Trading mai risk har time he majood rehta hai, iss liye traders ko risk ko face karny ke liye b ready rehnay ke zaroat rehti hai aur jo traders risk ko calucate kar kay iss kay mutabiq apni trading karty hain wohi loss ke sorat mai b iss qabil rehty hain ke woh market mai survive b kar sakin aur apni trading ko jari rakh sakin...
iss baat kay liye maire khayal say sab say achi suggestion yahi ho sakti hai ke traders Khabi b apny account ka 5-10 % say ziada capital risk per na lagain. Iss say bara risk lainy say traders ko sirf aik trade mai itna bara loss ho jata hai jis ko baad mai recover karna b inkay liye mushkil ho jata hai .

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим