Re: Trading say ziada management kiyu kerni parti hai?
Dear Forex trading aik aisa business hai jis main aap ko bohat careful ho kay chalna parrta hai kiun kay Forex trading ki nature hi aisi hai jis main bohat jald aap ko result mil jata hai Iss liye Forex trading main planning bohat important hoti hai Issi liye experienced traders sab ko money management ka kehtay hain , Aap kay account ka capital bohat risky ho jata hai jab bhi ap market main koi trade open kartay hain Iss liye us ko save rakhnay kay liye money management ki jaati hai kay aap apny account ki capacity kay mutaabik trade ki lot size select karen taa kay agar market aap kay against bhi jaati hai to aap kay account main itna balance ho kay wo account sustainable condition main rahay aur market ki fluctuation ko bardasht kar sakay aur bohat jald wash naa ho jae jo kay koi bhi trader nahi chahta Iss liye Money management ko Forex Trading main bohat ahmiyat hasil hai.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим