han

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X