friends forex aik trend main movement karti hai aksar new trader ya jin ky pas kam experience hota hai wo es chez ko samjh nahi paty hain wo sirf apni strategy ky pechy he llagy hoty hain jidher ko strategy signal udher he market main trade kar daity han mager wo trend ko chek he nahi karty hain jiss waja say wo loss karty hain aur phir apni strategy ko galt samjh kar us ko chor daity hain forex main tab tak ap ki koi bhi strategy kam nahi karain gee jab tak ap us ko trend ky sath attach kar ky nai chalain gay es lea mera ap sab tarders ko yehi advise hai ky hamesha trend main reh kar aur trend ki tarf ager ap ki strategy signal tu tab trade karain otherwise ap trade na karain wo trade ky fail hony ky chanses ziada hoty hain.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим