Jaiza : kai ham kamyab hony k liye apna goal ya target set krna chaye ya nahi ,;?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Jaiza : kai ham kamyab hony k liye apna goal ya target set krna chaye ya nahi ,;?

    g han bilkul bhai jan hmain apny kam ko pora kary or bahtr karny k liye apny kam k gal or targets set akrny chahye yah achi bat hoti hai laken os k liye ah bhiz arori hai k hum jo bhi planning karen apny kam ki osko pora bi karen qk jub hum apny kam ko set kar lety hain pher hum khud he os par aal nahi kar paty hain or khud he burdenise ho jaty hain month k alst main tu bahtr yahi hai k jo bhi targets or goals bhi set kiye hain wo lazmi pory karen ase ap apny kam ko aik ahtr discipline ks ath kar skty hain jis main apko apka faida bi ach amilta hai q k jub hum kam acha or nafees karty hain pher hmain fiad bhi acha milta hai or hum apny kam main kamyb bhi ho jaty hain tu haisha apny kam ko bahtr kar k karen aghr ap cahhaty hain k ap kamyb ho jaen
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Jaiza : kai ham kamyab hony k liye apna goal ya target set krna chaye ya nahi ,;?

      Asalam o alikum friend ap ny bot acha question kea hy ji han friend bilkal hamy apny kam k liay goals ya target set krny chaian achi or successful trading k liay planning b karni chaiy jb ham trading k liay koi goal ya target bnaty han to ham hr hal m unan achive krny ki koshish krty han or us k bd apni trading stop kar lyty han q k jitny profit ka target ham set krty han wo pora ho chuka hota hy apny targets or goals set krny ka sb sy bara faida ye hota hy k ham lalich sy bachy rahty han hmary andar lalich ni ata k ham zyada kmain ham sirf apny targets ko pora krty han hamy pory week ki trading ki planning phly hi kar lyni chaiy achi planning or goals set kr k hi ham kamyabi hasil Kar sakty han or zyada kmany k chkr m ham apna loss b ni kr skty
      • #18 Collapse

        Re: Jaiza : kai ham kamyab hony k liye apna goal ya target set krna chaye ya nahi ,;?

        Dear member business Koi bhi Ho us mein kamyabi Hasil karne ke liye hamen sab se pahle us business ke ek goal set karna hota Hai. Jiska buniyadi maqsad yah hota hai ki Ham apni tamam efforts laga kar voh goal achieve Karen. Aap aam taur per zindagi mein dekhen ki koi bhi exam hota hai ya koi bhi Hamin aik goal achieve karna hota hai to pahle target set Kiya jata hai ki humne yah target is point Tak achieve karna hai. Khas tour per Jab Ham trading kar rahe hote Hain to hamen trade lagane se pahle apna profit set karna hota hai ki kis point per ja kar market ko ham meet karenge aur uske bad apni trade close kar denge yah you aisa kaun sa point Hai ki market agar reverce hoti Hai to Ham phir bhi close kar denge. Entry kahan per karni hai exit kahan per karna Hai kitne pips profit lena hai yah sari chizen set karna goal kahlata hai.
        • #19 Collapse

          Re: Jaiza : kai ham kamyab hony k liye apna goal ya target set krna chaye ya nahi ,;?

          اصل پيغام ارسال کردہ از: SGMaina5 پيغام ديکھيے
          g members main is post k through ye poochna chati hun k kai hamain forex trading main kamyabhi hasil krny ke liye koi goal ya target set krna chaye ya nahi ap is bary main kai kahain gy ,mera ya ap se sawal ha ,kai ham target ko smany rakh kr kamyabhi ke kareeb ja skty hian ,ap is bary main kai kehty hain plz reply krain ,
          Forex trading business Ek bahut hi Jabardast business hai agar Ham is business Mein kamyabi Hasil karna chahte hain To Hamen bahut hi hard working se ismein kam karna hoga Kyunki simply Taur per agar aap Kisi Business mein kamyabi Hasil karna chahte hain to aap Jyada Se Jyada Usi Ki practis karte hain aur vah aapke liye bahut jyada iji ban jata hai isiliye scene members ki maximum post hoti hain ki aap Damoh account ko Jyada Se Jyada use Karen Taki aapko is business ki understanding ho jaaye aur Pata Chale ki market ki movement Kaise hoti hai isliye Hamen chahie ki Ham demo account per Jarur kam Karen aur is ko understand Karen demo account mein kuch jyada difference Nahin Hota simply demo account ki Adnan ko Ham Hasil nahin kar sakte baki sab Kuchh same hi hota hai Jaise ke real account Mein Hota Hai
          https://investsocial.com/ur/showthread.php...6#post10317876
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #20 Collapse

            Re: Jaiza : kai ham kamyab hony k liye apna goal ya target set krna chaye ya nahi ,;?

            Gee i janab yah bahut hi zaruri hai forex trading ke alava bhi kisi bhi business mein successful hone ke liye aapko planning karna hoti hai target banana hota hai apne goal setting karna hoti hai aur apni goal achieve karne ke liye aapko planning ke sath chalna hota hai efforts create karna hoti hai forex trading market mein aapko maloom hai ki risk management bahut important hai jab tak aapko market mein confirmation nahin mil jaati aapko trade lene ke liye confidential reporting process se guzarna hota hai real forex trading members agar aapko Pakistan forest form mein authenticated knowledge mil raha hai to aapko iski qadar karni chahie aur opportunity ko avail karte hue acche trader banane ki professional trader banne ki koshish karni chahie

            اب آن لائن

            Working...
            X