Trading say ziada management kiyu kerni parti hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading say ziada management kiyu kerni parti hai?
    Forex trading mai aksar trading say ziada management kiyu kerni parti hai? Jaisay money management aur time management waghaira?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading say ziada management kiyu kerni parti hai?

    Dear jab ap ais market mai koi trade lagaty hai to aus time ap ais market mai ye ni dekhty hai k ap ais trade k sath lot kitni use kar rahy hai ya ap ais market mai jo trade laga rahy hai ais k sath risk reward ratio kitni use karni hai agar ap ais market mai apny account ko sahe se manage kar lety hai to aus time ap ais market mai acha profit bana lety hai agar ap account par zayda risk lety hai to aus se ap ka account wash ho sakta hai aor aus k sath ap jo trade lagye gay aus par ap ko agar faida ho bhi raha hoa to wo ap kisi aor trade par loss kar dey gay ais liay ap ko ais market mai risk apny account k hisab se lena chaye aor her tareeky se apny account ko manage karna chaye tab hi ap ko ais market mai faida hota hai.
    • #3 Collapse

      Re: Trading say ziada management kiyu kerni parti hai?

      Trading say ziada management kiyu kerni parti hay gee dear brother aap ki baat bilkul theek hay ky forex main trading kerty hoay aap mehnaat kerty hain too aap ko achi earning bhi hoti hay ky forex main office main entrance ky liay aap ko acha knowledge oor expriences hasail kerain gay too aap ko achi earning bhi hoti hay ky forex trading account main kaam kerny ky liay aap ko achi information oor acha knowledge hona zaroori hay.
      • #4 Collapse

        Re: Trading say ziada management kiyu kerni parti hai?

        Forex market main profit hasil kerny ky liay trading bahot zaruri hoti hai lekin same trading continue kernh kh liay management bahot zaruri hoti hai ky agar ham account ko manage nehi kerty tou hamara loss increase hoty hoty account jab wash ho jata hai tou phir ham forex market main jab tak dobara investment nehi kerty ham trade continue nehi ker sakty so hamain forex market main agar trade continue kerni hai tou hamain management pehly kerna hogi phir forex market main ham trade continue ker sakain gy warna baghair management ky continue ki jany wali trade main jab hamara account wash ho jata hai tou phir ham na tou koi management ker sakty hain aur na hi forex market main trade ker sakty hain ky hamain acha profit bhi hasil ho saky

        So forex market main trading sy bhi zyada management zaruri hoti hai taky hamari trading bhi forex market main chalti rehy aur hamain forex sy hamesha achi earning hasil hoti rehy ky jab tak hamara account wash nehi hota hamain earning ki umeed bhi rehti hai aur hamary pas earning ka acha chance bhi hota hai ky hamain market main continue trade kerty huey earning ka kabhi kabhi bahot acha chance bhi milta hai tou hamain same chance sy faida tab hi hasil ho sakta hai jab ham apny account ko achi terha manage ker ky run ker rehy hon
        • #5 Collapse

          Re: Trading say ziada management kiyu kerni parti hai?

          Dear jahan tak mera khayal hai tu forex trading mein agar ap money managment ni karyn tu ap kabhi bhi trading mein successfull ni ho sakty is liye jitni trading zaroori hai utna he management ka role hota hai jaisa k ap k pass agar account balance kam hai aur ap management ni karty aur ap bari lot laga dety hain tu apko loss he hoga management is liye zaroori hai k ap trade open karny se pehly achi tarha apny balance k hisab se study kar lyn k ap ko is account balance p kitni lot lagani chahye aur lot size k hisab se kitna risk lena hai kyun k ap ko 10 percent se zayada risk ni lena chahye is liye ap apna stop loss bhi isi hisab se set kar lyn k agar apki trade loss mein jaye tu ap kitna loss afoard kar sakty hain jo recover kar sakyn is liye ye sab cheezyn agar karyn gy tu apka account manage hoga ni tu loss hoga aur account wash bhi ho sakta hai is liye money mangement bahut zayada zaroori hai trading mein profit kamany k liye agar mehnat karyn gy tu apko faida hoga aur ap ko loss kam hoga aur profit zayada hoga.
          • #6 Collapse

            Re: Trading say ziada management kiyu kerni parti hai?

            brother forex trading main trading manegement karna bohut ziada zrori hai es ky bgair ap forex main success nahi ho sakty hain kyon ky market main analysis kar ky order laga daina he kafi nahi hota hai ap ko apni trade ko mange karny ky lea market ki har satuation say dekhna parta hai aur kabhi kabhi ap apni trade ko result say pehly he close bhi kar daity hain kyon ky baz dafa asa hota hai ky ap ky order lgany ky bad market kafi time say ap ki favour main nahi aa rahi hai tu ap ko es main mazed market pay analysis kar ky exit hona behter hota hai ta kyt ap ko los na ho saky es lea forex main ordr laga dainy ky bad bhi apko market ko dekhna parta hai ager ap nay koi order galt place kar dia ha ya koi news ha tab bhi ap ko plan change karna parta hai es lea trading mangement bohut ziada zrori hai.
            • #7 Collapse

              Re: Trading say ziada management kiyu kerni parti hai?

              dear forex trading main kamyab trading k liye or apny account ko save rakhny k liye managment karni zarori hoti hai q k jub tak hum apny busines ko smjh kar or osko achi trha se plan kar k nahi karty hain tab tak hum kamyab nahi ho skty hain esi liye humain managment ko sath rakh kar kam krna hota hai es se aik tu hmari trading main decipline ata hai sat main hmain loss hony k chnaces bhi kam ho jaty hain account bhi save rahta hai es liye es ko qaim rkhna zarori hota hai forex main kub loss ho jay kiisi ko pta nahi hota hai es liye hmain apny apko full form k sath rakh kar kam krna hota hai jis ki base par hum kamyab ho skty hain or achi eraning kar skty hain wrana bar bar loss ko face krna parhta hai
              • #8 Collapse

                Re: Trading say ziada management kiyu kerni parti hai?

                bhai jan forex trading main trading se zyda managment karna es liye zarori hoti hai k hum apni trading ko har traha se save rakh kar kam karen q k jub hum trading karty hain tu hmain sub se pahly es bat ki planning karni chahye k hum forex main kamyabi se profit lay saken or jub hum profit le kar trading karty hain tab he hmain kamybhi milti hai es liye hmain chahye k hum apni trading main un sub he factors ko avoide kar k trading karen jis se loss hony k imkam hoty hain q k jub loss hota hai tu osko recover karny main kafi asla pesh ata hai tu hmain is maslay main na parhna parhy hmain forex main kamyahi k sath trading krni hogi jis se hum kamyab ho kar achi trading kar skty hain or acha profit lay skty hain tu hmaisha apny kam ko bhatr se bahtr kar karen jis main apko zyda se zyda faida mil skay
                • #9 Collapse

                  Re: Trading say ziada management kiyu kerni parti hai?

                  dera forex trading main managment ki boht ahmiyat hai or es ko qaim rakh kar kam karna bhi otna he zarori hota hai es liye hmain chahye k aghr hum forex main kamyab hona chahty hain tu hmain managment ko qaim rakh kar trading karni hogi jis se hum kamyab ho skty hain or achi trading kar skty hain es liye hmain chahye k hum apni trading main har os factors ko selet kar k trading karen jis main hmain loss hony k chnaces kam se kam hon or hmain acha profit mil skay forex main jub hum jald bazi main trading karty hain tab he hmain loss hota hai or hum tab he nakam hoty hain trading k mamly main es liye apny apko kamyab bnnay k liye hmain har trha se soch kar kam krna hoga jis ki base par hum kamyab ho skty hain or achi earning kar skty hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading say ziada management kiyu kerni parti hai?

                    Asalam o alikum dear ap ny bilkal tek kaha ha forex trading main management both ziada zarori ha q k jab bi hum management k bagar trading karty Han to humy ziada loss k chance hoty Han jab k humy proper money management or risk management k sath sath trading karny to humy ziada profit hasil ho sakta ha is ley humy ziada sy ziada apni management pe tawaja dani ho ge jis sy hum ziada profit hasil Kar sakty han par jab tak humary pass knowledge or experience ni ho ga to hum behtar management Ni kar saken gy is ley humy pehly forex trading ko seekena ho ga or samjena ho ga is ley humy ziada sy ziada learning or practice karni ho ge jtni ziada mehnat Kar k learning karny gy to hum kamyab hon gy
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading say ziada management kiyu kerni parti hai?

                      Assalam walekum ji han aapane bilkul theek Baat kahi hai Forex trading Mein management bahut jyada jaruri hai Kyunki Jab Bhi Ham management cable wire trading Karte Hain To Hamen Jyada loss ke chance Hote Hain Jab Ke Hamen proper money management or risk management ke sath trading Sath trading karne To Hamen Jyada profit Hasil ho sakta hai isliye Hamen Jyada Se Jyada apni management Deni Hogi Jis se Ham Jyada profit Hasil kar sakte hain per jab tak Hamen hamare pass knowledge aur experience Nahin Hoga To Ham Behtar management nahin kar Sakenge isliye Hamen pahle Forex trading Ko sikhana Hoga Aur samajhna Hoga isliye Hamesha sahjada learning Aur Rakshak Karni Hogi jitni Ham Lado prapt Karenge itna hi Kamyab Ho Sakenge
                      • #12 Collapse

                        Re: Trading say ziada management kiyu kerni parti hai?

                        consistent profit earn karne ke liey ap ko trading se zeyda money management or timing management karni parti ha is ki reason yeh ha agr ap ke pass market ka best knowledge ha or exprience bhi ap ka deeply ha tu ap ki agr money management or time management theek nehi ha tu ap knowledge or exprience hone ke bawajood bhi acha profit earn nehi kar saktain hain

                        money management is liey important ha ke forex me kisi bhi wakt kuch bhi ho sakta ha ap ke pass jitna a marzi knowledge ho ap ko forex me trading ke Duran kisi bhi wakt ap ki trades loss me ja sakti ha or waha per agr ap ne Apne capital ki money management nehi ki ho gi or wo trade big lots se open kar di ho gi tu ap ka capital wash ho sakta ha isliey ap ko Apne capital ki money management karne ke bad trading start karni chahie

                        time management ki important isliey ha ke ap ka best knowledge or deeply exprience ka kuch faida nehi ho ga agr ap market me best entry point ki opertunity ko mis kar de time management ki kharab I ki waja se market me analysis karne or order place karne ke liey perfect time per hi decision le kar trade open karne se profit milta ha agr ap ki timing theek nehi ho gi tu ap wo opertunity mis kar saktain ya late order place karne se zeyda loss ho sakta ha isliey trading karne se pehle apni time ki strong management karni chahie
                        • #13 Collapse

                          Re: Trading say ziada management kiyu kerni parti hai?

                          forex main order laga daina he kafi nahi hota hai kuch order asy hoty hain ju ham ko market main bad main change karny party hain kyon ky market kisi bhi time apni movement ko change kar sakti hai aur trend change kar sakti hai es lea order lga dainy ky bad ap ko apne order ko mange karna bhi boht zrori hota hai ager koi order ap ka galt ho ya market mukhalif simat main move kar jay tu ap ko order close bhi karna parta hai es lea esi ko mange karna kehty hain asa karny say ap bohut sari wrong trades say bach jaty hain aur ap ko es market main kafi nuksan hony say bacht ho jati hai es lea order lgany ky bad bhi market main ham ko analysis akrty rehna chaheay phir he ham apni corection kar sakty hain.
                          • #14 Collapse

                            Re: Trading say ziada management kiyu kerni parti hai?

                            dear Forex trading business in bahut jyada risky business hai isiliye Hamen Jyada focus apni money management par Rakhna chahie aur koshish Karni chahie ki kam risk lete Hue Apne balance ko increase kiya jaaye over trade Laga Apne balance ko wash nahin karna chahie aur koshish Karni chahie ki Apne balance ko Dekhte Hue hi trade model gaye aur profit ka vate Karen Kyunki Forex trading business Mein Hamen money management Ka Khyal karte ho Vahi trade Lagani chahie otherwise Hamen loss ka Samna karna pad sakta hai loss se bachne ke liye Hamen money management Ka Khyal karna chahie aur ek Waqt Mein Ek trade lagakar Apne balance course Kyon Rakhna chahie Forex trading business mein agar Ham apni earning ko increase karna chahte hain aur Kamyab Hona Chahte Hain To koshish karen kis Jyada Se Jyada Apne money management Ka Khyal Karen aur apni earning ko increase karne ke liye Apne experience ko increase karne ki koshish karen Shukriya
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Trading say ziada management kiyu kerni parti hai?

                              insan jo bhi kaam karta hy us kaam ko karny ka tariqah hota hy agr to us kaam ko thik tariqy sy kiaa jae to pher to us kaam ky karny ka faeda ho ga or agr us kaam ko karny ka thik tariqah bhi na atta ho to us ko karny ka koe faeda ni hy to baat ho rahi hy trading sy zeyada managment kiyu zarori hy trading managment is lie zarori hy keh trading agr hum managment ky sath karin gy to hamin us ka faeda ho ga hamin sahi profet mely ga or agr hum managment ky sath trading ni karin gy to hamin us ka koe faeda ni ho ga bulkeh faedy ki bjae loss ka hamin samna karna parhy ga

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X