jaiza : stop loss ky faiday ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    jaiza : stop loss ky faiday ?
    agar hum forex mai trading karna cahety hain to hamy stop loss ko use karna ho ga pher he hum pasisa kama saky gy forex aik legal business hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty han hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty haian is mai kama karny ky liye hamy kise be office mai jany ke zarirta nahi hite hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is mai free account bana kar be kam kar sakty hain hum is mai agr tukka system sy kam kary gy to hamy kuch be hasla nahi h iga forex aik amm busienss ke nisbat acha busienss hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: jaiza : stop loss ky faiday ?

    Dear friend forex trading main stop loss ka sab sy bara fayda yehe ha k humara account safe hota ha or humara account wash hony ni data ha hum jtna stop loss set karty han humy utna he loss hota ha agr ho bi to warna hum analysis k bad trading karny to humy stop loss hit na ho or humy ziada sy ziada fayda ho saken is ley humy both ahtiyat sy trading karni ho ge jis sy hum log kamyab ho sakeny gy or ache earning kar sakeny gy
    Stop loss ki forex business main both ziada importance ha q k is ki waja sy humy maximum profit or kam sy kam loss ho sakta ha is ley humy proper money management or risk management k sath trading karni chae ha ta k hum easily successful ho sakeny or ache earning kar k apni zaroriyat puri kar sakeny
    • #3 Collapse

      Re: jaiza : stop loss ky faiday ?

      Ham forex market main open trade ker rehy hon ya stop loss aur take profit use ker ky hamain stop loss hamesha faids deta hai ky jab ham open trade ker rehy hoty hain aur ham ny risk ko control kerny ky liay mind main loss ki aik limit bhi select ki hui hoti hai tou market wahan per ponch bhi jati hai ky ham small limit main hi loss ko close bhi ker sakty hain lekin ham kehty hain ky loss main close kerny sy balance kam ho jaey ga tou kuch time aur wait ker lety hain ho sakta hai market reverse ho jaey tou ham bar bar market ko sirf is waja sy observe kerty hain ky ab market reverse move kery gi lekin market tou jab aik trend per move kerna shoru ker deti hai tou phir continue move kerti hi rehti hai hamain phir trade close kerny ka chance hi nehi milta aur trade automatically close ho jati hai jab hamara balance wash ho jata hai

      Agar ham apni her open ki jany wali trade main stop loss use kerty hain tou kabhi bhi hamara account wash nehi ho sakta ky ham jab forex market main stop loss use ker ky trade continue kerty hain tou her trade aesi nehi hoti ky hamara stop loss hi hit hota rehy lekin agar kuch trades main hamara stop loss hit hota bhi hai tou hamain itna bara loss nehi hota ky jis ko ham recover bhi na ker sakain jab hamain small or calculated loss hota hai tou usko recover kerna bhi asan hota hai tou ham same loss ko recover kerny ky bahd profit bhi hasil kerty rehty hain

      Stop loss hamary account ki security ky liay must hai ky ham agar stop loss use ker ky trade open kerty hain tou open trade main tou account wash ho jata hai lekin stop loss laga Ho tou stop loss hit ho jata hai tou hamara account wash bhi nehi hota aur hamain itni preshani nehi hoti ky ham trade continue rakhty huey loss ko asani sy recover ker lety hain tou hamain her open ki jany wali trade main kam sy kam stop loss zarur use kerna chahiay ky hamara balance secure rehy
      • #4 Collapse

        Re: jaiza : stop loss ky faiday ?

        Forex trading mai stop loss ki aik safety toll bhi kaha Jata hai kiyu kay stop loss trader kay balance aur trading ko secure rakhta hai. MT4 trading terminal pay traders ko asaani dainay kay liye bohat ziada tools mojud hain jinn ka maqsad he traders ko market mai trading kay Doran help daina hai. Stop loss say traders apnay loss ko khud control ker laitay hain. Trading kertay huay Agar traders ko koi Dusri masrufiat hoto wo apni trade ko stop loss set ker laitay hain jiss ki wajah say unhain koi pareshani nahi hoti. Her trader jab koi trade open kerta hai to market ki movement aur trend daikh kay he open kerta Hai laikin market kay trend reverse honay ka bhi pata nahi chalta kiyu kay market demand aur supply pay chalti hai. Iss liye apni trade aur apnay account ko safe rakhnay kay liye stop loss ko use kerna behtar rehta hai.

        Traders stop loss aur take profit ko aik sath bhi set kertay hain laikin Agar take profit ki bajaey sirf stop loss ko he use kia jaey to kaafi rehta hai. Kiyu kay account balance ko safe rakhnay mai stop loss ka ziada role hota hai. Iss liye stop loss ko use kerna seekhna bhi chaiye aur demo trading account mai practice kay Doraan stop loss ko use ker kay practices bhi kertay rehna chaiye
        • #5 Collapse

          Re: jaiza : stop loss ky faiday ?

          Asalam o alikum friend ap ny bilkal tek kaha hy m ap sy agree karta hon forex trading main stop loss or take profit ki bot zyada ahmiat hy forex aik bot bara or profitable business hy mgr sath hi ye aik difficult or risky business b hy is m ham stop loss use karan gy to hi successful hon gy stop loss ham tb use karty han k jb hmara loss ho raha ho wo zyada na ho hmari value khud close ho jaiy hamy real account m trading sy pehly demo account bna kr us m stop loss ki practice karni chaiy or sekhna chaiy k stop loss ko kb or kahan use karna hy forex trading main take profit sy ziada hamy stop loss ki zrort hoti hy q k ye hmary account hmari investment ko safe rakhta hy forex trading main agr hamy successful trader ban na hy to hamy stop loss ko ignore ni karna chaiy q k ye trading main hmari bot zyada madad krta hy
          • #6 Collapse

            Re: jaiza : stop loss ky faiday ?

            dear forex markeet main asal main hamko jo stoplose mita hay wo hamara lose count nai hota hay q k agar ham koi stoplose nai lagatay hain to hamara account bhi washed ho sakta hay jisk baad ham kisi kisam ka mazeed markeet main enter nai ho saktay hain agar in sab baatonko daikha jaye to hamko milnay wala stoplose bhi hamara profit he hota hay ,aur jo traders baghair experience aur knowledge k markeet main lalach say kaam krtay hain unko stoplose ki koi zarurat bhi nai party hay aur unko aehsaas tab he hota hay jub wo apnay account say hath dho baithtay hain aur markeet say out ho jatay hain in he baatonko apnay mined main rakhtay uvay agar ham markeet main order lagatay he sab say pehla kaam stoplose wala krty hain to ham bhi aik professionla traders count hongay aur hamko bhi markeet main lose k baad recovery krna asaan bhi hoga aur possible bhi hota jayega.
            • #7 Collapse

              Re: jaiza : stop loss ky faiday ?

              Ham Logon Ko market Mein stop loss istemal karte hue trade open Karni chahie Aisa karne se Ham logon ko bahut fayda hota hai Kyunki Aisa Kahane Se Jab ham log trade open Karte Hain To Ham Logon Ko nuksan Nahin hota hai aur ham log big loss se Bach Jaate Hain
              • #8 Collapse

                Re: jaiza : stop loss ky faiday ?

                Dear agar dekha jaye to ais market mai hum ne koi bhi trade lagani ho to aus par hum ko safe zone par stop loss lagana chaye kun k hum agar ais market mai trade lagaty hai to aus par hum ko stop loss ais liay lagana chaye ta k humri trade agar loss mai jaye to aus mai hum ko atna loss na ho jis se humra account wash ho jaye agar humri trade loss mai jati hai to aus par hum ko sirf atna ho k humri trade agar thory se loss mai jati hai to hum aus ko close kar ley aor aus k sath sath hum agar trade lagaty hai to aus mai thory se loss se humra account bach jata hai aus k sath sath hum aus loss ko to asani se recover kar sakty hai agar hum zayda loss karty hai to aus se hum ko kafi time lagana par jata hai account recover karty hoye ais liay hum ko hamesha stop loss laga lena chaye.
                • #9 Collapse

                  Re: jaiza : stop loss ky faiday ?

                  Stop loss ka faida

                  Stop loss ka faida ye hota hay key hamy limited loss ho sakta hay agar hamary trade me stop loss laga ho to market me jetni be unexpected movement hoti hay ye hamary trades ko koi nuksan nahi de sakti hay aur limit se zeyada loss na hony ki waja se hamara account capital be safe rehta hay, stop loss use na karny ka nuksan bahot hota hay market ka unexpected kesi be tarha ki big movement karti hay aur trend strong ho jata hay to hamary ley esy trades ko manage karna bahot mushkil ho sakta hay, har order me stop loss laga ho to loss kam face kia ja sakta hay magar account wash karny tak kabi be bat nahi jati hay.
                  • #10 Collapse

                    Re: jaiza : stop loss ky faiday ?

                    Dear friend stop loss bahut hi Ek Behtar tool Hai Jiski help se aap Jyada Logon se bacha sakte hain stop loss isliye Lagaya jata hai ki market mein agar aap trade open Karte Hain To aapke analyse galat ho Jaate Hain to uski vajah se aapko loss ho jata hai to aap ho sakta main trade Lagi Hoti Hai Jis ke ghar gaye aap stop loss Se Ban sakte hain to isliye stop loss aapke account ko band hone se batata Hai To isliye aap apni Har trade Mein Stop loss ko use kreen Ek bahut hi Achcha aur perfect tool Hai Jis Ki Halat kya aap Jyada Logon se Bach sakte hain aur ek Achcha property kar sakte hain
                    • #11 Collapse

                      Re: jaiza : stop loss ky faiday ?

                      Ji assalam walekum Pyare bhaijaan stop loss ka fayda yah hota hai ki Hamare filament Limited loss ho sakta hai agar Hamare trade Mein stop loss Laga Ho to market Mein jitni bhi unaccepted movement Hoti Hai yah Hamari trade ko koi nuksan nahin de sakti hai aur limit Se Jyada loss na hone ki vajah se Hamara account capital be safe rahata hai stop loss Yojana karne ka nuksan hota hai market ka unaccepted kaise bhi Tarah Ki big movement karta hai aur trend strong ho jata hai to hamare liye paise trades ko manage karna bahut Mushkil ho sakta hai Har order Mein stop loss Laga Ho to loss kam focus Kiya Ja Sakta Hai Magar account wash karne ke kabhi bhi baat nahin ki Jaati Hai aur big movement karte hue aur trend strong ho jata hai to hamare liye Aisi trades ko manage karna bahut Mushkil ho sakta hai isliye Mere Bhai aapko chahie ki aap apna kam Dhyan se Karen aur Mahina se Karen Taki aap ko koi pareshani Ya dikkat Na Ho
                      • #12 Collapse

                        Re: jaiza : stop loss ky faiday ?

                        Ager hme forex me real work karna he to phir hame forex ke rules ko bhe dekhan hoga ke unke kia rules he, or inme hame kse work karna he jese stop loss ka kia faida he ham unko stop to karege or ham loss se be bach sakte he magar inka tareeka kar kia he, unko ham kitna time stop kar ke rakhsakte he, ager ham inko ham long time kelye stop to nhi kar saktena ku ke long time stop hmare lye nuksan desakta he, forex trading me hagar ham loss ke time unko stop par rakhe ye inko ham safety toll be kehsakte he,
                        • #13 Collapse

                          Re: jaiza : stop loss ky faiday ?

                          Assalamu Alaikum ji han bilkul stop loss ke fayde Hain Stoppers to use Karke aap Jyada nuksan Se bachate Hain isliye apni trading strategy main aapko apni Har trade Mein Star Plus ka istemal karna chahie Kyunki stop loss ke liye aap Jyada nuksan Se Ban sakte hain yah trading tools bahut hi jyada benefit Dete Hain Jab aap trading Karte Hain To Ek Achcha aur professional trader Hamesha apni trading main ine chijon ko use Karta Hai jisse vah Kafi acchi training kar sakta hai to isliye Jab Bhi Aaj trading karne lage to usmein in trading to usko use karna bahut jaruri hai jisse aap nuksan se bachate hain aur ek acchi income Hasil kar sakte hain to isliye mehnat Karen aap kamyabi Hasil kar sakte hain
                          • #14 Collapse

                            Re: jaiza : stop loss ky faiday ?

                            Ji Assalam o Alaikum.!
                            Dear frienda Trading main stop loss ka buhat faida hota hay.jb hm trade start krty hain tu trade main hm stop loss ek limit pr ja kr set kr dain .Jb trade shuru hoti hay agr profit main jai tu thk hay lakin agr loss main aay tu jb stop loss wali limit pr loss ay ga tu trade stop ho jai gi aur hm ziyada loss say bach jain gay.
                            Thanks..
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: jaiza : stop loss ky faiday ?

                              Asalam o Alikum dear forex friends umeed karta hon kay ap sab theek hon gay jesa kay ham sab janty han kay forex ka business ak bahut he lajawab business ha is main kam karny kay leye hammy bahut sari mehnat ki zarorat ha is main jitni mehnat say kam kareen gay is main kamyaab ho sakeen gay forex main hammy bahut sary is kay ak he plate form pa jo kay mt4 ha is pa bahut sary tools deye hoyeen han jin say ham a[ni trade ko manage kar sakteen han isis tarha ak tool stop loss bhi ha ye hammy hamary loss ko manage karny say bacha saktaa ha is main hammy achy analysis kar kay trade lagani chahaeye or agr ye hamary analysis ghalat ho jayeen gay to is say hammy loss ho sakta ha ham is pa stop loss ko laga kay acha khasy loss say bach sakteen han forex main hammy utna he stop loss lagana chaheye jitna ham asani say mange kar sakeen or is ko kabhi bhi trading kay doran stop loss ko laga kay increase kabhi bhi na kareen
                               

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X