Jaiza: trading strategy ko use karny ka benefit
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza: trading strategy ko use karny ka benefit
    Trading strategy ko professional traders kinu use karty hey es key bary me new traders ko maloom hona zarori hay, trading strategy hamari trading ko bahot asaan be banata hay aur market se conform without loss ya bahot hi kam loss key base par hamy profit be hasil ho jata hay es waja se trading strategy ki ehmeyat se ham inkar nahi kar sakty hey,

    agar without trading strategy key trading ki jaye to ham ye sure nahi hoty hey hamy profit hasil ho sakta hay ya nahi, strategy key baghir trading karna bahot hi mushkil hay ya to luck par depend kia ja sakta hay aur ya blind trading ki ja sakti hay magar strategy use karny se hamari trading behtar ho sakti hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza: trading strategy ko use karny ka benefit

    Trading strategy ka lafz pak forex forum pay aur traders ki discussions mai bohat ziadarehta hai. Trading strategy ka matlab hai kay trader ko pehlay say apnay actions ka pata ho. Traders ko ye pata hona chaiye kay uss nay kiss pair ya commodity mai trading kerni hai jo uss kay liye sahi rahey gi, Uss ka trading volume ya lot size kia hona chaiye, Stop loss aur take profit use kerna hai ya nahi agar use kerna hai tou kitnay pips pay set kerna hai. Kitni trades open kernay say uss ka free margin uss kay account kay liye behtari ka baaes he rahey ga, Kitnay profit ya loss ko trader ka account bardaasht ker sakta hai ya faida mand raheyga. Is sub baato ka trader ko pata hona trading strategy kehlata hai.

    Iss liye trading strategy ka hona aur usay use kerna bohat benefit mai rehta hai. Her trader ko aik achi strategy bana kay kaam kerna chaiye iss tarah ziada asaaniaa mil jaati hain
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza: trading strategy ko use karny ka benefit

      G Bhai aap ki yeh baat bhi bulkul theek ha but main trading strategy k baray main yehi kahna chahon ga k forex trading main trading strategy Kia hota ha is ka Matlab yehi banta ha k traders ko apney action ka pata ho aor AAP sub ki main yeh bhi kahana chahon ga k forex trading main trading krney k lye aap sub k pass analysis, candles aor relative strength index k baray main bhi knowledge aor experience hona zarori ha ta k aap sub ko pata chalay ga k forex trading main profit kis tarah kamaya jata ha...
      Click image for larger version

Name:	3847327227_forex-strategie-ema-crossover.png
Views:	3
Size:	169.1 کلوبائٹ
ID:	12323109Click image for larger version

Name:	images (11).png
Views:	2
Size:	9.9 کلوبائٹ
ID:	12323110Click image for larger version

Name:	images (28).jpeg
Views:	2
Size:	62.4 کلوبائٹ
ID:	12323111
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza: trading strategy ko use karny ka benefit

        jitne be achy trader hein wo sab stantegy py kam krte hein dear hume is main sarif experince ur knowledge py depends nai krna hota ha knowledge se market main change ata ha lekin chart ko be hume lazmi fallow krna hume is main khud ki eik starntegy open krni chaiye ur phr os k mutabiq eik atrget set krna hota ur hume phr os k mutabiq is main kam krna chaiye ye business hamre liye eik sab se best online business hai hum is main asani se kameyab ho sakte hein is business main sab se important bat ye hai k hum is main without invesment k kam kr sakte hume hardworking k sath is main kam krna chaiye analysis ko dekhna lazmi hota ha
        :1f60d: hard work :1f60d:
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza: trading strategy ko use karny ka benefit

          G han dear ap ki bat theak hai trading stergety ka kafi faida hota hai kiyu jay es jay use karnye mai humain kafivsarye cheezaon ka pta chal jata hai kiyu kay hum kisi bhi kam mai stergety apnain tu hum kamyab ho jatye hain jaisye kay study mai bhi stergty chye us kay elawa job mai bhi boss ko press karnye kaliye bhi kiyu kay stergety kay bina tu kamyabi namumken he samjhain humaun hamesha fully support karna chye stergety ko aur es pay amal bhi karna chye kiyu kay stergety ki trading mai aur waisye he trade ko open karnye mai zameen asan ka faraq hai kiyu kay waisye he trade lagain gaye tu kabhi bhi kamyab ni hun gaye jub kay stergety mai karain gaye tu kamyabi he kamyabi hai naqami ka conset he ni hai
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza: trading strategy ko use karny ka benefit

            Forex trading mein simple trading aur straight jisse planning aur accountability management trade modification technical of fundamental analysis trading bahut different hai agar aap simply market mein without analysis inter ho jaate ho to aapko loss ke chances increase ho jaate hain Forex trading mein jab tak aapko technical aur fundamental analysis py apki grip nahin hogi aapko apni strategies pe confidence nahin hota
            Forex trading mein management aur planning ke liye demo count mein acchi tarah se practice karna chahie aur aap ko technical aspects aur factors ka pata hona chahie aapko multiple sources use karte hue trading market ko understand karna chahie economic calendar use karte hue fundamental analysis cancel karna chahie trading management ke liye aapko combine sentiments ka maloom hona chahie
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza: trading strategy ko use karny ka benefit

              Assalamu Alaikum dear Crush number ji han jitne bhi acche trader Hai vah Sab strategy per kam karte hain dear Hamen ismein sirf experience on Knowledge per depend nahin karna hota hai Doli se market Mein change Aata Hai Lekin Chahat ko bhi Hamen Lavni follow karna hota hai Hamen ismein Khud ki ek strategy open Karni chahie aur FIR Uske mutabik target set karna hota hai aur Hamen FIR Uske mutabik ismein kam karna chahie yah business Hamare liye ek sabse best online business hai Ham ismein aasani se Kamyab ho sakte hain is business Mein sabse important Hamara time aur Hamara hard work Hai Ham Jitna time Denge aur Itni achi hardworking Karenge Ham itni jaldi isme successful Ho Jaenge ismein Ham without investment Karke bhi kam kar sakte hain without coast Kaun banaa kar kam Kiya Ja sakta hai iske sath sath Ham ismein lifetime kam Karke lifetime earning bhi kar sakte hain yah Ek bahut hi Jabardast business hai jo ke Student ke liye bhi bahut Jabardast hai
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza: trading strategy ko use karny ka benefit

                Pyare dosto trading strategy se murad yeh hai ki aap ne apni judgement, charts, candles pattern, aur indicator ki madad se ek aisa Laya-e-Amal Banaya Hota Hai Jis per kam Kar ke aap kamyabi Hasil kar sakte hain. Trading strategies Bahut si cheezon ka majmua hoti hai in mein se agar Kuch indication reverse bhi ho jain to phir bhi kamyabi ke chances khatm Nahin Hote. Fundamental changes aise changes hai jo ki Kisi bhi stategy ko reverse kar dete Hain. Is liye Jab Bhi aap trading kar rahe Hote Hain Jis bhi stretegy per aap kam kar rahe hain us per apna kam Jari rakhen magar daily ki buniyad per news ki awareness rakhen, ecnomic calender mein Koi bahut bari meeting yah news to Nahin aney wali agar aisa hai to us ka wait Karen Us ke bad apni trade place Karen.
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza: trading strategy ko use karny ka benefit

                  forex trdaing main har trdaor k pass aik strog startgy ka hona boht he zyda zarori hai trdaing kis tartgy ka faida yah hota hai k hum apni trdaing main achy point par trdaing kar skty hain or apko loss bhi nahi hota ai startgy ka maqsa he yahi hota hai k hmain hmari trdaing main os method ko use krna hoga jis se hum apni trdaing ko bahtr se bahtr kar saken startgy se hmain loss bhi nahi hota hai or a he hmain trdaing main risk hota hai tu hmaisha aik kamyb startgy k sath trdaing karen os k bad aghr ap apni satrtgy ko chek krna chahty hain tu hum demo account par bhi trdaing ki startgy ko chek kar skty hain whan se hum andza lga skty hain k hum kis trha ki trading kar skty hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Jaiza: trading strategy ko use karny ka benefit

                    Dear jaisy ap ko pata hai k ais market mai agar ap ne kaam karna hai to ap ko ais market mai aik trading strategy banani parti hai aus k baad hi ap ais market mai kamyab ho sakty hai magar ap ko ais market mai trading strategy banaty waqat ye dekhna hai k ais market mai hum ne kitni investment karni hai aor aus k sath hum ko ais market mai ye dekhna hai k hum ne ais mai aik time par kitni trades lagani hai aus k sath hum ko ais market mai ye dekhna hai k hum ne ais market mai jo trades lagani hai aun ka lot size kai hai aor aus k sath sath hum ko ais market mai ye dekhna hai k hum ne ais market mai kon se time par market mai enter hona hai agar hum ais market mai acha kaam karty hai to hum ais market mai acha kaam kar sakty hain.
                    • #11 Collapse

                      Re: Jaiza: trading strategy ko use karny ka benefit

                      Trading strategy ko use karne ke bahut sare benefits hain agar aap complete understanding ke bad forex trading strategy ko ise kren gay to apko isky wazy benefits hon gay forex trading forum ma knowledge aor guidance ka perfect knowledge hai lkn apko yahan py hard work aor efforts ko zarorat hai apko trading ky leay pehly indicators aor trading tools ko use krna chyevtq ky apko acha knowledge mil sky aor ap trading ko perfection ky sath loss sy bach ky start kr sko trading ma risk control qor manage krna bahot zaroori hai
                      Acha kaam achy daam
                      • #12 Collapse

                        Re: Jaiza: trading strategy ko use karny ka benefit

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
                        Trading strategy ko professional traders kinu use karty hey es key bary me new traders ko maloom hona zarori hay, trading strategy hamari trading ko bahot asaan be banata hay aur market se conform without loss ya bahot hi kam loss key base par hamy profit be hasil ho jata hay es waja se trading strategy ki ehmeyat se ham inkar nahi kar sakty hey,

                        agar without trading strategy key trading ki jaye to ham ye sure nahi hoty hey hamy profit hasil ho sakta hay ya nahi, strategy key baghir trading karna bahot hi mushkil hay ya to luck par depend kia ja sakta hay aur ya blind trading ki ja sakti hay magar strategy use karny se hamari trading behtar ho sakti hay.
                        Dear friend ap ny bilkal sahe kaha ha forex trading main forex trading main hum logun ny kamyab hona ha to proper strategy or planning sy trading karni ho ge tab he hum log successful ho sakty han is ley humy proper money management or risk management istamal kar k humy maximum profit hasil karna ho ga jis sy hum log behtar trading kar sakeny gy is ley humy proper money management or risk management sy apni trading ko behtar kar sakeny gy is ley humy jab bi trading karni ho to humy proper strategy or planning bana k trading karni ho ge tab he kamyab ho sakeny gy is ley humy proper money management or planning sy ache earning kar sakeny gy jis sy hum log behtar trading kar k kamyab ho sakeny gy
                        • #13 Collapse

                          Re: Jaiza: trading strategy ko use karny ka benefit

                          G han friend ap ny bilkal tek kaha hy m ap ki bt sy mutfiq hon forex trading main trading stertgy ki bot zyada ahmiat hy is k bagar ham achi trading ni kr skty han senior traders ko to trading stertgy ka pta hota hy or wo different stertgy bna kr trading m acha profit b hasil krty han mgr jo junior traders hoty han ya jo new hoty han un ko stertgy bna kr trading karny ka zyada pta ni hota hamy chaiy k ham un ko b guide karan k stertgy k sath trading k bot sy faidy han ham achi stertgy bna kr jb trading krty han to hamy loss k chance km or profit k chances zyada ho jaty han is liay hamy confirm trade open kar k us sy acha faida uthana chaiy
                          • #14 Collapse

                            Re: Jaiza: trading strategy ko use karny ka benefit

                            Pyare doston tradings train se Murad Hai Ke aapane apni judgement charge candles pattern or indicator ki madad se ek Aisa Laya Amar Banaya Hota Hai Jis per kam Karke aap kamyabi Hasil kar sakte hain trading strategy Bahut Si chijon Ka mazmoon Hota Hai inmein se Agar Kuchh indications Divas bhi ho jaaye to Fir Bhi kamyabi ke chances khatm Nahin Hote fundamental changes Aise changes Hai Jo Kiye Kisi bhi startegy ko rivers kar dete Hain isliye Jab Bhi aap typing kar rahe Hote Hain Jis bhi strategy per aap kaam kar rahe hote hain use per Apna Kam Jari Rakhna Magar daily ki buniyad per news ki awareness Rakhe economic calendar Mein Koi bahut badi meeting yah news To Nahin Aane wali agar aisa hai to uska vate Karen Uske bad apni trade place Karen
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Jaiza: trading strategy ko use karny ka benefit

                              Ap nay sahi baat khae hain new members strategy ki base par trading nahi karty hain kiyo k un k pass koe khas experience or knowledge nahi hoti or kam karny ka sahi tarika bhi nahi hota hain new members or junior ko bhi chaia k un k pass jitna bhi experience or knowledge ho wo us ki base par he strategy banye or phr us ko hee follow kar k tarding kary laken bina planning strategy k trading kary gy to trading ki samhj kabi nahi aye gi.

                              Aksar members bht time trading kar k khety hain aj taak earning nahi hoe kiyo k wo ye hee galti karty hain k knowledge sub hoti hain laken kam tariky say ni karty is hee waja say fail hojaty hain .

                              new members ko jab taak real account par trading start nahi karna chaia jab taak is kabil na hojaye k khud apny liay ek achi strategy bana sky.

                              Strategy ki base par trading karny k bhut say faida hain. Strategy ki base par trading karty hain to hamra loss profit fix hojata hain or account hamesha loss say zayda profit mai rahta hain ye mera personal experience hain bina startegy k trading tukky wali trading khelati hain kiyo k koe fix ap ka point ni hota entry layny k liay or tukky wali trading zayda time k liay nahi kar skty hain to achi earning or long time trading k liay behter hain bina time waste kiye phly strategy create kary then real trading start kary kamiyabi k liay.
                              Last edited by ; 27-12-2019, 07:12 PM.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X