jaiza : stop loss hamary account ka safegurd hain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    jaiza : stop loss hamary account ka safegurd hain
    agar hum forex mai trading karna chatey hain to hamy stop loss ko use karna ho ga pher he hum kam kar ky earning gain kar saky gy stop loss hamara account ka safe gurad hain hamy is ko kabe be ignroe nahi karna chahey yai hamy loss sy bachta hain forex aik acha business hain hujm is mai raat mai be kam kar sakty hain hum is mai din mai be kam kar sakty hain hamy aik time table bana kar kam karna ho ga forex aik bojhat bara business hain hum isy apna life time career be bana sakty hain yai buisness pakistan mai legal ban cuka hain hum isy apna life time career be bana sakty hain agar hamray pass pasia nahi hain to hamy bager pasaio ky account bana kar is mai kam kar sakty hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: jaiza : stop loss hamary account ka safegurd hain

    Stop loss hamary ley bahot hi useful hota hay es tools ka use karna easy be hay aur bahot hi important be hay ham agar ghalat direction me kesi be lot size ka order place karen aur ham ne stop loss use kia ho to hamy ye confidence hota hay key hamy es order ki waja se zeyda loss nahi ho sakta, esy traders ghalti hi karty hey jo stop loss jesy tool ko es waja se use nahi karty key un ka order kahi loss me close na ho saky mery khayal me kam loss face karna behtar hay big loss se profit earn karny key chakar me hamy ye nahi sochna chaye key hamara order stop loss ki waja se negative balance me close ho jaye ga.
    • #3 Collapse

      Re: jaiza : stop loss hamary account ka safegurd hain

      Stop loss ik metatrader ka tool hy jiski wja sy ham trade ko sfe kr lety hain. Is mn ham mony management krty hain. Trde mn lot ka hisab kgaty hain or value set krty k agr trade ghlt lag jaye to is sy zyada loss na ho to ye hmary account ko khali hony sy bchata hy ni to gjkt yrade sy account empty bhi ho jata. Ye biht hi usefull tool hy k hamen phir hr wqt bethna ni orta k kahen zyada nuqsan na ho jaye ya ham kahen bussy hon to trade ko cut na kar saken to ye hmari trade ko auto end kr deta hy. Is tiol ka use hnen lazmi ana chahye.
      • #4 Collapse

        Re: jaiza : stop loss hamary account ka safegurd hain

        G ha dear ye to ap ne bahot hi achi baat ki hai k hum agar ais market mai kaam karty hai aor ais mai hum ne apna account safe rakhna hai to aus k liay hum ko ais market mai apni her trade k sath stop loss use karna chaye agar hum ais market mai stop loss k baghair kaam karty hai to ais market mai loss kar sakty hai ais market mai hum ko agar acha kaam karna hai to hum ko ais market mai ye dekhna hai k hum ais market mai money management k hisab se ais market mai trade lagye kun k hum agar ais market mai lot choti lagaty hai aor trade k sath stop loss use karty hai to aus par hum ko agar loss ho bhi jata hai to atna zayda ni hota jis se humra account ka bahot zayda loss ho ya aus loss ko recover karna masla ho.
        • #5 Collapse

          Re: jaiza : stop loss hamary account ka safegurd hain

          Forex trading mein Stop loss ko bahut ziada ahmiyat hasil hoti hai, stop loss trading me isliye use Kiya jata hai ki Jab hamari prediction galat Ho jaati Hain aur market ki movement reverce shuru Ho jaati Hai to stop loss hamari trades ko bolke hamare capital ko secure rakhta hai. Agar aap ki prediction galat ho jaati hai aur aap ne stop loss nahin lagaya woh to us se yah ho sakta hai ki aap ko ziada nuksan uthana par sakta hai. Stop loss ko lagate hue sirf ek chess Ka khyal rakhen ke market ki movement jitni frequent up and down ho rahi hai us range se dur lagain. Hamesha koshish karen ke stop loss ke sath take profit bhe use Kia Karin.
          • #6 Collapse

            Re: jaiza : stop loss hamary account ka safegurd hain

            one of the most important tenets of a successful trader is to limit the losses in such a situation, and the way to do that is by setting a stop loss. For novice traders, stop loss is a price at which you exit your trade when it turns against you.thanks
            • #7 Collapse

              Re: jaiza : stop loss hamary account ka safegurd hain

              Ham Logon Ko stop loss ko istemal karna chahie Agar ham log stop loss ko istemal Karte Hain To isase Ham logon ko bahut hi jyada fayda hota hai aur ham log Apne account ko bacha kar Rakh sakte hain Varna Hamara Daur bhi Baj ho sakta hai
              • #8 Collapse

                Re: jaiza : stop loss hamary account ka safegurd hain

                Stop Loss:

                Forex business mein Stop Loss ka jitna ziada importance hey woh shahid aur kisi bhi tools ka itna ziada importance nahin hoga, Kioun keh Stop Loss hamarey risk ko bohot hi ziada kam kar deta hey aur jab hum Stop Loss ko laga kar koi bhi trade kar rahey hotey hein to hum bilkul safe hotey hein aur yeh waqai hamara Safeguard bana hota hey, is trha se jo log bhi forex business mein Stop Loss ka istamal nahin kartey hein to woh kisi na kisi time kisi bhi barey loss mein phans jatey hein aur phir aisa phanstey hein keh wahan se nikalna unkeliye bohot hi ziada mushkil ho jata hey aur phir apna account bhi wash kar bethtey hein isliye jab hum Stop Loss ko use kartey hein to hum utna hi Stop Loss lagatey hein jitna keh hum Loss ko efford kar saktey hain aur hamen loss hota bhi utna hi he jitna keh hum usko efford kar saktey hain. aur is trha se hum always safe hi rehtey hein.
                https://t.me/pump_upp
                • #9 Collapse

                  Re: jaiza : stop loss hamary account ka safegurd hain

                  Asalam o alikum friend ap ny bilkal tek kaha hy m ap sy agree karta hon forex trading jasa k aik behad risky business hy is m hamy trading karty hoay stop loss ka istmal krna ho ga stop loss waqai m hmari investment k liay aik safe guard ka kam karta hy q k ye hmary account ko wash hony sy bchata hy agr hamy forex trading main successful hona hy or market m in rahna hy to hamy apni trading m stop loss ka istamal lazmi karna chaey forex trading aik bot bara or international business hy ye aik unique business hy jo k kbi b bnd na hony wala business hy ham is m achi earning or learning dono hasil kr skty han forex trading main ham part time b or full time m b kam kr skty han ye hamy bahtreen earning frahm krta hy
                  • #10 Collapse

                    Re: jaiza : stop loss hamary account ka safegurd hain

                    ji haan mere Bhai aapane bilkul theek kaha jab bhi Ham trading karte hain ya koi bhi Ham load set select karke apni trade co open karte Hain to hamen chahie ki Ham ismein stop loss jarur lagaen agar Ham stop loss use nahin karenge to isase hamen loss ho sakta hai isliye hamen is mein chahie ki Ham stop loss ko apni trade mein aadmi use Karen agar Ham isko use nahin karenge to hamara lo jyada bhi ho sakta hai aur hamara kaun was bhi ho sakta hai isiliye ek successful aur ek accha trade hamesha stop loss ka istemal karta hai aur hamen bhi stop loss quest Mall karna chahie Taki Ham ek acchi aur beta trading kar sake aur ismein achha profit hasil kar sakte aapane bilkul theek kaha ki stop loss safeguard hai jo ki hamen acchi taraf attract karta hai ki hamara kaun ho sake aur hamek limit Tak loss ho aur uske bad tumhara Star plus per trade ko close kar le aur hamara account wash hony sy bach jaye
                    • #11 Collapse

                      Re: jaiza : stop loss hamary account ka safegurd hain

                      g han ap ny bikul sahi bat ki hai forex trading main stop loss aik aysa tool hai jis main hum apni trading ko safe rakh skty hain stop loss set karny k boht se faidy hoty hain jin ko kbi bhi ignor nahi karny chahye forex main stop loss use karny k darj zeel faidy hoty hain.
                      1: stop loss set karny se hmari trading main loss ki ratio kam ho jati hai.
                      2: stop loss k sath trading karny se hum apny account k hisab se loss ko lock kar dety hain jis se zyda loss nahi ho pata.
                      3: forex main jub hum trade main stop loss lgaty hain tu account wash nahi hoty hain.

                      tu hmain har hal main stop loss use krna chahye kbhi bhi stop loss ko igor nahi akrna chahye aghr ap chahty hain k apki trading bhi save rahy or apka account bhi wash an hony pay.
                      • #12 Collapse

                        Re: jaiza : stop loss hamary account ka safegurd hain

                        Ji haan Mere Khyal se stop loss Ek bahut hi accha To Hai Forex trading mein agar aap Achcha kam karna chahte hain Raksha profit Aarti karna chahte hain to is tools ko Hamesha Har trade Mein use karne ki kasht of loss safeguard Ki Tarah hai jo aapke account ko Jyada Lok Seva jata hai aur aapko Achcha profit provide karta hai isliye aap Agar ine chijon ko acchi Tarah Se Kya Likhenge to yah aapke liye bahut hi Achcha hai to hard worker mehnat Karen Forex trading ko acchi Tarah Se read Karen Kyunki Forex form main bhi sab chijon ke bare mein acchi Tarah Se guide Kiya Jata Hai ISI Tarah Forex trading Mein trading tools Jaise ke take profit stop loss aur Iske alava bahut Sare paise to Sajan Ki help se aap bahut hi acchi trading kar sakte hain jaise ki training stop take profit stop loss yah teenon bahut hi acchi aur Behtar tools hai jinko aap Hamesha apni trade Mein use karen to aap kabhi bhi Apne account ko was nahin kar baithenge
                        • #13 Collapse

                          Re: jaiza : stop loss hamary account ka safegurd hain

                          Stop loss kisi bhi trading account kay safe gaurd ka kaam kerta Hai. Forex trading mai stop loss aik aisa option ya tool hai jis ski madad say traders apnay account kay loss ko apnay control mai rakh saktay hain. Stop loss her trader use bhi nahi kerta kiyu kay market ki movement up aur down hoti rehti hai. Stop loss set kia gaya ho tou jab price usay hit kerti hai tou trade auto pay usi waqt close ho jaati hai aur trader ko chance nahi milta. Forex trading kertay huay stop loss small account balance ko safe kerta Hai laikin saath saath balance ko khatam bhi kerta rehta hai. Jiss trader nay apni trade khud monitor kerni hoti hai usay chaiye kay stop loss ko na he use Karey tou behtar hota hai. Stop loss use kernay ka bahtreen waqt woh hota hai jab trader nay apni kisi Dusri masrufiat ki wajah say trade ko monitor nahi kerna hota. Aur Kuch Los ko trading account afford bhi ker sakta ho tou traders trade open kertay huay stop loss set ker laitay hain. Stop loss aik bohat acha safety tool hai laikin iss ka istamaal poori palnnig kay saath he kia jaey tou faida mand rehta hai
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: jaiza : stop loss hamary account ka safegurd hain

                            Dear Agar Ham Forex me trading kar na Chahte Hain To Hamen stop loss ko use karna hoga Fir Bhi Ham Kamyab ho sakte hain aur acchi earning kar sakte hain stop loss Hamare liye bahut hi save full Hota Hai hi is tools ka use karna iji bhi hai aur bahut hi important bhi Ham Agar galat direction mein kisi bhi lot size ka order place karna aur Humne stoploss use Kiya ho to Hamen yah confidence hota hai ki Hamen is iski vajah Se Jyada loss Nahin ho sakta Hamen market Mein kam karte hue stoploss ko use karna chahie Agar Ham is market mein stop loss ke bagair kam karte hain to market Mein loss kar sakte hain market mein agar Humko Achcha kam karna hai to market Mein yah dekhna hai ki ham money management ke hisab se market Mein trade lagaen Kyunki Ham Agar market Mein load Chhoti Lagate Hain aur trade ke sath stop loss use karte hain to use per Humko Agar loss Ho bhi Jata Hai To Itna Jyada Nahin Hota yellow score recover karna bhi Mushkil Ho Jaaye isiliye stop loss bahut jaruri hai

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X