Assalam o alaikum dear traders and members. Umeed hai aap sub bohat achay hongay. Hum ye baat baar baar kertay hain, suntay hain, likhtay hain aur parhtay bhi hain kay mehnat karain, hard work karain, hard work say success milti hai, mehnat say business acha hota hai aur isi Tarah ki bohat si Batain hain jo mehnat aur hard work kay barey mai hoti hain. Business mai mehnat kernay say waqai success milti hai aur is mai kisi kisam ka Shaq bhi nahi hona chaiye. Agar koi ye samajhta hai kay woh mehnat tou ker raha hai magar kaamyabi nahi mill rahi tou simple si baat yehi hai kay mehnat mai tasalsul nahi hai. Iss liye kaamyabi bhi kabhi milti hai aur kabhi nahi milti.
Forex trading mai maira personal experience hai kay Agar yaha mehnat ki jaey aur uss mehnat mai tasalsul laya jaey Matlab musalsal mehnat ki jaey tou kaamyabi bhi Mustaqil hoti jaati hai. Pak forex forum ho ya instaforex real account mai trading ho jab musalsal mehnat hoti hai tou uss ka poora poora phall bhi zarur milta hai aur mujhay ye zaati experience hai. Forex trading business ko aik achay professional ki Tarah join karain aur achay spirit kay saath mehnat karain to woh din door nahi jab contest mai acha prize bhi win ker laingay aur trading mai daily 8 say 10$ profit bhi laina shuru ker laingay. Sirf musalsal mehnat ko habit Bana lain aur Mustaqil kaamyabi smaitna shuru ker lain

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим