dear forex forum friends hamain aik din main kitni threads create karni chahia our kia hum sara din threads create matlb kay hum sara din jawab kay alawa threads create kar sakta hai ya nahi our hamain kia faida ho sakta hain aik din main threads create karna ka ya our hamain kia nuksan be ho sakta hai theards create karna sara din is main ap ki kia raya hain zarur bataya is sawal main our hamain ziada threads aik din main create karni chahia be ya nahi
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим