Re: Jaiza: trading strategy ko use karny ka benefit
Strategy Ek bahut hi Jaruri chij Hoti Hai strategy Agar Ek acchi hoti hai to aapko Kafi Achcha benefit Hasil ho sakte hain market agar aap ko acche strategy ke sath Achcha Nahin jaati hai to aap ko Kafi Achcha profit ho sakta hai agar without trading strategy ke aap is business Mein kam Karte Hain To aap ke success Hasil karne ke chances bahut hi kam Rah Jaate Hain isiliye Kahate Hain ki apni strategy Jarur banaa Le aur is strategy ko aap ko pahle demo account per check karna chahie Kyon demo account per strategy check hokar aapke real account mein jyada acche se kam karti hai agar use strategy mein koi problem ho to vah real account Tak aane mein clear ho jata hai
اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786
پيغام ديکھيے
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим