agar hum forex mai trading karna chatey hain to hamy stop loss ko use karna ho ga pher he hum kam kar ky earning gain kar saky gy stop loss hamara account ka safe gurad hain hamy is ko kabe be ignroe nahi karna chahey yai hamy loss sy bachta hain forex aik acha business hain hujm is mai raat mai be kam kar sakty hain hum is mai din mai be kam kar sakty hain hamy aik time table bana kar kam karna ho ga forex aik bojhat bara business hain hum isy apna life time career be bana sakty hain yai buisness pakistan mai legal ban cuka hain hum isy apna life time career be bana sakty hain agar hamray pass pasia nahi hain to hamy bager pasaio ky account bana kar is mai kam kar sakty hain
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим