Jaiza:trend ky against kabhi bhi signal milny par trade na karain.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza:trend ky against kabhi bhi signal milny par trade na karain.
    friends forex aik trend main movement karti hai aksar new trader ya jin ky pas kam experience hota hai wo es chez ko samjh nahi paty hain wo sirf apni strategy ky pechy he llagy hoty hain jidher ko strategy signal udher he market main trade kar daity han mager wo trend ko chek he nahi karty hain jiss waja say wo loss karty hain aur phir apni strategy ko galt samjh kar us ko chor daity hain forex main tab tak ap ki koi bhi strategy kam nahi karain gee jab tak ap us ko trend ky sath attach kar ky nai chalain gay es lea mera ap sab tarders ko yehi advise hai ky hamesha trend main reh kar aur trend ki tarf ager ap ki strategy signal tu tab trade karain otherwise ap trade na karain wo trade ky fail hony ky chanses ziada hoty hain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza:trend ky against kabhi bhi signal milny par trade na karain.

    G ha dear ye to ap ne sahe kaha hai k hum ne agar ais market mai kama karna hai to hum ko ais market mai sab se phly ye dekhna hai k hum ais market mai jo trade laga rahy hai wo trend mai hai ya nai kai dafa market trend ki retracement leti hai aor aus time hum ko moka milta hai short trade lagany ka magar aus mai hum agar koi trade lagaty hai to aus mai hum ko thora sa profit le k side par ho jana chaye agar ap ais market mai mehnat karty hai to ap ko ais market mai kafi zayda faida ho jata hai ais market mai ap agar trend k sath kaam karty hai to ais mai trade ko jitna chaye hold rakh sakty hai market ap ko zayda hi profit deti hai agar ap ne ais market mai kaam karna hai to ap ko ais mai trend k hisab se kaam karna hota hai.
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza:trend ky against kabhi bhi signal milny par trade na karain.

      Dear market trend ko jab tak indicators clear nahi kar lety ya conform nahi kar lety tab tak indicators fake signals de sakty hey koi esa indicators nahi jo market trend conform hony key bad be opposite direction me signal de, best indicators wo hoty hey jo bahot jald market trend ko identify aur conform karny ki ability rakty hey, esy bahot se indicators be hey jo bahot let signals provide karty hey esy indicators ko acha nahi samja jata hay aur na hi signals ko ehmeyat hasil hoti hay, best indicators ki searching demo account me hi ho sakti hay.
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza:trend ky against kabhi bhi signal milny par trade na karain.

        Trading trend ko Forex trading mein bahut ahmiyat hansil hoti hai, kyon ki trend ki buniyad per hi Ham apni tamam trade place karte Hain Jo ki Ham muktalif indicators ki madad se Hasil karte Hain yah sometime trend kisi news yah press release ki wajah se bhi develop hota Hai. Hamesha koshish karen ke trend ke sath trade place Karen kyunki trend long time tak Maintain rahata hai aur apni movement jari rakhta hai agar aap ne trend ke opposite mein tradeplace Kar Di to aap ko nuksan bhi zyada ho sakta hai aur aapko market ke reverce aane ka kafi waqt intezar karna parega jis se aap ka capital bound ho jaega aur aap trading nahin kar saken ge.
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza:trend ky against kabhi bhi signal milny par trade na karain.

          Trend ke Khilaaf kabhi na Jayen:

          Apne bohot hi achi bat ki hey aur waqai is mein koi shak nahin he keh is business mein bohot sarey traders aisey hi hein jo keh trend ke against bhi trades laga letey hein aur woh just apni strategy ke pichey hi lagey hotey hein unko yeh samajh nahin arahi hoti keh koi point aisa bhi hota hey jahan par just trend hi chalta hey wahan par koi aur strategy chalane ki zarurat hi nahin hoti hey

          For Example:

          Bohot sarey traders aisey bhi hein jab Market bohot hi ziada Up ya Down chali jati hey to woh Nichey se Buy Buy & Buy kartey jatey hein aur Uper se Sell Sell & Sell kartey jatey hein jabkeh trend abhi Continue chal raha hota hey lekin woh is chez ko nahin dekhtey hein woh samjhtey hein keh market abhi reverse hogi lekin wohi pata chalta he keh unka account wash ho jata hey. isliye hamen always Wait karna chahiye aur agar market kisi bhi Continuation trend ko start kar le to hamen us time tak next trend banne tak wait kar lena chahiye to hum is mein kamiyab ho saktey hain.
          https://t.me/pump_upp
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza:trend ky against kabhi bhi signal milny par trade na karain.

            ji mere Bhai aapane bahut achcha sawal Kiya trading trading forex ko reading mein bahut hoti hai kyunki trend ki buniyad per hi Ham apni tamam tradeplus karte Hain Jo ki Ham Muslim indicator ki madad se hasil karte hain yah sometime ki news ki wajah se hota hai hamesha koshish karengeaapko market ke train ke hisab se job news Mili hai uske hisab se trailer gadi chahiye akela uske hisab se nahin lagaenge aur aapko loss ho jata hai to aapko barkat ke bag aane per kafi time lagega aur aap ko kafi wait karna padega kafi intezar karna padega jiski vajah se aap ka capital kaun hoyega aur aap ki training nahin kar sakenge isiliye aapko train ke sath chalna chahie Taki aap ek achcha profit hasil kar sake bahut sare aise bhi hai Jo market bahut hi chali jaati hai to niche se bye-bye aur bike aate jaate Hain aur upar se jaate Hain
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza:trend ky against kabhi bhi signal milny par trade na karain.

              g han bhai jan ap ny bilkul sahi bat ki hai main apki bat se agree krta hun forex trdaing main aghr hum sigal par trading kar rahy hain tu hmain khud hi aik bar maret ko chek kar lena chahye q k baz okat hmai jo signal mil rahy hoty hain wo 100 percent sahi bhi nahi haiin tu hmain apni trdaing ko ayse karna chahye k hmain market k chnage hony par loss na ho or hum apni trdaing main loss ko face na karen tu es k liye sub se best yahi hai k hum aghr apni trdaing kar rahy hain tu hmain chahye k hum aphly apni trdaing k liye market ko achi trah se analysis karen os k bad marke k tred k hisab se trading karenq k jub ak hum market ko follow kar k trading karty rahty hain tab tak hum achi trdaing kar skty hain lake jub hum api trading main tukky ki base par bhi trdaing karty hain tu humain trading ka kabhi bhi acha kowlege nahi milta hai or nas he hmaara acha khasa expiernce ban pata hai tu apni trdaing ko market k hisab se achi trha anlaysis kar k karen ta k loss hony ki gunjaish he na rahy
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza:trend ky against kabhi bhi signal milny par trade na karain.

                Forex trading business mai news aur signals ka bohat ziada role hai lakin uss mai aik baat jo ziada important hai wo ye hai kay konsa signals theek hai aur konsa fake hai,kon si news apna impact ya asar daley gi ya nahi daaley gi. Traders ko inn sawaalo ka jawaab signals aur news pay trading haasil kernay say pehlay he ker laini chaiye. Traders ko chaiye kay signals aur news ko verify kia karain aur forex trading business mai signals aur news ko verify kernay kay liye trading terminal mai time frames ko use kerna bohat acha hai. Jab koi expert trader ya expert traders ka group koi signal daita hai kay market ka kon sa pair ya commodity kiss taraf move banaey gi tou usay recheck kernay kay liye signal ya news ki price limits ko time frames mai big time frame select ker kay past ki movements say verify ya tele ker kay signal kay sahi ya ghalat honay ka undza kia jaa sakta hai. Aur traders ko aisa kerna bhi chaiye takay kisi signal ya news ki wajah say trade open kertay huay unhain koi hichkichahat na ho aur unhain us trade say profit bhi ho sakey

                اب آن لائن

                Working...
                X