Trading mai har traders ko apni trades mai kisi na kisi time per yeh decsion karna hota hai ke kis time per apni trades ko close kar daina hai aur kab apni trades ko chalny daina hai . chaiye trade loss mai chal rahi ho ya phir profit mai . khas toor per jab traders ko profit ho raha hota hai tu iss trah ke trade ko close karny mai trades jaldi nai karty hain ke shaid profit wali trades say aur b prfot hasil ho jiye .
ziada greed ke waja say profit wali trades ko ziada time open rakhna bohot he ziada risky practice b sabit ho jaata hai kion ke forex market mai prices ke dosri direction mai move hony mai b dair nai lagti hai aur traders ka sara profit bari taize say loss mai change ho sakta hai .
iss liye profit wali trades ko apny analysis ke mutabiq profit hasil hony per close kar dain aur bohot he ziada lalaich mai ziada profit kay chakar mai nai parhna chaiye.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим