Assalam o alaikum dear members and traders. Umeed hai kay aap sub bohat achay hongay. World economy ko iss waqt 2 baatoo say shadeed khatraat laahiq hain. Pehla khatra Corona virus COVID-19 say hai jiss nay business ko aakhri kinaaray pay pohancha Dia hai aur uss kay baad dusra khatra Saudia aur Russia ki crude oil war hai. Jiss mai international experts aur economists kay mutabiq Saudia nay pehla round jeet Lia hai.
Forex markets mai crude oil iss waqt tareekh ki Kamm tareen satah per aa chuka hai. Kaha jaa raha hai kay crude oil 20 years mai Kamm tareen satah per hai. 186 countries mai Corona virus ki wajah say lock downs ki situations hain jiss ki wajah say crude oil ki demand khatam ho chuki hai laikin supply jaari hai. Energy sectors iss waqt complete failure kay phase mai hain. Saudia aur Russia crude oil war ka pehla round khatam hogaya hai aur Saudia nay Russia ko bohat loss mai ker Dia hai.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим