Equity and Spread main kia farq hay?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Equity and Spread main kia farq hay?
    Forex trading kay liay jab bhi kisi broker kay through real trading account open kia jata hay to waha ham aik term dakhtay hain Equity ki aor Spread ki maira ap sab say sawal hay k Equity and Spread main kia farq hay aor donon ki Forex trading main kia importance hay?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Equity and Spread main kia farq hay?

    Jab ham trade ker rehy hoty hain tou hamain investment per agar profit ya loss ho raha hota hai tou jo balance ky elawa amount hoti hai remaining amount ho ya profit ki waja sy balance sy zyada ho chuki Ho woh hamari equity hoti hai ya ham aesy bhi keh sakty hain ky jo hamary pas current time main actual balance hota hai open trade ky sath wohi hamari equity hoti hai jo investment balance sy kam bhi ho sakti hai aur zyada bhi ky running trade main profit aur loss hony ki waja sy equity bar bar increase decrease Ho rehy hoti hai jabky balance same hi rehta hai jab tak ham koi trade close nehi kerty
    Then spread broker ka commission hota hai ky ham forex market main jo bhi trade open kerty hain tou hamari trade kuch loss sy start leti hai aur woh spread ki waja sy hota hai ky hamari her open ki jany wali trade sy chahy us main hamain loss ho ya profit broker ny apna commission pehly hi ham sy ly lena hota hai so market main trade kerny ky liay jitni kisi pair main movement tez hoti hai itna hi uska spread bhi zyada hota hai tou kuch pairs main spread kam hota hai aur kuch main zyada ky trade open kerny sy pehly spread zarur check ker lena chahiay ky aesa na ho trads open kerty hi trade Bary loss sy start ho

    Hamain forex market main trade us pair main open kerni chahiay jis main spread kam sy kam ho ky bahot jald hamari open trade main spread clear hony ky bahd trade profit main chalna shoru ho jaey aur jab bhi koi trade open ho tou trade ko is terha sy continue Kia jaey ky hamari equity increase hoti rehy tab ham forex market main trade ker ky acha profit bhi hasil ker sakty hain warna achi management ky baghair hamain loss hi hota hai
    • #3 Collapse

      Re: Equity and Spread main kia farq hay?

      اصل پيغام ارسال کردہ از: ameer111 پيغام ديکھيے
      Forex trading kay liay jab bhi kisi broker kay through real trading account open kia jata hay to waha ham aik term dakhtay hain Equity ki aor Spread ki maira ap sab say sawal hay k Equity and Spread main kia farq hay aor donon ki Forex trading main kia importance hay?
      Dear friend ap ny both acha sawal kea ha forex trading main equity or spread both important han
      Equity
      Equity ap k account balance k mutabiq hoti ha means jab ap trading ni karty han or ap ki sari trade close hon to ap ka balance or ap ki equity same hoti ha jab ap koi trade open karty han to ap ki equity usi hessab sy kam hoti ha phr agr ap ko us trade main profit ho to ap ki equity ziada hoti jati ha or jab ap ko loss ho to ap ki equity or kam hoti jati ha means ye ap ki trade k sath kam ziada hoti ha ziada trade open karny gy to ziada kam ho ge or loss hua to or bi kam or agr profit hua to tohra ziada ho jay ge
      Spread
      Spread kisi bi currency pair ya metal main sell or buy value hoti han means ask and bid in price main jo difference hota ha wo spread hota ha ye different broker main har pair ka different hota ha jis broker main spread kam sy kam ho wo sab sy best hota ha is ley humy apna broker both samj k select karna chae ha
      • #4 Collapse

        Re: Equity and Spread main kia farq hay?

        Dear ap ny bot acha question kea hy forex m aquity aik main chez hy jb ham forex m trading krty han to hmara balance k ilawa jo hmary loss or profit hasil krny k bd capital hota hy wo aquity hota hy hmari aquity agr loss or profit k bad ya jo zyada profit ham hasil krty han wo b is m add kia jata hy or agr wo balance sy ziada ho or widrwable ho to usy ham niklwa skty han hmari jo aquity hoti hy wo loss k sth kam or profit k sath sath zyada hoti jati hy hmari aquity hy us ka sara daro mdar hmari loss or profit pr hota hy or spread jo ham trading m sell or buy krty han kisi b currency m difference hota hy spread hota hy hamy trading m apna broker bot soch smj kr select krna chaiy
        • #5 Collapse

          Re: Equity and Spread main kia farq hay?

          Dear sab se phly baat karty hai spread ki to ye ap account par jo bhi trade lagaty hai aus par ap ki trade start mai jo loss se open hoti hai wo spread hota hai aor her pair mai spread aleda hota hai agar ap ais market mai bari lot lagaty hai to aus par ap ko spread zayda dena hota hai kun k bari lot par ap ko profit aor loss zayda hota hai aisy hi agar ap lot kam lagaty hai to aus par ap ko spread kam dena parta hai ye spread broker k pass jata hai jis ki waja se wo hum ko sahult deta hai account open karny ki aor jaha tak baat hai equity ki to ais market mai humri trades agar profit mai ho ya loss mai ho aus k baad jo real state hoti hai wo equity hoti hai aor ais se hum ko pata chal raha hota hai k humry account ki abi kai state ja rahe hai hum profit mai hai ya loss mai chal rahy hain.
          • #6 Collapse

            Re: Equity and Spread main kia farq hay?

            dear yaha par forex markt me trading karny k liay apko chahy k sab say pehly apko basic chezon ka pta hona chaheay jaisa k ab is thread me apny 2 chezon ka pucha hey or me agar apko ink bary me thora sa bataon to wo kuch yu hey k 1: Equity ye wo raqam hoti hey jo k hamari trade k douran totall bqaya hamary pass bach jati hey jaisa k agar account me 500$ hen or hmari trade open hey market me trade thek trend par jaa rhi hey to phir agar hamrai trade 75$ profit me hey to hamray account ki equity 575$ hojaygi matlab k market k loss/profit ko jama kar k jo raqam bach jay usy equity kehty hen or ab 2:Spread is k bary me agar bat kren to ye market hamyn dete hey matlab k jis broker k through hum market me account open karty hen wo hamyn market k andar trade karny ki kitni ijazat deta hey usko hum spread kehty hen matlab k agar 500$ ka account hey to us par hum ziyada say ziyada kitny lot size ki trade open kar sakty hen wo hamary account ka spread hota hey.
            • #7 Collapse

              Re: Equity and Spread main kia farq hay?

              equity ka matlb hai ky ap ky pas kitna belence hai jiss say ap trade karty hain real main aur spread say murab jiss currency ki sell aur buy price main jitna fark hota hai us ko ham spread kehty hain yeh har broekr he charge karta hai jiss ki base pay broker chalta hai aur broker ap ko jiitni bhi service provide kar raha hota hai wo ap ky spread lay kar he ap ko uss ky badly main service day raha hota hai aur p ki trade market say krwa raha hota hai aur jesy jesy ap mt4 main order karty hain broker next uss ko pora karta hai jiss say ap ko forex market main online he order lay kar daita hai aur ap ka profit bhi withdraw karwa ky daita hai aur app ka deposit bhi broker ky through hota hai es lea ap ko acha broker choose karna ha tu isntaforex best ha sab sy.
              • #8 Collapse

                Re: Equity and Spread main kia farq hay?

                Dear equity aur spread ka apas me koch be relation nahi hay equity wo hoti hay jo app app money trade me invest kar lety ho to es me app key trade me profit ho ya loss ye balance app key equity me show ho raha hota hay jab key spread wo hay jo key pairs key buying aur selling prices me difference hota hay ye spread hi broker ki fees be hoti hay app ko buy karny key ley jo price milti hay ye selling price se kam hoti hay es waja se app ka har trade pehly loss me jata hay broker ki fees yahi se app key trade se charge ho jati hay, equity aur pair spread ko samjna to zarori hay magar es ka apas me relation bilkul be nahi hay.
                • #9 Collapse

                  Re: Equity and Spread main kia farq hay?

                  hamy buy or sell ky darmn waly spread ko watch kar ky kam karna ho ga pher he hum pasias kama saky gy forex aik acha business hain hum is mai live trading kar sakty hain hum is mai amount be invest kar sakty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kari sakty hain hum is mai bager pasiao ky account bana kr be kam kar sakty hain hum is mai agar lalchi ban ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai markte ka balm nahi hota forex mai hum pairs mai or cureency mai kam kari sakkty hain hum is mai agar kamyab hona chatey hain to hamy market ko analysiz karna chaye forex aik bohat bara ir acha business hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Equity and Spread main kia farq hay?

                    forex ma hamy ache quality ka kam karna ho ga pher he hum pasia kama saky gy forex aik online business hain hum is mai night mai be kam kar sakty hain hum is mai day mai be kam kaer sakty hain hum is mai apny boss ap he hoty hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy kuch be hasaol nahi ho ga forx aik asa business hain jo hamy learning be deta hain or hamy earning be deta hain hm gar mai bath kar is mai kam kar saktyh ain is mai kam karny ky liye hamy ksie beh office mai jany ke zarorat nahi hote hum isy apna life time career be bana sakty hain forex aik legal business hain hum is mai apny boss kud ap he hoty hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Equity and Spread main kia farq hay?

                      Dostou aap nay bilkul theek kaha dostou may b equity or spred k ouper kuch baatay share kerta hu. Dostou equity wo cheez hay k jub ham nay trade close ki hui hoti hay tou hamaaray balance or equity same show ho rai hoti hay or jub ham apni trade lagaa laytay hay tou ussi k hisaab say equity may b changing aa jaati hay matlub agar hamaari loss may hoti hay tou utna he farq equity may b aajata hay matlub wo balance say kam ho jaye ge or agar hamaaribtrade profit may hoge tou woi farq equity may aajaye ga matlub balance say ziada farq equity may show ho jaye ga ub doatou baat kertay hay soread k baaray may spread wo hota hay jub ham nay trade lagaani hoti hay tou ham currency pair or metal sub ki spreads dayki jaati hay jis currency or metal ki spread kam hoge ussi pay trade kerni best hoge hamaaray liaaye ussi may hamay faaida b hoga.
                      • #12 Collapse

                        Re: Equity and Spread main kia farq hay?

                        Equity aur spread dono bohot hi different hoti hein hamare pas jo real balance hota hey aur jab hum trade open kartey hein woh chahe loss mein jaye ya profit mein jaye us mein hamara jo real balance hota hey woh show ho raha hota he keh ap is time loss ya profit ke hotey huwe apka balance kitna ban raha hey usko hum equity kehtey hein jab keh spread usko kehtey hein keh jab hum koi bhi trade lagatey hein to broker ki taraf se aik commision charge hota hey jisko hum spread kehtey hein yeni keh agar hum 1 doller ki trade lagatey hein to is hisab se instaforex mein 3 doller ka commision cut hota hey aur yeh 3 doller jo cut hota hey isko hum spread kehtey hein.
                        https://t.me/pump_upp
                        • #13 Collapse

                          Re: Equity and Spread main kia farq hay?

                          Bhai jaan aapane bilkul theek baat ki hai main aapki baat se bilkul aagrah karta hun Agar ham log Is Tarah Se Kam Karte Hain To Ham Logon Ko fayda hota hai aur Market Mein Ham Logon Ko kamyabi Mil sakti hai Ham Logon Ko ISI Tarah Se Kam karna hoga Taki ham log bhi achcha profit Bana sake market mein aur fayda Haasil kar sake
                          • #14 Collapse

                            Re: Equity and Spread main kia farq hay?

                            Forex trading mein equity aapki remaining balance ki progress kyon karti hai jab aap koi bhi trade open karte hain to aapki remaining margin ko equity kaha jata hai free margin remaining varjan aur equity different hoti hai agar aapko trading market mein loss ho raha ho to aapki equity decrease hoti jaati hai jab ke agar apko trading market mein profit ho raha ho to aapki equity increase hoti jaati hai bakwas hai aapko trading market mein mehnat karna hogi aur is market ko samajhne ke liye proper guidance ki zarurat hogi gi isliye aapko maloom hona chahie ki currency pair jismein major currency pairs ka spread jyada hota hai minor currency pairs ka spread maximum 12 pip hota hai iske alava aapko trading market mein main double triple management strategies ko use karna hoga tab aap zeyada profit hassil kar paoge
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Equity and Spread main kia farq hay?

                              Dear friend equity or separate mein bahut jyada Fark Hai jaise ki equity Samrat aapke account balance kab Baki bacha Hua balance agritrading Karte Hain To usmein aap trade ke dauran Jitna loss mein chal raha hota hai aur uske alava Jitna Baki balance bacha hota hai to usko equity bolate Hain Apne account balance ko bache Hue account balance ko equity Kaha jata hai aur jab ke separate vah chij hai jo ke broker Commission Hasil Karta Hai matlab currency ke Darmiyaan Jo Fark Rakha Jata Hai vah broker Commission hota hai to usko separate bolate Hain To vah Har pair Mein alag spread hota hai joki broker Commission Kale Aata Hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X