Jaiza : kai ham kamyab hony k liye apna goal ya target set krna chaye ya nahi ,;?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza : kai ham kamyab hony k liye apna goal ya target set krna chaye ya nahi ,;?
    g members main is post k through ye poochna chati hun k kai hamain forex trading main kamyabhi hasil krny ke liye koi goal ya target set krna chaye ya nahi ap is bary main kai kahain gy ,mera ya ap se sawal ha ,kai ham target ko smany rakh kr kamyabhi ke kareeb ja skty hian ,ap is bary main kai kehty hain plz reply krain ,
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza : kai ham kamyab hony k liye apna goal ya target set krna chaye ya nahi ,;?

    Jab ham koi goal set kerty hain tou ham usko achieve kerny ki koshish zarur kerty hain beshak kam is main mukamal kamyab na bhi ho lekin usko achieve kerny ka hamain idea bhi ho jata hai aur acha experience bhi hasil ho jata hai ky ham goal ko kis terha achieve ker sakty hain hamain forex market main bhi trading main kamyabi ko apna target bana lena chahiay jab ham apna target achieve kerny ki koshish kerty hain tou hamara trading experience bahot zyada increase ho chuka hota hai aur forex main tou experience hi hamari kamyabi hai ky Jitna zyada ham ny forex market main trading ka experience hasil ker lia utna hi acha hamain forex market main trading ker ky profit hasil hota rehy ga so agar ham kamyabi as a target achieve kerny ki koshish kerty hain tou ham kamyabi hasil kerny ky liay tamam options ko use kerty hain ky kon kon sy factors hain jin ki waja sy market move kerti hai tou jab ham complete learning ker lety hain tou hamain forex market main real account sy trade kerty huey phir loss bahot kam hota hai aur zyada trades main ham acha profit hasil ker lety hain
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza : kai ham kamyab hony k liye apna goal ya target set krna chaye ya nahi ,;?

      Dear hum agar ais market mai kaam karty hai to aus time hum ais market mai aik plan banaty hai k hum ne ais market mai kitna risk lena hai aor aus k sath hum ne apni trades par kitna profit lena hai agar hum ais market mai apna weekly target rakh lety hai to hum ko ais mai ye pata hota k hum ne jo trades lagani hai wo kitni hai aor ais mai humra target kitna reh gia hai aus k hisab se hum ais market mai risk lety hai agar hum ais market mai mehnat karty hai aor ais mai apny account k hisab se target set karty hai to aus se hum safe reh k ais market mai kaam kar sakty hai aor asnai se apna target pora kar k account growth kar sakty hai agar hum ne ais market mai kamyab hona hai to hum ko ais market mai plan k hisab se kaam karna chaye.
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza : kai ham kamyab hony k liye apna goal ya target set krna chaye ya nahi ,;?

        Dear kamyab hony key ley hi goal ko det kia jata hay agar app ne goal set hi mind me nahi kia hota to app risk aur reward ratios ko define nahi kar sako gey aur esi waja se es ka effect app ki kamyabi par be ho ga, jo traders 1 dafa apna goal set kar key trading start karty hey to un ko kamyabi hasil karny key ley etni zeyada mehnat nahi karna hoti jetni key goal set na karny waly traders kar sakty hey, ham sab ki koshish yahi honi chaye key fist of all small profit ka goal set karen jesy jesy experience me ezafa hota jata hay profit goals ki limit me be ezafa kar leni chaye.
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza : kai ham kamyab hony k liye apna goal ya target set krna chaye ya nahi ,;?

          forex aik bahtren business hain hum is mai agar success gan karn chatey hain to hamy learning gain karne ho ge hamy aik target bana kar kam kaerna ho ga pher he hum pasia kama saky gy forex aik acha business hain hum is mai apne marzse sy time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai agar bager learniing ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi htoa forex kabe be band na hony wala business hain hum is mai apny boss ap he hoty hain yai aik asa business hain jo hamy learning be deta han or hamy earning be det ahain hum is mai agar lalchi ban ky kam kary gy to hamaara account banned ho jy ga forex aik acha busienss hain
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza : kai ham kamyab hony k liye apna goal ya target set krna chaye ya nahi ,;?

            forex trdaing main planning ki boht ahiyat hai or aghr hum apny kam ko plan kar k katy hain tu hum such main miyari kam kar skty hain jis main hmain kmayabhi milny k chnacse bhi zyda hoty hain es liye aghr hum kisi bhi trha ka koi goal set karty hain ya pher koi traget set karty hain tu yahi hmari aik trha se palnning hai jis k according hmain lgta hai k hum apny kam ko bahtr bna ksty hain es liye hmain chahye k huma yse kam karenq k jub tak kisi bhi kam ko karny ka plan nahi hota tab tak hum apni trading main kamyb nahi ho skty hain or hmain kbhi acha prifit bhi nahi milta hai tu pahly apny kam ko target par set karen pher otna he daily base par kam karen jitna hmara set kiya gya target hai or aghr hum ny posting ka target kiya hai tu so ko bhi soi k lehaz se kam karen or aghr trading se reagerding koi targets et kiya hai tu so main bhi otan he kam karen jitna hum ny tardgert set kiya hai ayse hum kamyab ho skty hain
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza : kai ham kamyab hony k liye apna goal ya target set krna chaye ya nahi ,;?

              agar hum success gain karna chatey hain to hamy taregt bana kar kam karna ho ga forex aik acha business hain hum is ma mahnet kary gy to hamy mahnet hasial ho jy ge forex aik acha business hain hum is mai mahnet kary gy to he hum pasia kama saky gy hum is mai night mai be kam kar sakty hain hum is mai day mai be kam kar sakty hain hum is mai bager pasiao ky account bana kar be kam kar sakty hain yai aik asa bussiness hain jo hamy learning be deta han or hamy earning be deta han hum is mai out off cost account ban kar be kam kar sakty hain forex aik legal business hain hum is mai free account bana kar be kam kaeer sakty hain
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza : kai ham kamyab hony k liye apna goal ya target set krna chaye ya nahi ,;?

                Goal ya target set karne se hum yaqinan bohot hi achi trha se kamiyab ho saktey hein kion keh agar hum koi bhi kam baghair goal ke kartey hein to phir us mein hamko woh khatir khwa kamiyab nahin hoti hey jisko hum hasil karna chahtey hein ya jiski hum justuju kartey hein isliye hamen chahiye keh hum apne liye aik acha goald set karen aur jab hamare pas koi target hota hey to hum usko achive karne kelie kafi ziada koshish kartey hein aur wohi koshish hi phir hamen aik acha trader banati hey aur is trha se hum mazed agey barhtey jatey hein aur is business mein achi trha se successful ho tey jatey hein isliye hamen always aik achy target ko set karke hi is mein work karna chahiye.
                https://t.me/pump_upp
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza : kai ham kamyab hony k liye apna goal ya target set krna chaye ya nahi ,;?

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: SGMaina5 پيغام ديکھيے
                  g members main is post k through ye poochna chati hun k kai hamain forex trading main kamyabhi hasil krny ke liye koi goal ya target set krna chaye ya nahi ap is bary main kai kahain gy ,mera ya ap se sawal ha ,kai ham target ko smany rakh kr kamyabhi ke kareeb ja skty hian ,ap is bary main kai kehty hain plz reply krain ,
                  Forex trading in hi Duniya ke kisi bhi business Se Hi Logon Ko Kamyab hote hain aur acchi running Karte Hain Jo starting Se Hi Apne Gol Banakar is business Mein kaam karte hain Kyunki Jab Ham Ek target ko set kar lenge To Hamara mind bhi set ho jaega aur ham Uske mutabik Hi Kam Karenge aur Forex trading Jaise critical business Mein Apne target set karna bahut jyada Jaruri hota hai aur jab Hamara target hit ho jaaye To Hamen chahie ke Jyada Ki lalach Na Karen Walke is Jitna Mil Gaya Hai use Mein Hi Shukar Karen aur next trade Lagane se pahle Apne profit ko withdrawal kar wale Neta ke Majeed profit Ke Chakkar Mein pahle Jo Mil Gaya Hai use se hath na dhone pad jaen
                  • #10 Collapse

                    Re: Jaiza : kai ham kamyab hony k liye apna goal ya target set krna chaye ya nahi ,;?

                    yes dear hamy kamyab hony ky lea pehly say he apny target set karny any chaheay aur ap ky pas aik acha plan hona zrori hai kyon ky plan kar ky he ap kisi bhi field main success haisl akrty hain forex bhi aik asa business hai jiss main ap ko plan akrny ky bad he kamyab milti hai es lea forex market main aik plan bana lain phir uss ky mutabik apne target rakh akr kam akrain ager ap ka forex main koi bhi plan nahi ho ga tu ap ka fail hony ka plan ho ga es lea plan lazmi bnaain chahy ju kuch bhi ho jaiy plan ky bgair forex main kamyabi haisl karna bohut he mushkil hota hai balky ager ham yeh kahin ky plan ky bgair kamyabi haisl karna na mumkin hai tu yehi thek rahy ga es lea apna pehly aik goal aur plan set akrain phir forex main uss ky mutabik kam karain.
                    • #11 Collapse

                      Re: Jaiza : kai ham kamyab hony k liye apna goal ya target set krna chaye ya nahi ,;?

                      Target ya goal kay baghair koi bhi kaam kerna aisa he hai jaisay Hawa mai teer chala Dia jaey aur nishana koi nahi ho. Agar koi kaam target ya goal Bana kay kia jaey tou he uss ka faida hota hai baghair goal ya target kay kia faida ho sakta hai? Business koi bhi ho wo kisi maqsad ya target kay saath he shuru kia Jata hai jaisay kay koi daily income target ho sakta hai, monthly income target, profit target waghaira waghaira. Forex trading business ko hui kisi na kisi target kay saath he shuru kerna chaiye kiyu kay target kay baghair forex trading business mai wo charm aur maza nahi aey ga jo hum chahtay hian.

                      Forex trading mai kaamyab honay kay liye koi target zarur Bana laina chaiye aur ye target pehlay dinn sy humain pata hona chaiye. Target ka Matlab goal set kerna hai Matlab traders ko ye pata ho kay unhoo nay demo mai kitni practice kerni hai aur real trading Kab shuru kerni hai aur kitni trading daily kerni hai. Kitna lot size rakh kay kitnay daily profit kay liye trading kerni hai. Iss Tarah aik goal set ker kay usay poora kernay kay liye jab trading hogi tou kabhi bhi over trading nahi hogi aur na he laalach ya greed ka khayaal aey ga
                      • #12 Collapse

                        Re: Jaiza : kai ham kamyab hony k liye apna goal ya target set krna chaye ya nahi ,;?

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: SGMaina5 پيغام ديکھيے
                        Jaiza : kai ham kamyab hony k liye apna goal ya target set krna chaye ya nahi ,;?<br />g members main is post k through ye poochna chati hun k kai hamain forex trading main kamyabhi hasil krny ke liye koi goal ya target set krna chaye ya nahi ap is bary main kai kahain gy ,mera ya ap se sawal ha ,kai ham target ko smany rakh kr kamyabhi ke kareeb ja skty hian ,ap is bary main kai kehty hain plz reply krain
                        Ji han ap nay bil kul thek kaha hay. World main koi bhi kam aisa nahi hay k es main target set kiay baghair koi khas kamyabi hasil ho jay agar kuch hasil hota bhi ho ga to limited chand dinon kay liay yehni har business main businessman ko aik target and goal ko set kartay howay kam karna hota hay aor esi hisab say earning karna hoti hay esi taran others business ki taran Forex trading bhi hay jes main traders ko kamyabi esi taran hasil hoti hay k woh apni har trade main aik target ko set karain aor phir usay achieve karnay kay liay bohat ziada koshish karain aor mehnat karain kun k es taran goal ko set kar kay trading karnay say trader ka aik hi maqsad hota hay k woh kamyabi hasil kar kay apnay target ko achieve karay aor woh apnay maqsad ki taqmeel kay liay Forex ko achi taran analysis kar kay hi start kartay hain aor es taran woh kamyabi bhi hasil kar laitay hain es liay har trader ko target ko set kar kay hi trading karni chahiay.
                        • #13 Collapse

                          Re: Jaiza : kai ham kamyab hony k liye apna goal ya target set krna chaye ya nahi ,;?

                          Bhai mere khayal se to jese zindagi mein kamiyab hone ke liye ek purpose hona zaruri hai usi tarha agar ap trading mein bhi ek realistic target set kare ge to us ko achieve karne ke liye mehnat kare ge aur ek acha plan kar ke us ko pura karne ki koshish kare ge to lazmi kamiyab honge.
                          • #14 Collapse

                            Re: Jaiza : kai ham kamyab hony k liye apna goal ya target set krna chaye ya nahi ,;?

                            g bilkul bhai jan forex trading main aghr hum apny kam ka time table bn akar or targets set kar k kam karen tu hmai kafi tension dodor ho jati hai q k aik tu es main deciplin paida ho jata hai or aik hum apni rading k kamon ko bari achi trha se kar skty hain es liye ap ko chahye k hum apni trading main aghr acha profit gain karty hain tu hmain apni trading ko achy goals or targets ks ath trading karni chahye jiss se hum apni trading ko bakhobhi kar skty hain targets or goals set karny se hmary kam ka buden bhis hare ho jata hai or hum apny kam ko bhi aba sani kar skty hain or hmain loss bhi kam hota hai targets set kar k chor he nahi deny chahye os ko follow bhi krna hota hai warna hmain loss hony k chnaces zyda ho jaty hain q k baz okat bohts e mambers ayse hoty hain jo plalnning tu kar ley hain laken un par amal nahi karty hain tu jo target or golas set kiye hai wo achive bhi karen
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Jaiza : kai ham kamyab hony k liye apna goal ya target set krna chaye ya nahi ,;?

                              dear forex markeet main success hona koi aik adh din ka kaam nai hay k ham thori c mehnat karain aur thoray say lose ki bardasht krtay huvay ham success ho saktay hain ,forex markeet ko samjhnay k liye aur is say achi earning k liye hamko bahut sara time chaye hota hay jisk baad ham agar is kabil ho jatay hain k ham jo jo targets banayen us say ham pooray utar sakain us k liye sab say ziada important hay ham apnay experience ko test karain aur jub ham us main success ho jayen tab he ham ko aisi invest krni chaye jis say ham kamyaabi k liye aik khaas risk lain jo hamari life ko he change kr day usay ham yeh keh saktay hain k ab ham koi aisa targets bana kr kaam karain jo hamko forex markeet main success dila sakay.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X