Jaiza: ziada greed ke waja say profit wali trades ko ziada time open rakhna ...

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza: ziada greed ke waja say profit wali trades ko ziada time open rakhna ...
    Trading mai har traders ko apni trades mai kisi na kisi time per yeh decsion karna hota hai ke kis time per apni trades ko close kar daina hai aur kab apni trades ko chalny daina hai . chaiye trade loss mai chal rahi ho ya phir profit mai . khas toor per jab traders ko profit ho raha hota hai tu iss trah ke trade ko close karny mai trades jaldi nai karty hain ke shaid profit wali trades say aur b prfot hasil ho jiye .
    ziada greed ke waja say profit wali trades ko ziada time open rakhna bohot he ziada risky practice b sabit ho jaata hai kion ke forex market mai prices ke dosri direction mai move hony mai b dair nai lagti hai aur traders ka sara profit bari taize say loss mai change ho sakta hai .
    iss liye profit wali trades ko apny analysis ke mutabiq profit hasil hony per close kar dain aur bohot he ziada lalaich mai ziada profit kay chakar mai nai parhna chaiye.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza: ziada greed ke waja say profit wali trades ko ziada time open rakhna ...

    Jab bhi ham forex market main trade kerty huey acha profit hasil ho raha hota hai tou trade ko continue rakhty hain ky more profit hasil ho jaey tou forex market tou dono directions main move kerti hai tou same bara profit jo kisi time bhi hasil ho raha hota hai agar trade close nehi kerty tou kuch time ky bahd market reverse movement start ker deti hai phir ham dobara market ky profit main jany ka wait hi kerty rehty hain lekin market phir profit main nehi jati tou reverse continue move kerti rehti hai tou hasil shuda profit bhi loss main tabdeel ho jata hai aur agar ham same open trade ko thory loss main close nehi kerty tou loss increase hoty hoty account wash ho jata hai aur yeh sab zyada profit hasil kerny ky lalach ki waja sy hota hai agar ham small profit main trades close kerty rehain tou aesa mumkin hai ky ham daily basis per earning kerty rehain aur hamari trade continue chalti rehy baghair account wash huey
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza: ziada greed ke waja say profit wali trades ko ziada time open rakhna ...

      Dear jaisy ap ko pata hai k agar ap ais market mai kisi trade par profit bana rahy hai to ap ko aus mai trade ko close tab karna hota hai jab ap ka take profit hit ho ya ap aus mai samjh rahy ho k market ka trend change ho gia hai agar ap ais market mai achy se kaam karna chaty hai to ap ko kisi trade par zayda profit ho raha hai to aus ka stop loss entry point par set kary ya profit mai stop loss ko set kary aor aus k baad aus trade ko jitny chaye hold kar ley aisy hi trade ko hold rakhny ka faida ni hota ap ko apni trade k sath trailing stop use kar lena chaye aus mai ap ko ais market mai jo trade par profit ho raha hota hai wo time to time safe hota jata hai aor account growth hota jata hai.
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza: ziada greed ke waja say profit wali trades ko ziada time open rakhna ...

        Ziada profit mai Janey waali trades ko open rakhna aur ziada say bhi ziada profit ki khawhish rakhna traders kay accounts ko wash kernay ka sub say Bara reason hai. Agar baat ko mazeed simple ke Lia jaey tou ye kehna ghalat nahi hoga kay ziada profit ka laalach trading accounts ka washing detergent hai jaisay washing detergent kaproo say daagh saaf kerta hai bilkul waisay he greed,laalach aur zida profit kay bawajud trade open rakh kay aur ziada profit ki koshish account balance ko bhi wah ker daitu hai. Traders jab thoray profit ki he kaafi samajhtay hain tou kaamybi bhi ziada milti hai. Iss liye profit ziada say ziada kernay kay chakkar mai market ki movement reverse honays say profit Kamm bhi hojata hai aur baad mai pachtawa hota hai. Iss liye jam profit pay guzara theek rehta hai. Market mai business ki koi limit nahi hai is liye risk ki bhi zarurat nahi hai
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza: ziada greed ke waja say profit wali trades ko ziada time open rakhna ...

          Forex market Mein lalach karne ki vajah se Ham logon ko bahut hi jyada nuksan ho sakta hai isliye Ham Logon Ko forex market mein lalach Nahin Karni chahie Agar ham log lalach Karenge To Ham Logon Ko nuksan ho sakta hai aur ham Logon Ko fayda Nahin hoga
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza: ziada greed ke waja say profit wali trades ko ziada time open rakhna ...

            Frocks market Mein lalach karne ki vajah se ham log ko bahut hi jyada nuksan ho sakta hai isliye Ham Logon Ko frocks forex market Mein lalach Nahin Karna chahie Agar ham log lalach Karenge to Kamyab Nahin Ho Sakenge Hamen lost ho jaega galat ho gaya To Ham Kamyab Nahin Sakenge Mein chahie Hamen Forex trading mein pure dil se kam karna hoga maine se kam karna hoga Taki Ham Kamyab ho sake
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza: ziada greed ke waja say profit wali trades ko ziada time open rakhna ...

              Asalam o alikum dear ap ny both acha question kea ha forex trading main agr ziada risk lea ha or wo trade profit main bi chal jay to Mary Khayal main to ap ko foran close karni chae ha ta k ap ki trade wapis loss main na chali jay means market wapis movement na Kar jay is ley humy chae ha k hum ziada risk bilkal bi na lan or na he lalich karny balky hum proper analysis kar k ache learning k bad trading karni chae ha or har trade main stop loss or take profit istamal karna chae ha ta k hum easily ache trading Kar saken or forex trading main ache earning kar saken forex trading main hum jtni mehnat karty han to hum easily kamyab ho sakty han is ley humy chae ha jtna acha profit bi ho kisi trade main to humy usy close karna chae ha wait Ni karna chae ha k humy or bi profit ho isi chaker main hum apna he loss karwa daty han
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza: ziada greed ke waja say profit wali trades ko ziada time open rakhna ...

                Ji han bilkul agar aap trading karte hain to aapko chahie ki trading market mein aap Dekhen ki agar aapko accha profit mil raha hai to trade ko close kar lena chahie Kyunki agar aap Jyada vate Karne Mein Lag Jaaye Ja Jyada knowledge kar Baithe to aapki trade vahin Wapas aa sakti yaar market Banane per aapka jobanawa profit hai aap usse bhi Hath dho Baithe Hain isliye market ko analyse karte hue bus ek Limited profit Hasil kar lena chahie aur profit ke sath aapko market se out ho jana chahie Kyunki Achcha profit hi aapko trading Mein Baithe banata hai na ki loss to isliye Hamesha kam profit Hasil kar le lekin profit ke sath hi trade co close karen to Behtar hoga
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza: ziada greed ke waja say profit wali trades ko ziada time open rakhna ...

                  zeyda profit ap ko tub hasil karna chahie jub market ka trend strong ho or ap ka analysis bhi strong ho tub ap ko zeyda profit mill sakta ha or zeyda profit agr ap market ki movement ko samaj kar strong analysis karne ke bad hasil karte hain tu yeh greed nehi ha greed tub banta ha jub ap ka analysis strong na ho or ap ko is bat ka bhi na pata ho ke trend strong ha ya nehi or trend kub reverse ho sakta ha ap ko in sub bato ka maloom na ho or ap phir bhi big profit ki wish me blind ho kar trades open rakhte hain tu yeh greed me shamil ho ga ke ap big profit ke liey greedy ho rehay hain bina market ko samje hue is tarah ap ko greedy mind set se big profit mmenhi hasil karna chahie kyuke is tarah 80% chances hotay hain ke ap ko loss ho jaye ga
                  • #10 Collapse

                    Re: Jaiza: ziada greed ke waja say profit wali trades ko ziada time open rakhna ...

                    Jyada profit aapko tabhi hi Hasil karna chahie Jab market ki train strong Ho per aapka bhi ehtram ho tab aapko Jyada profit mil sakta hai aur Jyada profit agar aap market ki movement ko samajhkar strong karne ke bad Hasil Karte Hain To yah Jankari Nahin Hai Garib tab hi Banta Hai Jab aapka Anil strong Na Ho Aur aapko is baat ka bhi na Pata Ho ki trend chhatron hai ya nahin aur trend kab Nivas ho sakta hai aapko ine Sab Baton ka Maloom Na Ho aur aap Fir Bhi bich perfect ki Vish main villain hokar trades open rakhte Hain tab Jaega read Mein Shamil Hoga Ki aap big profit ke liye Garibi ho rahe hain Bina market ko samjhate Hue Is Tarah aapko augury mindsets a big profit Mein Hasil karna chahie Kyunki Is Tarah 80 percent chance Hote Hain Ki aapko loss ho jaega
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Jaiza: ziada greed ke waja say profit wali trades ko ziada time open rakhna ...

                      Dear friend SR sometime Ho Jata Hai Jab aap trade open Karte Hain To bad Mein Jab vah profit Mein ja rahi hoti hai to aap Jyada lalach ki vajah se use friend ko close Nahin Karte aur FIR vah trade Wapas a jaati hai aur dubara loss Mein Chali Jaati Hai To lekin Mere Khyal se agar aap market Mein take profit aur stop loss ko use karte hue trading karen to aap FIR lalach Se Ban sakte hain jaise ki aapane 1 point per entry point ke hisab se take profit Kaho Jab market use time per pahunch Jaaye to auto trade close Ho Jaati Hai To usmein lalach nahin aati to aap befikra hokar in tools to use karte hue trading Karen aap Baithe aur acchi trading kar sakte hain

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X