Jaiza : Forex Traders aur Current Market Situations

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza : Forex Traders aur Current Market Situations
    Assalam o alaikum dear members and traders. Umeed hai aap sub bohat achay hongay. Internationally iss waqt Novel Corona Virus ki China say starting nay ab taqreebun 67% countries ko apni lapait mai lay Lia hai. Aaj say taqreebun 2 weeks pehlay isay pandemic ka darja Dia Gaya Tha laikin uss waqt work health organizations ki taraf say I kaar kia gaya Tha aur kall WHO nay bhi isay pandemics ki classifications day di hai.

    Developed countries mai iss kay patients ki tadaad barhti jaa rahi hai. Iss kay saath kuch European countries kay political leaders jo ministers hain ya phir unkay qareeb family members hain unn mai bhi virus paya Gaya hai jo aik mazeed serious problem bann raha hai aur sakht faislay liye jaa rahey hain. Forex markets aur forex traders is waqt bohat depressed hai aur aaj bhi crude oil aur gold ka masla chalta raha hai. Dusri taraf saudi Arabia aur Russia kay saath sath ab UAE nay bhi oil ki production Barha do hai aur Saudi Arab aur UAE nay mill kay threat kia hai kay woh dono world ko crude oil say flooded ker daingay. Aglay week market mai crude oil ki expected price 22 say 28 $ per barrel anay kay chances hai jo business world kay liye aik Corona virus hoga
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza : Forex Traders aur Current Market Situations

    forex aik big business hain hum is mai live chat kar skty hain hum is mai passia be invest kar sakty hain hum is mai maraket ke movement ko samj kar kam kary gy to hamy acha munfa hasiil ho ga forex paksitan mai legal business hain hum is mai jitne zada mahnet sy kam kary gy hamy utne he ache earning hasla ho jy ge forex aik bohat bata business hain hum is mai 24 gant ma sy kese be wakt ka time tbake bana kar kam kair sakty han hum is mai agar tuka system sy kam kary gy to hamy loss ho jy ga forex aik asa business hain jo hamy learning be deta hain or hamy eanring be deta hain hm gar mai bath kar is ma ikam kar sakty hain is mai kam karny ky liye hamy kise be office mai jany ke zaeroat nahi hote forex aik international or uniqe business hain
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza : Forex Traders aur Current Market Situations

      Dear ap ko ye pata hai k ais market mai jo moment hoti hai wo kisi bhi time banda ais market mai 100% ye nai keh sakta hai k ais time market ne kidr jana hai ap ne agar ais market mai kaam karna hai to ap ko ais market mai agar trend k hisab se kaam karty hai to ap ko ais market mai fiada ho jata hai ais market mai ap jitna zayda acha kaam karty hai ap ko ais market mai atna hi zayda fiada ho jata hai ais liay ais market mai hamesha trend ko dekh k kaam kary agar ap ais market mai time lagaty hai to ap ko ye faida ho jata hai k ap ais market mai kaam sahe karty hai to ap ko ais mai kafi zayda faida ho jata hai ais market mai ap ko planing kar leni chaye aor aus k hisab se kaam karna chaye.
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza : Forex Traders aur Current Market Situations

        Current market situation bahut zyada difficult hai kyunki in dinon mein coronavirus ki vajah se a Jo fundamental changes ai hai aur uski vajah se different countries ki economy baith gai hai to usmein traders ko bahut zyada pareshani ka samna karna par raha hai. Bahut se expert traders ka opinion Maine read Kiya Hai jismein unhone yah Rai ka izhaar kiya hai ki itni badi changes kisi Ke zehan mein Nahin thi jitni bari change is crisis ke bad market mein aayi hai aur abhi still jari hain abhi koi bhi prediction nahin kar sakta ke kab tak market same situation mein rahegi aur jab is crisis se nikal jayegi to phir market ki kya situation hogi. Mere khyal mein abhi tamam vah trader Jo learning stage per hai aur jin ke pass trading account mein capital kam hai to unko chahie ki vah filhal trading se a avoid Karen aur thoda vate Karen ki market kis taraf move kar sakti hai.
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza : Forex Traders aur Current Market Situations

          Forex trading members currently market ki situation bahut sensitive hai market me copy violation home rahi hai aur major currency pairs united state dollar ke bahut down position mein hai trading market mein usd dollar stronger hai iski koi understanding nahin ho rahi hai kaisa kyon hai lekin aapko trading market mein acchi planning ke sath hi training karna hogi taki aap apne account ko save rakhkar management ke sath practical work karte hue current update ko nazar ma rakhte hue Forex trading market mein aajkal fundamental issues follow ho rahe hain aur technical support aur resistance follow nahin ho rahi hai market technical violation kar rahi hai jiski vajah se bahut down ho chuki hai aapko technical analysis follow nahin karna chahie banke aajkal aapko political and global environmental biological situation ko follow karna chahie
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza : Forex Traders aur Current Market Situations

            walaikumslam dear app ki bat thek hai main bhi app ki bat say bilkul agree karta hun corona virus ki wajah say aj kal har business he boht distrub hoa hai aur forex market main sab sy ziada efect hoa hai kyon ky yeh aik international market hai jiss main es ka asar sab sy ziada ha jiss ki aik main wajah china main sab sy pehly virus ka ana tha china aik asa country hai ju ky apni chezain pori dunia main bechta hai aur mager ap es business ko bohat ziada nuksan hoa hai aur har tarf he tijaat band hai jis say forex market main bohat mandi chal rahi hai aur totle jinti bhi market main movement ho rahi hai wo news base pay aur corono virus ki waja say kharab ho rahi hai es lea ham sb ko achi trah say soch samajh kar es market main kam karna ho ga phir he ap loss say bach sakty hain.
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza : Forex Traders aur Current Market Situations

              Forex trading members currently market ki shasan bahut sensitive hai market Mein copy valuation home rahi hai aur majdur currency pairs United State dollar ke bahut down position Mein Hai trading market Mein USD dollar stronger Hai Iski Koi understanding Nahin ho rahi hai kaise hi Kyon Hai Lekin aapko trading market Mein acchi planning ke sath hi trading karna Hogi Taki aap apne account ko save Rakhe managements ke sath practical work karte hi current update ko Nazar Mein Rakhe The Way Forex trading market Mein aajkal fundamental issue follow ho raha hai aur technical support aur resistance follow Nahin ho raha hai market technical validation kar rahi Hai Jiski vajah se bahut down ho chuki hai aapko technical analysis follow nahin karna chahie Bank aajkal aapko political and global environmental bologi cal sham ko follow karna chahie
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza : Forex Traders aur Current Market Situations

                Ji Assalamualaikum Pyare bhai products to remember current market ki shan bahut sensitive market Mein copy verification home rahi hai aur majdur currency dollar ka bahut down fashion Mein Hai trading market Mein USD dollar stronger Hai Iski Koi understanding Nahin ho rahi hai kaise hi Kyunki lekin aapko trading market Mein acchi planning ke sath hi trading karna Hogi Taki aap apne account ko save rakhen management ke sath practice work Karte Rahen current update ko Nazar Mein rakhen daave Forex trading market Mein aajkal fundamental issue follow ho raha hai aur technical support aur resistance follow Nahin ho raha hai market technical allocation kar rahi Hai Jiski vajah se bahut down ho chuki hai aapko technical nase follow Nahin Karni chahie Bank aajkal aapko political and gold environmental belong cal sham ko follow karna chahie

                اب آن لائن

                Working...
                X