Re: jaiza:forex main kabhi bhi apne guess laga kar trading nahi karni chaheay.
Business mai guess ki tou gunjaish he nahi hoti kiyu kay business tou demand aur supply pay he chaltay hain. Cost price aur sell price say business mai profit aur loss ka pata chalta hai. Forex trading bhi aik business hai aur forex mai bhi trading guess laga kay nahi ki jaati aur na he ki jaa sakti hai. Forex trading aik total calculated business hai aur forex aik aisa business hai jiss mai kaam kerna guess lagaey baghair bhi bohat asaan hai. Market ki movements, trends, analysis aur lots kay saath her trader easily ye.unadaza laga sakta hai kay trade sell mai open hogi ya buy mai open hogi. Iss sarey tareeka kaar mai jo sub say achi baat yehi hai kay traders ko sirf apni learning aur knowledge ko improve kerna hota hai. Aur tarding bohat asaan ho jaati hai. Forex traders ko tukkay say kaam kernay say hamesha gurez kerna chaiye kiyu kay market mai tukkay nahi chaltay aur na he trading market mai undazay ya bay Sabri kaam kerti hai

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим