Jaiza: over trade Kay naqsan

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Jaiza: over trade Kay naqsan

    Dear friend forex trading main humy over trading kabi ni karni chae han balky proper knowledge or experience hasil kar k trading karni chae ha forex trading main over trading ni karni chae han is sy humara loss ziada ho sakta ha or ho sakta ha humara account wash ho sakta ha is ley humy over trading sy bachena ho ga proper learning or practice karni chae ha ta k humy ziada sy ziada knowledge or experience hona chae ha jis sy maximum chance han k hum kamyab ho sakeny or ziada sy ziada earning kar sakty han par jab bi over trading karny gy to loss he karwany gy
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Jaiza: over trade Kay naqsan

      G haan dostou over trading aik boht buri cheez hay yay wo log kertay hay jinhay iski samjh nai hoti over trading log isi liaye kertay hay k wo raato raat ameer ho jaye jald say jald or ziada profit earn karay or is chakkar may wo over trade lagaa laytay hay or jub wo ussay close kerna chahtay hay tou un ka bonus or account saara wash ho jaata hay or unhay kaafi nuksaan hota hay isi liaye hamay chahiyay k ham forex trading may choti choti lots laga k business karay jis say ham acha bonus earn ker sakay hamay laalich nai kerni chahiyay qk insaan ki laalich kernay ki aadat kabi khatam nai hoti. Over trading hamaysha nuksaan dayti hay isi liaye hamay is say bachna chahiyay.
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #18 Collapse

        Re: Jaiza: over trade Kay naqsan

        forex se kabhi Na band hone wala aur hamesha rahane wala hai bahut jyada profitable business hai isliye hamen ismein bahut jyada mehnat ki jarurat hoti hai agar Ham ismein overtrain lagaenge yah hamen ismein loss hona shuru ho jaaye to Ham gussa mein aakar yahi motion Trey lagate jaenge to Ham aur Dada loss ka samna karna pad sakta hai isiliye hamen ismein overtrain nahin lagani chahie ek ped ko check karte rahen aur market ko analyse karte hue apne experience ke sath lagaen aur isko overtrain na hone de aur is main jaldbaji Na Karen soch samajhkar trade Karen aur experience trait Karen agar aap ismein jaldbaji karenge uske sath trade karenge to aapko ismein ho sakta hai aur aapka account bhi washn sakta hai isiliye hamen ismein ek hi waqt mein jyada train nahin lagani chahie balki soch number ke sahi time per aur time management aur money management ke sath ismein lagani chahie Taki aap ismein baithkar profit hasil kar sake aur ismein successful Ban sake

        اب آن لائن

        Working...
        X