Jaiza : Khabi b apny account ka 5-10 % say ziada capital risk per na lagain ...

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza : Khabi b apny account ka 5-10 % say ziada capital risk per na lagain ...
    Trading mai risk har time he majood rehta hai, iss liye traders ko risk ko face karny ke liye b ready rehnay ke zaroat rehti hai aur jo traders risk ko calucate kar kay iss kay mutabiq apni trading karty hain wohi loss ke sorat mai b iss qabil rehty hain ke woh market mai survive b kar sakin aur apni trading ko jari rakh sakin...
    iss baat kay liye maire khayal say sab say achi suggestion yahi ho sakti hai ke traders Khabi b apny account ka 5-10 % say ziada capital risk per na lagain. Iss say bara risk lainy say traders ko sirf aik trade mai itna bara loss ho jata hai jis ko baad mai recover karna b inkay liye mushkil ho jata hai .
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza : Khabi b apny account ka 5-10 % say ziada capital risk per na lagain ...

    Real account pay kabi bhi risk lyNa hi nai chahye kyu Kay humra balance wash hone ka khatra hota hai is liye hir trader prefer karta hai Kay phaly demo account pay practices ki jiye or risk lay Kay trading ki jiye ta Kay confidence builds ho or thori know how increase ho jitna ziyda hum risk say bachty rahain gye humre liye faida hai kyu Kay forex trading business profitable business Kay sath sath kafi risky business hai mgrr jo traders risk taker hoty hain wo ziyda risk lyte hain or trade lagty hain ase trader ager risk taker hain tu risk say hone waly loss ko bhi bardsht kar sakty hain or easily kis is bhi situations handle kar sakty hain gabraty nahi hain or mehnat karty hain Kay loss ko recover kiya jiye ase traders kamyab hoty hain mgrr koshish karain Kay risk na lyn or ager lyn tu humre balance ko dikhty hoe lyn ta Kay ziyda loss na ho
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza : Khabi b apny account ka 5-10 % say ziada capital risk per na lagain ...

      hum forex mai kam kar ky capital invest kar sakty hain hamy acha knolwdge gain kar ky capital invest karna ho ga pher he hum market mai run kar saky gy or hum munafa kama saky gy forex aik acha busienss hain is mai tabil ilm be kam kar sakty hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho j ga is mai market ka balm nahi hita forex jasa koi or busienss nahi hain is mai har tarha ky log kam kar sakty hain hum is mai bager pasaio ky account bana kar be kam kar sakty hain yai aik legal business hain hum is mai agar sucess gain karna chatey hain to hamy learning gain kar ky indicators ko use kar ky is mai amount invest karny ka risk lena ho ga
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza : Khabi b apny account ka 5-10 % say ziada capital risk per na lagain ...

        Koi bhi business ho uss kay expert new aur old business kernay waalo ko aik he mashwara daitay hain kay kabhi bhi apnay sarey ya ziada capital amount ko investment mai circulate nahi karain. Best aur intelligent traders bhi wohi hotay hain jo kabhi bhi apni investment ko aik limit say ziada use nahi kertay hain. Agar aik account ka balance 500$ hai tou usay trading mai use kernay kay liye iss formula pay use karey tou bohat say faiday hojatey hain jinn ka asar account kay profit pay parta hai:-

        Equity aur free margin kisi trader kay paas jitna acha mojud hoga ya in hand hoga utna he usay trading mai faida dey ga. Agar aik trade open ho aur koi dusri news ya signal aisa mill jaey jiss say confirm profit horaha ho tou trader achay free margin aur equity ki wajah say ziada lot size kay saath trade open ker saktay hai jiss ki wajah say acha profit hojata hai. Iss liye apnay balance ki aik aisi percentage he use mai rakhain jo baqi percentage ko safe rakhain
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza : Khabi b apny account ka 5-10 % say ziada capital risk per na lagain ...

          Apny capital per risk ten percent lena bhi bahot bara risk hota hai ky agar hamary trading account main hundred dollars ka bonus hai tou ham hergiz ten dollars ka risk nehi ky sakty ky hamain jab forex market main trade kerty huey ten dollars tak ka loss ko tou ham trade close kerain tou hamain same loss ko remaining amount sy recover kerny ky liay bahot zyada mehnat aur time required hota hai hamain koshish kerni chahiay ky hamain less than five percent risk lena chahiay ky hamain jab kisi bhi open trade main up-to five percent loss ho jaey tou trade ko her surat close ker lain ky itni amount main loss ko bardashat kerna bhi asan hota hai aur ham bari asani sy itny small loss ko recover bhi ker sakty hain hamain koshish kerni chahiay ky hamari her open ki jany wali trade profit main hi close ho lekin agar loss main trade close kerni zaruri ho jaey tou up-to five percent loss main trade close ker deni chahiay
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza : Khabi b apny account ka 5-10 % say ziada capital risk per na lagain ...

            ji mere Bhai koi bhi business hun uske expert new trader aur old business Karne walon ko ek mishr deta hai ki kabhi bhi apne sare ya capital amount coin West mein Na lagaen best aur intelligent raider bhi vahi karte Hain Jo kabhi apni investment ko ek limit se jyada use nahin karte agar ek account balance 500 dollar hai to use trading mein use karne ke liye is formula per use karen to sabse jyada faydemand hoga equity aur free market kisi bhi trader ke pass jitna achcha mayus Ho gayaa hand hoga utna usse fayda hoga agar ektrit ropan hoye dusri news signal se Mil raho confirmation profit ho raha hun to equity ki vajah se jyada lot size ke sath trade open kar sakte hain jiski vajah se achcha profit ho jata hai aur aap ka balance we maintain rahata hai aur aap profit mein jaate Hain
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza : Khabi b apny account ka 5-10 % say ziada capital risk per na lagain ...

              forex trdaing main jitn ahmari trdaing main capital hota hai otna he hmari trdaing main risk hota hai or jub hum bara capital set kar dety ahin tu hmain loss hony k chnaces bhi zyda hoty hain tu hmain apny account ko aghr save rkhna hai tu hmain apni trdaing main risk ko kam rkhna hoga q k kam riks main aghr loss hota bhi hai tu wo kam se kam hota hai jub k zyda risk main jub loss hota hai tu hmaraa count bhi wash ho jata hai es liye hmain apni trdaing ko bhi save rkhna hoga or hain account bhi save rkhna hoga jis se hmain loss a ho r aghr ho bhi jay tu wo asani se recover ho jay q k bara loss na tu recover hota hai jaldi or os se account bhi wash ho jata hai
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza : Khabi b apny account ka 5-10 % say ziada capital risk per na lagain ...

                G han Trading me risk ratio se hi hamari kamyabi ka andaza lagaya ja sakta hay hamy daily ya weekly trading target 5 percent se 10 percent ka risk aur reward ratio rakna chaye es se zeyda agar ham ratio set karen gey to ham risk ko handle karny me kamyab nahi ho saken gey, hamesga etna hi risk lena chaye key es ko control karna app key hath me ho, successful trading ham kam se kam risk key base par 100 percent karny me kamyab ho sakty hey es key ley hamara discipline key sath trading karna bahot important hota hay.
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza : Khabi b apny account ka 5-10 % say ziada capital risk per na lagain ...

                  Pyare doston main aap ki baat se Ittefaq karta hun Ki Hamen real trading account mein trade place karne se pahly, money management ke a asool ko follow karna ho ga agar aap aisa Karen ge to aap ki earning be safe Rahe gi aur capital bhi secure rahe ga. Money management ke usool ke mutabik 25% to 30% of your total capital Se zyada active trade Mein spend Nahin Hona chahiy. Agar aap in Asoolon Ko follow Nahin Karen ge to aap Bara nuksan Utha sakte hain aur at the end aap ka account bhi wash ho sakta hai. Trading Ek Aisa business hai jismein Agar aap ko Ho rules and regulation ka Nahin pata to aap kabhi bhi loss se nahin bach Sakte is liye sab se pahle apna focus learning per rakhen Taki aap ki ananda trading live ke liye faydemand sabit ho sake.
                  • #10 Collapse

                    Re: Jaiza : Khabi b apny account ka 5-10 % say ziada capital risk per na lagain ...

                    Ji aapane bilkul theek baat ki hai lekin Jab ham log Nahin Denge To Ham Logon Ko iska Koi fayda Nahin Hoga isliye Ham Logon Ko Jyada Se Jyada risk Lekar trading Karni chahie Jitna Jyada ham log disc Lenge itna hi jyada Ham Logon Ko bricks market ka fayda Hoga aur ham log market mein se itna hi jyada profit Hasil karne mein Kamyab ho sakte hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Jaiza : Khabi b apny account ka 5-10 % say ziada capital risk per na lagain ...

                      Dear ap ko ais market mai apny account par 3% risk lena chaye jaisa k mera khyal hai kun k hum agar apny account par 3% se zayda risk lety hai to aus par hum ko jo trade lagani ho to aus par hum ko profit kam az kam 6% hona chaye aisy hi hum agar ais market mai koi trade lagaty hai jis par humri trade ka risk reward ratio 1:2 ho ya 1:3 ho to hum ko wo trade lagani chaye kun k hum agar ais market mai trade lagaty hai aor aus par hum risk 5% lety hai to hum ko aus par 10% account k hisab se profit hona chaye jo k bahot hi muskil hai ais liay hum ko apny account k hisab se hi lot lagani chyae ta k humra account bhi safe rahy aor hum ais market mai asani se kaam kar k acha profit bana ley hum ko ais mai thora risk lena chaye.
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Jaiza : Khabi b apny account ka 5-10 % say ziada capital risk per na lagain ...

                        ap ny yaha par bohat acha thread create kiya hey or ap ny capital k bary me share kiya hey k hum ko apny capital yani k apni investment par kitna risk lena chaheay or ap ny apny experience k hesab say share kiya hey k ap 5-10% risk ly sakty hen apni total investment ka ap ny apny hesab say sahi share kiya hoga lakin me bat krunga k jab hmary pass more then 10,000$ ka account hey to waha par dear 10% ka risk b bohat door chala jata hey or aisay me hum bohat ziyada risk me par sakty hen is liay mery experience k hesab say hamyn kareb 2-5% risk say oper nahi jana chaheay kiu k market me bohat ups and downs aaty rehty hen or hum survive nahi kar sakty market me is liay hamyn apna money management bohat strong rakhna chaheay ta k loss say zada say zada door raha jay

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X