Jaiza: over trade Kay naqsan
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza: over trade Kay naqsan
    Forex trading business bohat hi profitable business hai mager sometimes humain forex may bohat heavy loss ka samna karNa parhta hai jab hum continuely trade lagty hain ir koshish karty hian Kay rato rat hi ameer ho jiye tu bedihani may hum over trade laga dyte hain begaar market ko samjy begaar market ka analysis karty hoe tu is tarha humra balance khatre may hota hai sare trade loss may jati hain or broker automatically trade ko close karna start kar dyta hai jis say balance loss may jana start or is tarha bohat bara loss ho jata hai overtrade huMsha naqsan dyti hai is liye humain chahye Kay hum ek waqt may ek hi trade lagain or koshish karain Kay market ko analysis karty rahain time to time ta Kay easily profit earn kiya ja saky..
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza: over trade Kay naqsan

    Traders ko aik baat samajhnay ki bohat zaroorat hoti hai aur ziada loss bhi usi ki wajah say uthatay hain kay aik waqt mai aik say ziada trades open ker laina. Aur aisa tab ziada nuqsaan dey hojata hai jab account ka balance bhi kamm ho. Jab tak kisi trader ko ye undaza nahi hota hai kay usay kitnay balance kay saath kitini trades open kerni chaiye aur unn ka lot size kaha tak munasib rahey ga tab tak trader ka kaamyab hona mushkil hota jata hai. Mairay khayal mai agar 100$ tak bhi account balance hojaey tou trader ko aik waqt mai ziada say ziada 2 tardes he open kerni chaiye kiyu kay uss kay paas aik aur trade open kernay ka option bhi bachna chaiye takay agar koi acha signal achanak mill bhi jaey to account balance aur margin available ho jiss say wo uss tarde ko bhi apnay liye execute ekr skaye. Aik acha aur munasib profit lay kay over trading say asaani say bacha jaa sakta hai
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza: over trade Kay naqsan

      Dear members over trading bahut Buri practis Hai Forex trading mein, most of time Aisa karne nuksan Ka Saamna karna parta hai. Overtrading se Murad yeh hai ek hi Waqt mein aap bahut zyada trades open Karen yah dusri condition yeh hoti hay ke zyada trades close Karen aur phir open Karen. Agar aap ki judgement achi Hogi aur aap technical analytics aur fundamental analaysis ko follow kar ke apni trades place Karen ge to is se aap ko profit bhe zyada milega aur aap overtrading se bhi bach Jaen ge. Aik ache trader Ki Nishani yeh Hai Ki woh us Waqt Tak wait karta hai jab tak market Mukammal Taur per oversold ya overbought Nahin Ho Jaati, entry point ki judgement bhi Ek bahut ehem hoti hai. Aap koshish karen ki apni trades ko place karte hue market ko Mukammal Watch Karen aur phir Us ke bad achi trade place Karen.
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza: over trade Kay naqsan

        Over trading karny ka bahot zeyda nuksan hota hay agar bonus trading account me ham over trading karty hey to ham bonus bahot zeyada aur kam time me hi wash kar lety hey jes ki waja se profit be ham earn nahi kar sakty aur sath me trading ka experience be hasil karny me ham kamyab nahi hoty, bonus ko zeyda se zeyda time tak safe rakny ki strategy banani chaye, over trading ham es ley karty hey key hamy bahot zeyda profit hasil ho jaye magar greed karny se koi be trader kamyab nahi ban sakta hay, over trading hamy hamesha loss hi de sakta hay profit nahi.
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza: over trade Kay naqsan

          Forex mein humari ghaltioun mein sae aik ghalti yeh bhi hai kay hum forex mein over trading kertay hain aur aisa her bar kertay hain lakin hum apni iss ghalti sae seekhtay nahin hain aur bar bar yehi ghalti kertay hain jub bhi hum forex mein over trading kertay hain tou uss ka anjaam account wash hi hota hai
          Forex mein jub bhi trading kerni ho tou hamesha aik waqt mein aik hi trade lagaya kerain aik sae zayada trades kabhi bhi na lagain over trading sae avoid kerain aur aik trade sae zayada kabhi trade na lagain over trading sae loss tou ho aur soch samajh ker trading kerain gay tou hi aap ko profit ho ga aur aap ko forex mein kamyabian bhi milain gi
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza: over trade Kay naqsan

            Real overtrading ke nuksan Yahi hote hain ki aap Forex trading main loss kar Baithe Hain isliye agar aap overtrading Karenge To Apne balance ko loss kar denge isliye aap Hamesha market Ko Yad Karke aur Market Mein acche experience ke sath kam Karenge tabhi aap Forex Se Achcha profit Hasil kar sakte hain otherwise aap Forex Mein nuksan Hasil Karenge Kyunki overtrading Sabhi Hoti Hai Jab aap lalach karte hain lalaki Bina per aap badi badi lot size open kar Baithe Hain Jo ki aapke liye bahut hi nuksan da hoti hai isliye Hamesha Achcha experience Hasil Karen aur forex market ko acchi Tarah jagkar Ke Forex Mein Lo trading Karen Taki aap Jyada loss se Bach Saken aur Achcha profit Hasi kar sake isliye over trading tabhi Hoti Hai Jab aapke pass backup Palace bhi ho aur aap badi badi lot size Lal ki Bina per Laga Den aur FIR vah aapko nuksan mein le Jaati Hain usse aapka account bhi Vas ho sakta hai
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza: over trade Kay naqsan

              G han dear humain hamesha kosesh karnye chye jay hamesha over trading karnye say humain bhyt he zayda lose ho jata hai lose honye say bachna hai tu humain kosesh karni chye kay hum safe trading karain aur es mai over trading ka sub say bara nuqsna ye he hota hai kay ap ka account wash ho jata hai kiyu kay ghkat trade laganye say humatra account jaldi wash ho jata hai tu humain es mai hamesha over trading say bachna chye aur safe trading pay he focus daina basicaly over trading tu lose ki zamanat hotye hai jub kay safe trading kamyabi ki zamant hotye hai tu hamesha focus dain kay safea tradimg karain jub kay over trading kabhi na karain ager ap ko kamyabi hasil karnye hai tu kamyabi kaliye sub say zaroori hai kay humara focus safe trading pay ho
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza: over trade Kay naqsan

                Forex market main ham jab bhi over trading kerty hain tou hamain uska nuqsan hi hota hai ky hamain jab kisi open trade main reasonable profit hasil ho raha ho tou hamain trade close ker leni chahiay ky kisi bhi time market kisi bhi direction main bari move ker sakti hai aur agar yehi movement hamari open trade ky against ho tou hasil shuda profit bhi loss main badal jata hai aur agar ham trades ko profit main close ker lety hain tou hamain same profit ko pehly withdraw ker lena best hota hai ky agar ham withdraw nehi kerwaty aur new trade open ker lety hain tou hamain phir sy loss itna ho jata hai ky ham jab tak running loss ko recover nehi kerty hamain hasil shuda profit per bhi withdraw nehi mil sakta hamain her surat over trading sy avoid kerna chahiay ky hamain over trading sy sirf loss hi hota hai
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza: over trade Kay naqsan

                  Asalam o alikum dear ap ny bilkal tek kaha hy forex hmary liay aik real or profitable business hy mgr ye tb hmary liay profitable hy jb tk ham is m over trading ni karty jb ham forex m trading krty han to aksar new hony ki wja sy hmary zahn m hota hy k ham jaldi or zyada profit hasil Kar k ameer bn jain is liay wo trade py trade lgaty rahty han mgr zrori ni hota k aik trade py hamy profit ho to dosri m b profit ho dosri trade m hamy bot bara loss ho jo agly profit ko b khtam kr dy hmari koshish honi chaiy k ham aik wakt m sirf aik trade open karan jis sy ham profit hasil krny k bd dosri trade open kr skan hamy anylyses ko study kr k market k up down ko dakh kr smj kr or lalich sy dor rah kr trade open or close krni chaiy isi m hmari success hy
                  • #10 Collapse

                    Re: Jaiza: over trade Kay naqsan

                    g hanap ny bilkul sahi bat ki hai or main apki bat se agree krta hun forex trdaing main aghr apko loss hota hai tu so loss ko kbhi bhi jald bazi main cover karny ki kosish na karen jub ap aik he tarde main apna loss recover karty hain tab he apko loss hota hai or apka account wash ho jata hai ap aghr bari lot ks ath trade lgaty hain loss ko ecover karny k liye tu es k liyez raori hai k ap ko market par confidece hona chahye k hmain proft ho jay ga or hmaira loss bhi cover ho jay ga tab ap aysa risk ly sty hain alken jub apko aysa kuj nahi confirm hota tu apko apni trading main akbhi bhi bari lot se loss ko recover nahi karna chahye q k ayse ap na tu apna loss ecover kar skty hain or na he ap raton rat ameer ho skty hain tu apni trdaing ko over trading se dour rakhen aghr kamyab hna hai tu
                    • #11 Collapse

                      Re: Jaiza: over trade Kay naqsan

                      Aap ny bilkul theek kaha hai k over trading se perhaiz krna chahiye. Aksr trader yeh galti krty hain k loss main trade lagi hoi hoti hai to same pair main same trade again laga dety hain aur isi tarha mazeed loss main chly jaty hai. Is tarha krny se loss ho jata hai aur aik waqt ata hai k account he wash ho jata hai. Lehaza over trading se jitna possible ho otna bcha jay to behtr hai.
                      • #12 Collapse

                        Re: Jaiza: over trade Kay naqsan

                        forex trdaing main over trading k boht nuksanat hain jis se hmara account bhi waste ho jata hai tu kbhi bhi apni trading main aysa kuj na kam karen jis se apk account ko htra ho or ap apni trading se na tu profit ean kar skaen or na he apko trading karny ka moka mily forex trdaing main jo tradors lalach maina jaty hain over rdaing karty bhi wohi hain un ko lgta hai k wo aik he trade se or raton rat ammer ho jaengy tu aysa kbhi bhi nahi hota hai es liye aghr ap chahty hain k ap apni trdaing ko acha karna chahty hain or apny account ko lambytime tak use krna chahty hain tu apko apni trdaing se lalach ko dour krna hoga jitna ap orofit eran kar rahy hain os par he lhush rahen tu ap kbhi bhi over trading ki tarf na aen
                        • #13 Collapse

                          Re: Jaiza: over trade Kay naqsan

                          Dear forex trading members Assalamualaikum Forex trading market ma over trading krny kay bahot sary nuqsanat hain apko maloom hona chye ky jub trading ma aoko target achieve ho jay to apko apni strategies ko bahot perfect rakhna ho ga aor koshaish kren ky us ky bad koi trade na kren aksar market apko victimsl tb krti hai jub ap amjhty hain ky anb confirmation trade hai aor market apki according behave kry gi lkn aisa nhi hota hai market bahot zeyada odd behave kr jati hai lehaza jub ksi unaspected situation ka samna ho to apko trading stop kr deni chye aor us time market ko smbhlny ka time dena chye aor agr apko aik hafta bhi wait krna pary to trade nhi len aor wait kr len is ma aoko he fauda ho ga aor kamyabi bhi mily gi
                          • #14 Collapse

                            Re: Jaiza: over trade Kay naqsan

                            Dear ais market mai her trader ka apna trading plan hota hai agar ap ais market mai trades k sath stop loss use ni karty hai aor ais market mai aik time pr zayda trades lagaty hai to aik time aisa aye ga k ap ki trades loss mai jana start ho jaye gi aor ap ka loss zayda hota jaye ga jis se ap ka account wash ho sakta hai agar ap ne ais market mai loss se bachna hai to aik time mai 2.3 trades hi open kary aor aun k sath stop loss lazmi use kary warna ap ko ais mai kafi zayda loss ho sakta hai ais market mai her trader ko apny account k hisab se trades lagani chaye agar ap aik time par zayda trades lagye gay to ap ka account aun ko bardast ni kar saky ga aor ap ka account wash ho jaye ga.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Jaiza: over trade Kay naqsan

                              Assalamu Alaikum friend Kisi bhi kam ke karne se pahle usko acchi Tarah Samjhana aur usmein hone wale nafa nuksan ke bare mein Maloom Hona bahut zaroori hai over trading Ek Aisa lalach hai jo Hamare account ke wash hone per hi khatm hota hai Jyada profit ke lalach mein Main Ham overtrading Karte Hain Jiska natija nuksan Ki Surat mein uthana padta hai. aapko maximum do he trades Lagani chahie Taki aap market ke ups and down pay gehri Najar Rakh sake aur Market Mein Hone Wali tabdeeli ka jaza Le sake overtrading ki vajah se aapka focus Kisi Ek trade per Nahin rahata Jiski vajah se aapko Zyada nuksan bardast karna padta hai.is lye aapko chahie ki aap aur trading se bache aur aap Ek Ya Do trades per hi focus Karen tabhi aapko Los ki Bajaye profit ho sake. All over trading Se Hone Wale nuksan se aap bach saken

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X