jaiza: forex main oppertunity bar bar milti hai ap ko wait karna parta ha.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    jaiza: forex main oppertunity bar bar milti hai ap ko wait karna parta ha.
    dear friends forex main kuch be sabry trader achi oppertunity ka wait nahi karty hain wo samjhty hain ky ham ko ab koi acha signal mily ga he nahi aur market kahin bhag na jay is say pehly ham jaldi jaldi kar ky order laga lain ta ky hmain profit ho skay asa aksar wo karty hain jin ky pas belence kam hota ha jab wo wrong trade laga laity hain tu account khali ho jata hai phir jab achi oppertunity ati hai tu phir bohut ziada pashtawa karty hain ky kah ham iss achy signal ka wait kar lia hota tu main bohut ziada earn kar laita main yeh batain iss leay bata raha hun kyon ky mere sath yeh sab ho chuka ha jiss waja say ap ko advice kar raha houn ky hamesha ap ko achi say achi oppertunity ka wait karna chahea aur ap ko achi oppertunity bar bar milti hai aik dafa nahi milti iss lea be sabry na bnain saber say kam karain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: jaiza: forex main oppertunity bar bar milti hai ap ko wait karna parta ha.

    Dear ais market mai agar ap ne kaam karna hai to ap ko ais market mai ye pata hona chaye k ais market mai her time ap ko trades mil rahe hoti hai to aus mai ap jab chaye trade laga sakty hai kun k ais market mai ap ne agar achi trade dhondh li hai to ap ko ais mai profit ho sakta hai kun k ais market mai ap ko signal mil rahy hoty hai magar ap ko ais mai khud samjha parta hai tab hi ap ais market mai kamyab ho sakta hain kun k ais market mai ap ko bary time frame par agar koi entry ni milti to ap choty time frame par trade laga sakty hai aor acha profit bana sakty hai kun k choty time frames par ap ko zayda entries milti hai jin par ap trade laga sakty hai aor aus k baad ap ko ais mai faida ho sakta hain.
    • #3 Collapse

      Re: jaiza: forex main oppertunity bar bar milti hai ap ko wait karna parta ha.

      Forex market har trader ko hi daily bahot zeyda profit earn karny key chances aur opportunities deti hay magar zeyda profit esy traders hi earn karny me kamyab ho sakty hey jo key trades open karny key ley market me long time tak stay karty hey aur wait karny key bad hi trade open karty hey, agar ham trades open karny me jaldi karen gey to mery khayal me market jab be profit earn karny key ley suitable ho jati hay to es se pehly hi hamy loss ho jata hay aur ham market ki es big opportunity ya profit earn karny key chance ko miss kar lety hey, market me jetna zeyda sabar aur stay kia jaye etna hi hamary orders hamy profit de sakty hey.
      • #4 Collapse

        Re: jaiza: forex main oppertunity bar bar milti hai ap ko wait karna parta ha.

        Forex mein kaam kernay kay lye sabar bahut zaroori hai aur humain sabar sae kaam lena chahyea kabhi bhi trading mein jaldi nahin kerni chahyea kyun kay agar hum forex mein jaldi mein kaam kerain gay tou humain forex mein loss hota hai hum forex mein kamyab nahin ho saktay jis ki wajah sae humara forex mein time bhi zaya hota hai aur humara mehnat sae hasil kya hua bonus bhi zaya ho jata hai aur agar hum forex mein jaldi ki bajaye aaraam sae sanar sae kaam lae ker trading kerain gay tou forex mein humain bahut zayada opportunities milain gi jin per hum forex mein kamyabian hasil ker saktay hain forex ko sochain samjhain analysis kerain knowledge hail kerain iss mein apnay experiance ko barhain ta kay aap ko forex mein kamyabian milain aap ka time aap ki mehnat aap ka bonus iss mein zaya na ho aur aap ko forex sae bahit acha profit hasil ho aur aap forex mein iss sae bhi bari bari kamyabian hasil kerain
        • #5 Collapse

          Re: jaiza: forex main oppertunity bar bar milti hai ap ko wait karna parta ha.

          Forex market mai movements baar baar change hoti rehti hain, Agar achay waqt ka wait ker lia jaey to achi opportunity milti rehti hai aur sirf unhain he pakar lia jaey to bohat faida lia jaa sakta hai. Bay sabray traders ye chahtay hain bus her waqt trade kertay rahey aur profit laitay rahey laikin hota iss kay opposite hai jo unhain bhi zara dair say samajh ata hai aur jab samajh ata hai to time guzar chuka hota hai. Forex market mai maira experience yehi hai kay jitna ziada wait kia jaey aur opportunity ka wait ker kay uss ka faida uthaya jaey utna he trading mai ziada benefit mil jata hai. aik week mai 5 working days mai trading hoti hai aur 5 days mai 15 trading kay 8 hours kay sessions hotay hain tou un mai 30 aisi opportunities mil he jaati hain jinn mai say half bhi catch ho jaey tou pooray week ka profit acha hojata hai
          • #6 Collapse

            Re: jaiza: forex main oppertunity bar bar milti hai ap ko wait karna parta ha.

            Forex may trade lagne ki opportunity humian bar bar milti hai hum wait kar Kay acha profit kama sakty hain trade ko select karna thOra muskil hai ager hum still demo account pay practice karty rahain tu humra experience build ho ga or hum easily forex may opportunity say faida utha Kay profitable trade laga sakty hain or achi earning kama sakty hain... Bohat say traders forex may earning ki opportunity ko miss kar dyte hain ir wait nahi karty ase trader ko chahye Kay Wo mehnat karain or profitable trade select karty hoe acha earning hasil karain hum jitna ziyda wait karty hain trade Kay profit may jane ka humian utna faida hota hai bohat say be Sabre log trade lagne Kay bad jald bazi may hi Trade close kar dyte hain or ziyda khas profit nai hasil karty ase trader ager thOra or wait karain tw ziyda acha profit hasil kar skty hain forex may kamyab traders hi wohi hai jo opportunities ko waste nai karty or faida uthty hain acha profit hasil karty hain...
            • #7 Collapse

              Re: jaiza: forex main oppertunity bar bar milti hai ap ko wait karna parta ha.

              g bhai ap thek kah rhay hain forex main ager hum saber ky sath kam karain tu ap ko daily bohut sary moky milti hain jab market move hoti hai aur thori se fast hoti hai tu ap jaldi bazi main samjhty hain ky market ab isi tarf jay gee jab ky market aik ty apny trend mai chalti aur ap ko confuse akr ky phir chalti hai kyon ky market main kuch big trader ap ka stop loss hit karny ky lea asy karty hain jis ki waja say ap ko wait kar ky order lgana chaheay aegr ap wait nahi karain gy tu ap sah trade ko bhi galt use karain gay forex market aik life time ka business hai is main agr saber ky sath chlain gay tab he success mimkin hoti gai bgair saber ky es main aj tak koi success nahi ho saka ha es lea ap ko saber ky sath kam karna ho ga jab ap yeh samjhny lag jaty hai ky mujhy pata nahi moka milya ga bhi nahi ya acha signal mily ga nahi phir ap maar khaty hain jiss say ap galti kar ky jaldi trade laga daity hain aur ap ko loss ho jata hai.
              • #8 Collapse

                Re: jaiza: forex main oppertunity bar bar milti hai ap ko wait karna parta ha.

                Gee haan forex market aise hai kay yeh her waqt move kerti rehti hai aur iss mein trading kay lye best opportunities banti rehti hain aur hum kisi bhi best opportunity ko avail ker saktay hain jis per hum trade ker kay acha profit hasil ker saktay hain aap forex mein mehnat kerain aur market ko regularly watch kertay rahain tou aap ko aise kae opportunities milain gi jin sae aap ko forex mein acha profit ho ga aap ko sirf firex.market mein mehnat kernay ki zaroorat hai aur forex ko time denay ki zaroorat hai aap forex market ko jitna zayada time dain gay aap ko forex mein utna zayada knowledge hasil ho ga aur aap ko forex mein income kay utnay hi zayada mawaqay milain gay forex kay knowledge ko improve kerain aur sath hi sath forex techniques ko samjahin aur unn per kaam kerain unn sae aap ko bahut zayada faida ho ga
                • #9 Collapse

                  Re: jaiza: forex main oppertunity bar bar milti hai ap ko wait karna parta ha.

                  Asalam o alikum friend ap ny bilkal tek kaha hy m ap sy agree karta hon forex trading m aksar log jald bazi krty han q k wo jaldi ameer ban na chahty han is k liay wo kisi bt ka w8 ni krty na wo anylyses ka w8 krty han or na achi opportunity ka w8 krty han wo jaldbazi kr k tuka lgaty han or khud sy koi b trade open kr lyty han jb k unan achi opportunity ka w8 krna chaiy phr unan loss hota hy to or bd m jb achi opportunity milti hy koi anylyses acha milta hy to unan afsos hota hy k hamy w8 krna chaiy tha asi sorat m unan hmasha loss hi milta hy
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: jaiza: forex main oppertunity bar bar milti hai ap ko wait karna parta ha.

                    Dear ap ny bilkal tek kaha ha forex trading duniya ka best online business ha is main bar bar opportunities milti han srif humy wait kar k ache trade ka wait Karna chae ha juld bazi main Galt trade sy apna loss na karwany is ley humy proper knowledge or experience hasil karny analysis karna seekeny hon gy jab hum aik bar seek lan gy to agy forex trading main hum mar ni khany gy is ley dear humy maximum practice kar k ziada sy ziada knowledge or experience hasil kar k trading karny ta k ap ko maximum fayda ho or ap ko loss na ho forex trading main market bar bar opportunities dati ha Jo ap sirf apny experience sy hasil kar sakty han

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X