jaiza:forex main kabhi bhi apne guess laga kar trading nahi karni chaheay.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    jaiza:forex main kabhi bhi apne guess laga kar trading nahi karni chaheay.
    forex market aik logic pay chalti hai ham new trader forex main loss esi waja say karty hain jab apna guess laga kar aur apni he tarf say asy analysis karty hain jiss ki forex market main koi bhi value nahi hoti hai forex market main ju es ky bnay gay rules say un say he success milti hai ya es main ju price action aur indicator hoty hain un ko samajh kar kam karny say aur kisi achi aur strong logic ky sath kam karny say he ham ko success milti hai es lea forex main ap ko apni tarf say koi bhi apna idea nahi add karna chaheay forex main unhi chezon pay focus kar ky kam krna chahea ju professional trader karty hain kyon ky wo kamyab hoty hain ap ko bhi unhi ky method pay kam akr ky succes mil sakti hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: jaiza:forex main kabhi bhi apne guess laga kar trading nahi karni chaheay.

    Forex market 1 logic pay Chalti Hai Ham new trader Forex Mein loss Aisi vajah Se Karte Hain Jab Apna gas lagakar aur apni hi taraf se Aise analyses karte hain Jiski forex market mein Koi Bhi value Nahin Hoti Hai forex market mein jo Iske Banai banaenge Ruth se Unse hi success milati Hai yah ismein Jo price action aur indicator hote hain unko Samajh Kar kam karne se aur kisi acchi aur from logic ke sath kam karne se hi Humko success milati hai isliye Forex main aapko Apni Taraf Se Koi bhi apna Idea Nahin add karna chahie Forex main unhin chijon per Ho Karke kam karna chahie Jo professional trader karte hain Kyunki vah Kamyab hote hain aapko bhi unhin ke method per kam Karke success mil sakti hai
    • #3 Collapse

      Re: jaiza:forex main kabhi bhi apne guess laga kar trading nahi karni chaheay.

      Jab ham forex market main baghair kisi anayslsis ky kisi bhi pair main market ki next movement ko Gusess kerty hain tou agar achy analysis hon tou phir hamara guess bhi theak ho jata hai lekin agar ham baghair analysis ky guess kerty hain tou hamara guess kabhi bhi correct nehi hota ky hamain guess per kabhi bhi trade open nehi kerni chahiay guess Beshsk forex market main ham kisi bhi pair main lagaty hain tou market tou two main sy one direction main hi move kerti hai tou hamara guess theak bhi ho sakta hai lekin jab ham guess per trade lagaty hain tou ham bahot bara risk lety hain apni investment per tou hamain loss bhi ho sakta hai

      Hamain forex market main trade kerny ky liay sirf aur sirf trade achy analysis kerny ky bahd open kerni chahiay taky hamain forex market main trade kerny per sirf loss hi na ho hamain forex market main profit bhi sirf aesy hi hota hai jab ham forex market main achy analysis ker ky trade open kerty hain tou ham phir risk bhi achi amount main ky sakty hain ky hamain acha analysis kerny sy market ki next hony wali movement ka pata chal jata hai hamain phir guess per bhi achi trade kerty huey acha profit bhi hasil ho sakta hai

      Agar ham guess kerny ki bajaey achy analysis kerny ky bahd achi prediction ker ky trade open kerty hain tou hamain loss hony ky chances kam ho jaty hain aur acha profit bhi achi prediction per depend kerta hai ky market jab hamari prediction ky mutabiq move kerti hai tou hamain acha profit hasil ho jata hai lekin guess ker ky trade open kerny main bahot bara risk hota hai ky hamain guess per open ki jany wali her trade main loss hi hota hai
      • #4 Collapse

        Re: jaiza:forex main kabhi bhi apne guess laga kar trading nahi karni chaheay.

        G ha dear ye to ap ne bahot hi achi baat ki hai hum ko agar ais market mai kamyab hona hai to hum ko ais market mai plan bana lena chaye aor ais market mai trade lagaty waqat hum ko analysis karny chaye aus k hisab se hum jab ais market mai trade lagaty hai to ais market mai hum kamyab ho sakty hai kun k aus time hum ais market mai koi pattern dekh rahy hoty hai ya ais mai koi indicator use kar k ais market mai trade lagaty hai aor aus par hum ko zayda tar profit hi hota hai hum agar ais market mai sahe kaam na kary to hum ko ais market mai atna zayda faida ni hota agar hum ne ais market mai mehnat karni hai to hum ko ais market mai planing karni ho gi aus k baad hi hum ais market mai kamyab ho sakty hai aor ais market mai se paisa kama sakty hain.
        • #5 Collapse

          Re: jaiza:forex main kabhi bhi apne guess laga kar trading nahi karni chaheay.

          Ji han friend ap ki bt bilkal durst hy ham forex m trading krty hoay agr rules k mutabiq kam karan to hi hmary liay acha hy hamy chaiy k ham tukky bazi sy kam na lan or na hi apny oper depend karty hoay trade open karan balky hamy chaiy k ham technical analysis ko study kr k market ki movement ko achi tra dakh kr smj kr trade open karan jis sy hamy faida b hasil ho hamy trading m kbi b apny guesses ni lgany chaiyan q k forex aik difficult or risky business hy is m hamy jo b kam karna hy soch smj kr or smjdari sy krna hota hy hamy agr forex market m successful hona hy or acha kam krna hy to hamy is k liay mehnat b utni hi zyada karni ho ge
          • #6 Collapse

            Re: jaiza:forex main kabhi bhi apne guess laga kar trading nahi karni chaheay.

            Forex market ko srif study k base par hee samhja ja skta hain market ki up down movement ko taab hee samhj skty hain jab humaye forex ki market ki thori bhut knowledge ho is liay agr ap guess kartu hain bhi market ko to is ka mtlb hain ap ko idea hain market ka taab he guess kar rahye hain laken is guess ko direct real account par kbi bhi apply nahi karna chaia. Aksar members profir ki lalach mai real trading bina kisi khas knowledge k start karlyty hain jo k phr loss ki waja banti hain. Is liay sub say phly apni har strategy ho koe new ideas ho ya market ko lay kar ap ki prediction sub demo account par apply karna chaia phr us say successful hony k bad he real account par apply karna chaia.

            Forex market ko dehk kar us ki movement ko guess karna ek acha point hain negative point nahi hain is ka mtlb hain k ap ka full focus market par hee hain or ap bilkul active mind k sath market ko analysis kar rahy hain. Guess bhi knowledge ki base par hee kiya jata hain laken guess kary laken trading phly demo par kary phr real par.
            • #7 Collapse

              Re: jaiza:forex main kabhi bhi apne guess laga kar trading nahi karni chaheay.

              Guess laga kar trading karny ka faida es ley nahi key traders ko 100% umeed nahi hoti key es me profit ho sakta hay agar proper market ko analysis kia jaye aur wait karny key bad hi koi 1 be acha trade open kia jaye to traders ko 100% surety hoti hay key us ka trade profit de sakta hay, magar guess laga kar trade open kia jaye to esi trading 100% fail ho sakti hay aur traders emotional be esi tarha ki trading me ho sakty hey, anadzy ki trading kabi be kamyab nahi howi hay na kabi kamyab ho sakti hay, 100% conform ho kar hi koi trade open kia karen, guess laga kar trades open karny se apna hi nuksan hota hay kesi aur ka nahi na hi es tarha ki trading karny se market par koi asaar ho sakta hay.
              • #8 Collapse

                Re: jaiza:forex main kabhi bhi apne guess laga kar trading nahi karni chaheay.

                g main bhi app ki bat say agre karta hun ap nay bohut he achi post share ki hai main bhi esi waja say forex main boht loss kar chuka houn market main ham ko jab signal nahi mil raha hota ha tu ham aksar eh asy tuky say trade kar laity hain ju ky hamesha ham ko loss he daiti hai ager ap forex main asy kam karain gay tu ham ko loss he ho ga ager ham forex main achay signal ka wait kar ky phir order lgain gay tu phir he hum ko acha signal mil saky ga es lea forex main ap ko kisi achi strategy ko dekh kar order laina chaheay aur jab tak ap ko acha say acha signal na mil raha ho aur high accuracy wali trade na mil rahi ho tu tab tak ap ko order nahi lgana chaheay phir ap ko profit milny ka ziada chanse hota hai es lea market main saber ky sath wait kar ky order lain.
                • #9 Collapse

                  Re: jaiza:forex main kabhi bhi apne guess laga kar trading nahi karni chaheay.

                  Dear friend ap ny bilkal sahe kaha ha forex trading main humy proper money management or risk management sy trading karni chae ha proper analysis kar k trade open karny chae han humy kabi bi apny andaza ni lagana chae ha trading main hum jab bi trading karny gy to is ley humy humy apny account k mutabiq lots size select karna chae ha or phr us k mutabiq trading karni ho ge k forex trading main ache trading kar sakty han forex trading main jtni ache earning karni ha to humy proper analysis karny hon gy or is k mutabiq trading kar k hum kamyab ho sakty han jab tak hum log proper money management or risk management sy trading ni karny gy to hum kamyab ni ho sakty han
                  • #10 Collapse

                    Re: jaiza:forex main kabhi bhi apne guess laga kar trading nahi karni chaheay.

                    Dear member Jab Ham Forex trading mein new hote Hain to hamen chahie ki Ham senior traders aur aur experts ko follow Karen aur apni taraf se Koi prediction na Karen kyunki hamen market ka acche se ilam Nahin hota aur ham usmein loss utha sakte hain. Forex trading buniyadi taur per prediction ki buniyad per ki jaati Hai jitne bhi experts aur senior traders hote hain vah bhi guess lagate Hain yah prediction karte Hain ki next few hours Main yah days main market ki moment aise jayegi Magar ek baat Ka dhyan rakhiyega ki unki prediction kabhi bhi hundred percent true Nahin hoti kyunki prediction kisi waqt bhi change ho sakti hai aur market mein koi aisa fundamental effect a sakta Hai jiski vajah se market ki movement reverce Ho jaati Hai Magar phir bhi hamen chahie ki hamesha Trend ke sath trading Karen.
                    • #11 Collapse

                      Re: jaiza:forex main kabhi bhi apne guess laga kar trading nahi karni chaheay.

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: Umairforex پيغام ديکھيے
                      forex market aik logic pay chalti hai ham new trader forex main loss esi waja say karty hain jab apna guess laga kar aur apni he tarf say asy analysis karty hain jiss ki forex market main koi bhi value nahi hoti hai forex market main ju es ky bnay gay rules say un say he success milti hai ya es main ju price action aur indicator hoty hain un ko samajh kar kam karny say aur kisi achi aur strong logic ky sath kam karny say he ham ko success milti hai es lea forex main ap ko apni tarf say koi bhi apna idea nahi add karna chaheay forex main unhi chezon pay focus kar ky kam krna chahea ju professional trader karty hain kyon ky wo kamyab hoty hain ap ko bhi unhi ky method pay kam akr ky succes mil sakti hai.
                      Forex trading business Ek bahut hi Jabardast business hai agar ismein acche tarike se kam karna hai to Iske ko bhi follow karna hoga aur discipline ke sath ismein kam Karenge to bahut hi acchi earning bhi Hasil kar sakte hain Ek professional trader banne ke liye bahut jyada hardworking karne ki jarurat hoti hai aur Forex trading business mein jo log gasses per kam kar rahe hain vah Kabhi To Kamyab Ho Jaate Hain Lekin in regular basis per kamyabi Unka Mukaddar Nahin Banti isliye agar aap ko successful hona hai to Jyada Se Jyada foreign trading ka Achcha knowledge aur experience Hasil karna hoga Kyunki Jo acche knowledge or experience se kam Karta Hai vah Jyada acche tarike se Kamyab hota hai aur Jyada acchi earning Hasil kar sakta hai isliye first learning and earning yah Ek bahut hi acchi strategy hai
                      https://investsocial.com/ur/showthread.php...6#post10317876
                      • #12 Collapse

                        Re: jaiza:forex main kabhi bhi apne guess laga kar trading nahi karni chaheay.

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: Umairforex پيغام ديکھيے
                        jaiza:forex main kabhi bhi apne guess laga kar trading nahi karni chaheay.<br />forex market aik logic pay chalti hai ham new trader forex main loss esi waja say karty hain jab apna guess laga kar aur apni he tarf say asy analysis karty hain jiss ki forex market main koi bhi value nahi hoti hai forex market main ju es ky bnay gay rules say un say he success milti hai ya es main ju price action aur indicator hoty hain un ko samajh kar kam karny say aur kisi achi aur strong logic ky sath kam karny say he ham ko success milti hai es lea forex main ap ko apni tarf say koi bhi apna idea nahi add karna chaheay forex main unhi chezon pay focus kar ky kam krna chahea ju professional trader karty hain kyon ky wo kamyab hoty hain ap ko bhi unhi ky method pay kam akr ky succes mil sakti hai.
                        Ji ap nay bil kul thek bat ki hay main ap ki bat say bil kul agree karta hoon. Agar ham aisay traders ka mushahda karain jo Forex trading main fail hotay hain to un main ziada tadad aisay traders ki ho gi jo Forex trading main new hain jen ko Forex ka na to pori taran koi knowledge hota hay aor na hi achi learning hoti hay aor na hi un ko Forex trading ka koi khas experience hota hay woh bas apnay guess laga kar trading start kartay hain aor wrong trade open kar kay apni trade ko knowledge and experience ki kami ki wajah say loss kar bethtay hain es liay har new traders ko chahiay k woh guess kay sath trading karnay ki bajay full knowledge, learning and experience say trading start karay aor trading rules and regulation kay hisab say trading karay aor full market analysis kay sath trade open karain market kay trend ko khas tor par mad-e-nazar rakhay kabhi bhi market kay against trade open na ki jay es taran taqreban kamyabi kay chances barh jatay hain.
                        • #13 Collapse

                          Re: jaiza:forex main kabhi bhi apne guess laga kar trading nahi karni chaheay.

                          koi bhe kam guess lga k nhe karna chahye q k guess har bar kamyab nhe hota islye zrori hay k ap jo bhe kam kryin to lojic say kryin pehly us khail ko smjhin us kay rules and regulations ko follow kryin phr us ko kryin istrah ap ka fida hay .
                          AGAR APKO POST ACHI LGY TO FOREX MEMBERS LIKE TO KARTAY JAYA KRYIN
                          • #14 Collapse

                            Re: jaiza:forex main kabhi bhi apne guess laga kar trading nahi karni chaheay.

                            g han bhai jan ap ny bilkul sahi bat ki hai main apki bat se sehamt krta hun forex trdaing main jub hum trading karty hain hmain apni trading ko apny expiernce ki base par krna hota hai jis k liye hmain apni trdaing ko proper sikhny k bad krna chahye q k jub hmari trading bahtr hoti hai tab he hum apni trading ko abhtr kar skty hain jis trha aghr hum apni trading kar rahy hain tu kbhi bhi apny expiernce se zyda apni trading na karen q k jub hum apni trading ko tukky ki base par karty hain tab he hmain loss zyda hota hai tu aghr loss se bachna hai tu hain apni trading main achi trha soch smjh kar or planning kar k trading karni hogi js se hum apni trading ko kamyab bna skty hain or achi eraning kar skty hain es liye kbhi bhi guees lga kar trading na karen apko kuj bhi nahi mily ga apki trading se
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: jaiza:forex main kabhi bhi apne guess laga kar trading nahi karni chaheay.

                              g han bhai jan ap ny bilkul sai bat ki hai main apki bat se sehamt krta hun forex trading main kbhi bhi tukky ki base par trdaing nahi karni chahye q k jub humara aik tukka lag jata hai tu hmari trading ability buri trha mutasr ho jati hai hmra intrest ka level bhi low ho jata hai or hum har bar he yahi oschty hain k ab k bar bhi hmara tukka yah guess lag jay ag tu yah aik kamyab or achy trador ki nishani nahi hoti hai es liye hmain chahye k aghr hu forex main kamyab hona chahty hain tu hmain apni trdaing ability ko strng kar k kam krna hoga qk jub tak hum apni trading ability ko strong nahi kar lety hum tab tak achi trading nahi kar skty hain or na he hum kamyab ho skty hain es liye api trdaing karty waqt apni trading ability ko khas mind main rakh kar kam karen jis se ap kamyab ho skty hain or achi trdaing kar skty hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X