Assalam o alaikum dear members and traders. Umeed hai aap sub bohat achay hongay. Internationally iss waqt Novel Corona Virus ki China say starting nay ab taqreebun 67% countries ko apni lapait mai lay Lia hai. Aaj say taqreebun 2 weeks pehlay isay pandemic ka darja Dia Gaya Tha laikin uss waqt work health organizations ki taraf say I kaar kia gaya Tha aur kall WHO nay bhi isay pandemics ki classifications day di hai.
Developed countries mai iss kay patients ki tadaad barhti jaa rahi hai. Iss kay saath kuch European countries kay political leaders jo ministers hain ya phir unkay qareeb family members hain unn mai bhi virus paya Gaya hai jo aik mazeed serious problem bann raha hai aur sakht faislay liye jaa rahey hain. Forex markets aur forex traders is waqt bohat depressed hai aur aaj bhi crude oil aur gold ka masla chalta raha hai. Dusri taraf saudi Arabia aur Russia kay saath sath ab UAE nay bhi oil ki production Barha do hai aur Saudi Arab aur UAE nay mill kay threat kia hai kay woh dono world ko crude oil say flooded ker daingay. Aglay week market mai crude oil ki expected price 22 say 28 $ per barrel anay kay chances hai jo business world kay liye aik Corona virus hoga

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим