dear ham sab jantay hain k stoplose k laganay say aik tarf ham secure bhi hotay hain aur sath sath hamara bahut sara profit bhi zaya ho sakta hay to hm ab is baat pay discuss kartay hain k hamko isay laganay k liye kin traders main shamil hona chaye kia iska use lalach karnay walay traders ziada kartay hain ya jo is main professional traders ziada use kartay hain?
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим