Jaiza : Russia aur Saudia ki crude oil War
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza : Russia aur Saudia ki crude oil War
    Assalam o alaikum dear members and traders. Umeed hai kay aap sub bohat achay hongay. World economy ko iss waqt 2 baatoo say shadeed khatraat laahiq hain. Pehla khatra Corona virus COVID-19 say hai jiss nay business ko aakhri kinaaray pay pohancha Dia hai aur uss kay baad dusra khatra Saudia aur Russia ki crude oil war hai. Jiss mai international experts aur economists kay mutabiq Saudia nay pehla round jeet Lia hai.

    Forex markets mai crude oil iss waqt tareekh ki Kamm tareen satah per aa chuka hai. Kaha jaa raha hai kay crude oil 20 years mai Kamm tareen satah per hai. 186 countries mai Corona virus ki wajah say lock downs ki situations hain jiss ki wajah say crude oil ki demand khatam ho chuki hai laikin supply jaari hai. Energy sectors iss waqt complete failure kay phase mai hain. Saudia aur Russia crude oil war ka pehla round khatam hogaya hai aur Saudia nay Russia ko bohat loss mai ker Dia hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza : Russia aur Saudia ki crude oil War

    G ha dear ye to ap ne dekha hai k aj kal jo oil atna zayda down aaya hai aus ki waja kai hai ap ne agar ais time oil par trade karni hai to aus se phly ye dekh lia kary k koi aisi news to nai aa rahe hai jis ki waja se market mai moment kafi zayda ho jaye gi ap agar ais market mai trade lagana chaty hai to ap ais mai abi tak sell bhi nai kar skaty hai ais mai ap ko ye faida hai k ap ne agar ais market mai trade karni hai to ap ko ais market mai trade buy ki laga k hold rakh lena chaye aor aus k baad ap ais market mai acha profit bana skaty hai ais market mai saudia aor russia ka jo issue chal raha hai ais waja se oil kafi zayda down aa sakta hai.
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza : Russia aur Saudia ki crude oil War

      Ji aapane bilkul theek kaha carona varius ki wajah se crude oil 20 sal ki com green satta per aachuka hai jiski vajah yeh hai k is ka dimag bahut kam ho gaye the Corona virus ki vajah se aur jab carona virus ka Koi anti virus mil jaega to fir ho sakta hai ki yah guzishta jis price per tha usse bhi upar chala jaaye bar halhal jab tak carona virus hai use waqt tak crude oil niche ki taraf aata rahega aur iski kimat kam hoti rahegi ho sakta hai ki jab Iran Saudi Arab aur USA ke halat behtar Ho jaen to fir yah apni kimat ko mustakam rakh sky ga otherwise yah chiz possible nahin hai ki yah apni kimat ko mushtaq rakhy balki ho sakta hai ki yah maszid kam ho jaaye isliye hmain soch samajh Kar is main Kam karna chahie.
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza : Russia aur Saudia ki crude oil War

        Ap ny bilkal tek kaha ha suida Arab ny pehly he apni prices kam kar di or or oil production bi kam kar di the jis sy suida Arab main oil price ka effect itna ziada ni ha jab k Russia main same production chal rehe the or oil price both down aa ge han jis sy rassia ko kafi ziada loss ho gea ha Forex trading main jab hum log proper money management or risk management sy trading ni karny gy to is sy hum bi effect ho sakty han jase he halaat ny tek hona to oil ny wapis apni jaga Jana ha par abi wahan tak jany k ley kafi time lagy ga is ley humy behtar planning or strategy sy trading karni ho ge ta k hum kamyab ho saken forex trading main hum log behtar planning or strategy sy ache earning kar sakty han forex trading main hum log kamyab ho sakty han forex trading main hum log ziada sy ziada behtar trading kar k hum ache earning kar sakty han suida Arab ny meeti g main sab ko mashwara dea tha k production rokh dan par meeting main kisi ny baat ni suni jis ay suida Arab ny apni prices kam kar di jis sy both ziada effect rassia pe para ha
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza : Russia aur Saudia ki crude oil War

          Assalamu Alaikum dear friend ji aapane bilkul theek question Kiya Hai Corona Virus ki vajah se crude oil 20 sal ki kam tarin satapa aa chuka hai Jiski vajah yah hai iska istemal bahut kam ho gaya tha korona Virus ki vajah se aur jab Grand virus ka koi anti-virus mil Jaega To fir ho sakta hai ki yah Rishta Jis price per tha Usi price per Dobara a Jaaye filhal Jab tak karo na virus hai use Waqt Tak crocodile niche ki taraf Aata Rahega aur iski kimat kam hoti Rahegi ho sakta hai ki Jab Iran Saudi Arab aur USA ke halat Behtar Ho Jaaye to Fir yah apni kimat ko mustkam Rakh Sakenge otherwise chij possible nahin hai ki yah apni kimat ko Mushtaq rakhen Palke ho sakta hai ki yah Masjid kam ho jaaye isiliye Hamen Sach Samajh Kar is Mein kam karna chahie aapane Dekha Hai Ki aajkal Jo Koyal Aata uski price bahut kam ho gai hai uski vajah yah kya aapane Agar is time oil per trade karni hai to usse pahle yah dekh liya Karenge Koi Aisi news To Nahin a Rahi Hai Jiski vajah se market Mein Koi movement Kafi jyada ho jayegi aap Agar is market Mein trade Lagana Chahte Hain To aap ismein abhi tak chal bhi nahin kar sakte hain ismein aapko yah fayda hai ki aapane agar is market Mein trade karni hai to aapko is market Mein trade by ki Laga Ke Rakhna chahie aur uske bad aap is market Mein Achcha profit banaa sakte hain is market Saudiya aur Russia ko jo issue chal raha hai is vajah se Kafi Jyada donn a sakta hai
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza : Russia aur Saudia ki crude oil War

            Kch to dunia ky halat ki waja sy market down hai lkn crude oil ki prices fown hony ki main waja yeh hai ky ajkal ap ny dekha hai trade war ka dor hai jub market ma opec countries ka crude oil price decide krny ma bahot role hota hai ab jub russia aor saudia ma moaheda nhi hua iski waja sy trade war start hui aor saudia arebia ny oil prices down kr den 7dollar jiski waja sy market pr bahot bura asar pra stock exchange markets bhi gir gai hain is leay hen trading ky leat apni koshish sy market ko understand krna ho ga aor apna durust andaza lgana ho ga ky market ma kya krna hai aor kesy market kp handle krna hai trading market ma apko trade leny say pehly achi planning krni ho ge aor market ko smjhna ho ga khas kr crude oil ko smjh ky trading krni ho ge.
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza : Russia aur Saudia ki crude oil War

              Dear app sab janty hain k aj kal dunia mein jo corrona virus covid-19 k halat chal rahy hain tu wo bahut he sangeen chal rahy hain aur poori dunia ki 188 countries mein corrona virus ki waja se log gahron tak mehsoor ho kar reh gaye hain aut karobari zindagi bhi lock down ho gai hai aur transpotation na hony ki waja se oil ki demand na hony k braber reh gai hai aur isi waja se crude oil ki price bahut low level p aa k ruk gai hai aur ab jab tak corrona virus khatm ni hota aur demand barhti ni hai tu crude oil ki prices kam he rahyn gi kyun k use khatm ho gaya hai aur doosra crude oil p saudia aur russia ki war ki waja se bhi bahut effect para hai lekin jab ye halat behtar hon gy tu dekhty hain k oil k new contracts sign hongy tu next situation ka pata chal sakta hai aur filhal market stable ni hai is liye forex market k sath tuch reh kar trading karyn ta k apko market ki next possition ka bhi pata chalta rahy aur apko profit bhi ho
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza : Russia aur Saudia ki crude oil War

                G han ye news koch din pahly break ho gai ti key Russia aur Saudi Arabia oil war start karny ka indication de rahy hey magar bad me USA key taraf se Russia aur Saudi Aribia key sath oil trade war khatam any ki news be agai, agar oil trade war start ho jaye to international market me USA oil ki keemat me kafi had tak kami ajati aur oil ki price 10$ tak ko be expect kia ja sakta hay, recently oil ki keematy agar kam howi hey to es ki main waja oil trade war nahi hay es ki waja lock down hay, 196 counties lock down ne oil key demand ko hi kam kar dia hay esi waja se crude oil ki majood keemat 19$ hay jab key last few months es ki price 65$ ti.

                اب آن لائن

                Working...
                X